Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always first trade minimum lot size ke sath open Karen
    Trading karte hue hamen koshish Karni chahie ki ham jo bhi apni pahli trade open Karen hua hamari chhote volume ke sath honi chahie jab ham apni pahle trade kam volume ke sath open karenge to hamen uska bahut bada fayda hoga aur hamen uska sabse bada fayda yah hota hai ki agar hamari koi trade nuksan mein chali jaati hai to ham bad mein koi aur trade open karke apni trade ko recover kar sakte hain isliye hamen chahie ki ham pahle trade kam volume ke sath open Karen.

    hamari jitni many marriage mein trading karte hue behtar Hoti hai hamen utna hi trading se best reward milta hai isliye hamen money management jarur karni padegi tab hi hamen trading mein kamyabi ho sakti hai aur jo log money management Karke kam karte hain vah hamesha hi kamyab trader hote hain isliye money management karna jaruri hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

    Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Hamen new member ko Forex forum per welcome karna chahie.Trading karte waqt kisi ke signal ko follow na Karen Khud market analysis Karen. Trading karte waqt kisi ke signal ko follow na Karen Khud market analysis Karen.Hamen new member ko Forex forum per welcome karna chahie.Loss recover jaldi kr lena chahea Hamen new member ko Forex forum per welcome karna chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

      First trade hamesha minimum lot size key sath market me place karny ka hamy ye advantage hasil ho jata hay key ham market ki condition aur market key behavior ka achi tarha se tajzia karny me kamyab ho sakty hey agar hamara 1st order hi big lot size ka ho to na to market samjny key ley hamy time mil sakta hay aur na hi ham es 1st order key loss ko face kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

        hamain is k bary main practice karni h gia ur lot of sizw ko km rakhna ho g ata k loss km ho sakty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karny k kabil ho sakty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn kar sakty hain so hamain is k bary main greed ko aovid kar k hi hum achy say trader ban skaty hain but hamain is k bary main greed ko avoid kar k hi hum cahy say trader bn sakty hain ta k earn karny k kabil ho sakty hain ta k loss km ho sakty hai tab hi hum plaing kar skaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

          yes Humko Hamesha apni trade ka aagaaj minimum lot size ke sath karna chahie Kyunki use Waqt Humko yah 100% confirm Nahin Hota ki market Kat rent kis site per move Karega isliye Agar Ham big Laut ka istemal Karenge Aur Woh trade Hamari mukhalfat Mein Chali Gai to Humko bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isliye Hamen sabse pahle minimum lot size ke sath Apne trade ko Shuru karna chahie aur Agar Jab Ham yah confirm ho jaaye ke ab yah Trend bilkul Hi Ek Hi direction Mein move Kar Raha Hai To fir Hamen Apne balance ko Dekhte Hue uski favour mein aur trade open kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

            Forex men trading kay duran hamen laalch nahin karny chahey kun kay agar hum as men lot size bara rakhen gy tu hum as men achy kamyaby hasil nahin kar sakty hain as lia hamen forex men trading kay duran bahut saber kay sath choty lot size rakhny chahey tabhy hum as men achy earning hasil kar sakty hain as lia hamen forex men koitahy kay sath kam nahin karna chahey kun kay agar hum forex men kotahy kay sath kam nahin karen gy tu hum as m,en achy earning hasil kar sakty hain as lia hamen forex men koi bhe kam jaldi men nahin karna chahey tabhy hum as men apna kam pora kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

              hamy ache lot laga kar kam karna ho ga pher he um munfa kama saky g amy market mai lot ko kabe be ignore nahi karna chaey forex aik best business hain hum is mai part time be kam kar sakty ahin hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kamk arty hain to hamar aaccount band ho ga hamy market ai mahnet karne ho ge
              • #8 Collapse

                Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

                hamy is man kam lot laga kar trade lagane chahey agar hum kam amount par zeda lot laga dy g to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty han hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahye ta ky hum is main agy bar saky or pasia kama saky or pasio ko apne marze sy karsh kar saky yai aik online karobar han
                • #9 Collapse

