G bro apnay loss kay buhat achay points btai hian.Agar hum in par act upon ho jai to hum loss say bach saktay hain.Is kay ilawa loss ki aik or waja ye ha kay hum investment kartay kam hain lekin lot size bari rakh daitay hain jo kay hamara account wash honay ka reason ban jata ha.Is kay ilawa is bagair samjay is mai trading karna b loss ki waja banta ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим