main reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    Aap ki baat sahi hay yehi baatain trade main loss ka sabab hoti hain. Lack of knowledge aur Less Experience b loss ki wajha banta ha . forex men loss ki sab se bari wajah lalch because ham lalch ke wajah se ek ache trade ko bhe
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      G haan mein apki thread se mutafik hun , forex trading mein humen is factors se bachna chahiye ta k hum is business mein achi earning kar saken, ku k ye aisa business hai jis mein agar hum thek tarha se kam nai karenge aur in factors ko avoid kardenge tou humen loss he hoga.
      • #828 Collapse

        well in my opinions the forex forum is the place where you have to be in full control and here if you are out of the emotions then you can loss a big amount and the greedy ness is the main thing which makes you to lose
        • #829 Collapse

          jee han ap ki baat bilkul theek hai k ye 3 main reasons hain loss honay k kion k jab ham koi planning nahi kartay hain to hamari invesment bhi zaaya ho jati hai or time bhi phr loss recover karnay k liye ham lalach main aa jatay hain jis say or nuksaan hota hai
             
          • #830 Collapse

            I think, Waisy to Forex risky trading ha aur is mei profit aur loss k chances same hain , lakin ap k points achy hain jo ap ny mentin kiyeh han in k ilawa Lack of knowledge aur Less Experience b loss ki wajha banta ha ...
            • #831 Collapse

              main reason of loss ye ha k knowlge ka hona and lalach kana aur ba sabri sa kam lainy sa forex tarding ma loss ho sakta haaa
              • #832 Collapse

                forex trading main apko chahy k is main planing k sath trade kren k ap ne daily kitna profit kamana hai.is min jald bazi nahi krni chahy.is main jaldi main aa kr dosri trade bhi na kren.aur apna dimgh thanda rakhen.tension na len.
                • #833 Collapse

                  forex mein loss ki bhat see reason hoo sakti hian but kuch important yeh hain 1st aap ki trading ki timing theek hni chayai aap asay time mien trade kerain jab market mein movement kafi hoo.2nd aap short trades say aapni earning ko acha kerain.jitna lalach kerain gay itna he aap ko loss hoo ga.
                  • #834 Collapse

                    g bilkul loss ki main waja hi yhi sb cheezain banti hy trading k time emotion hojana k ghalat faisla lay lena...greed karna ...greed to humara sb se bara dushmsn hy is se hum kabhi bhi success hasil nai kerskaty success to dur ki baat hy hum is se profit tak bhi hasil nai kersakty....or planning ki kami b main waja hy loss ka agar hum strong planning karai gy before trading to hum risk se bach sakty hy n profit earn kerskaty hy....
                    • #835 Collapse

                      forex trading myn loss krnay kii bhot si wajohat ho sakti hyn in myn say myn aik par baat krna cahoon ga woh reason yeh hya kay trader jab profit kamany lagty hyn to un kay andar lalach a jati hy yani woh yeh khayal krty hyn ka ab forex say profit hi kamana hy is greed ki waja say woh market ki movement ko bhool kar profit ka cahkar myn mazeed order laga lety hyn aur jab wo order loss dety hyn to trader ko bhot loss ka samna krna prta hay
                      • #836 Collapse

                        Mere khyal may tau lack of knowledge aur greed bhe ho sakte hai and jald baze bhe aksar kaam bigar lete hai Is leye Planing ke kame bhe ho sakte hai.

                        Thanks to all knowledge providers
                        • #837 Collapse

                          forex trading ma loss ki ya hi reasons ha k ham ma greed pae jati ha or experience or skill ka kam hona ha...agr hamara experience is ma teez ho jae tu ham easily is ma profit hasil kar sakty ha..... tab he loss khta hn jab yah three factor hum trading ma shamil kr lta hn emotions greed and lack of planning hum ko chya agr acha trader bnana ha to in pa kabo paya jay
                          • #838 Collapse

                            i think lack of skills and knowledge ye main reason hai aur han saath me lack of patience bhi kaha jaaskta hai agr ye saary factor theek hojaye to chances of loss bht kam hojate hau aur profit k chances ziada hojate hai
                            • #839 Collapse

                              forex mai main reason ye hen ke ager ap comment post ke mutabiq na ho ya ap ke pas experince kem ho ya galat order lagana is surat mai ap ko loss hota he is ke or bhe bohat se points he................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                mere khayal me main reason loss ka jo hai wo hain bina knowledge or bina experince k forex me enter hona hume chahye sab se pehle learn kar knowledge hasil kare phir ja kar forex me entry le, ager hm jitna zada forex ko sikhe ge us ki strategy ko samjhe ge utna hi hmre liye acha hoga or hm successful trader ban sakte hain hmri mehnat se forex market main
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X