                  Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
                  Trading karte hue hamen koshish Karni chahie ki ham jo bhi apni pahli trade open Karen hua hamari chhote volume ke sath honi chahie jab ham apni pahle trade kam volume ke sath open karenge to hamen uska bahut bada fayda hoga aur hamen uska sabse bada fayda yah hota hai ki agar hamari koi trade nuksan mein chali jaati hai to ham bad mein koi aur trade open karke apni trade ko recover kar sakte hain isliye hamen chahie ki ham pahle trade kam volume ke sath open Karen.

                  hamari jitni many marriage mein trading karte hue behtar Hoti hai hamen utna hi trading se best reward milta hai isliye hamen money management jarur karni padegi tab hi hamen trading mein kamyabi ho sakti hai aur jo log money management Karke kam karte hain vah hamesha hi kamyab trader hote hain isliye money management karna jaruri hai
                  Dosto hamain trading karte waqat money management ka khayal kartay hoe lot size ka istmal karna chahye
                  Thank you for your attention
                  • #10 Collapse

                    Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

                    Forex mein humain chahyea kay jub bhi trade kerain tou uss kay lye minimum lot size ko use kerain ta kay humain koi loss na ho hamesha minimum lot size key sath market me place karny ka hamy ye advantage hasil ho jata hay key ham market ki condition aur market key behavior ka achi tarha se tajzia karny me kamyab ho sakty hey agar hamara pahela order hi big lot size ka ho to na to market samjny key ley hamy time mil sakta hay aur na hi ham es 1st order key loss ko face kar saktay hain forex aik acha business hai jis mein humain achi income hoti hai lakin uss kay lye humain forex mein her kaam soch ker aur analysis ker kay kerna hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

                      Market Mein trade lagata hue Hamen Hamesha money management ka kyal Rakhna chahie stop loss bhi Jarur Lagana chahie Jab Ham market Mein Small lot size ka istemal Karte Hain To is se Ham Apne account ko seve Rakh sakte hain aur Ham loss se bacha Jata Hai Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen Hamesha small lot size trade ke liye use karna chahie Kyunki Dost Hai Hamari trade ke liye is Ham Apne trade ko perfect trade banaa sakte hain aur acchi kamyabi gain kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain aur apne business ko profitable business bana sakte hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

                        forex aik best business hain hum is mai kam mkar ky pasia kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka tiem table baa kar kam kar sakty hain is mai hamar akoi be boss nahi ain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bat ,a ris ma kamk ar sakty hain is mai amara koi be boss nai hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

                          First trade minimum lot size k sath open krna thk hy mgr is k sath kuch aur baat baatain bhi zehn mn rakhni parti hain k hamary pas available balance itna ho k agr in case hamari trade loss mn chli jae tu usko recover krne k lye sufficient balance ho kabhi bhi phli trade low amount per ni leni chye aur na hi lot size beghair soche samjhe open krni chye utna hi lot lagao k jo k situation ki demand ho aur risk factor minimum ho agr in sub batoon ko dekh k chlo gy tu Kabhi nakam ni ho skty
                          • #14 Collapse

                            Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

                            Forex trading ke Business mein Hamen market Mein trading start karte waqt best lot size ko select karna chahie aur lot size ko select Karte Waqt Hamen Uske bare mein acchi Tarah Se information Hasil karne ke bad hi Jab Ham usko confirm kar Leta bhi Hamen use lot size ko select karna chahie aur Market Mein trading ke liye minimum lot size bahut hi best lot size sabit hota hai Kyunki market Mein meny traders minimum lot size ko hi select karte hain aur usko bahut hi Lambe time ke liye use karte hain aur isase Achcha fayda bhi Acer kar lete hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Always first trade minimum lot size ke sath open Karen

                              Ji bro Agar ham pahli bar trade open kar rahe hain To Hamen Laut Chhota use karna chahie Kyunki Agar aapki pahle trade loss Mein Chali Gai to aapko loss ko cover karne Mushkil log isliye pahle trade Hamesha profit Mein Lekar aaye hain aap Hamesha Chhoti Lord use Karen Agar aapki lot Chhoti Hogi to aap trade Wapas a Jayegi aur aap Achcha profit Hasan Karenge Hamesha mehnat Sahi aap Aage badh sakte hain agar aap lalach per lag jaenge to aap kabhi bhi kam Yad Nahin Honge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X