Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain
    Dear friends, forex me bahut se dost loss ke darr se trading chor detay hain. Forex ho ya koi aur karobar, profit aur loss saath saath chaltay hain. Hamain apni mehnat jari rakhni chaheye chahay profit ho ya loss. Esi me kamyabi ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

    Jidda Agar aapko profit hota hai ya loss hota hai aap apna kam Jari rakhen Kyunki Jo Apna Kam Jari Rakhta hai wahi Aage badhta hai agar aapko loss ho jata hai to aapko Apna Kam Jari Rakhna chahie Kyunki kamyabi sirf aur sirf mehnat mein hi hai agar aap main Jari Rakhenge aur aur lalach Nahin Karenge aur kamyabi Hasil karne ke liye daily target daily Karenge aur usko uska back Denge tab hi Kamyab Honge
    • #3 Collapse

      Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

      asslam o alikum dear friends g bilkul sahi kha hy ap ny hmy loss sy dill hany ki bejy is ma or zayada mahnat krni chahiy or is ko apna pension bana chhiya agr hm ak doo bar na kam hoty hy to koi bat ni apni mahnat jari rakhni chahiy or or zayada mahnat krni chahiy jis sy hm us kam ma mahir ho sky
      • #4 Collapse

        Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

        Chahe profit ho ya loss apni mehnat Jari rakhni chahie Hamen kabhi bhi apni mehnat ko ignore nahin karna chahie Hamen Kabhi loss se Munh Nahin pir Na chahie Hamen jo bhi Hasil Ho Hamen usko for ebook kar lena chahie tab jakar Ham ismein Achcha profit hasal kar paate Hain Agar Ham Aisa Nahin Karenge To Ham kabhi bhi aise Mein Achcha profit Hasan nahin kar Sakenge Hamen Kabhi ismein acchi earning Hasil Nahin ho sake gi acchi earning ke liye Hamen mehnat ki zarurat hai isiliye Jitna zyada Ham mehnat se kam Karenge utna hi zyada Ham Apne loss ko recover karne mein kamyabi Hasil kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

          G han bilkal profit ho ya loss humen apni mehnat jari rakhni chahiay koi bhi business ho us main profit or loss dono hoty hen ager humen loss ho bhi jata hy to humen chaea k hum pareshan nhi hon or apna dill chota na kren blke apni jin mistakes ki wjha se loss hua hy unko cover krny ki koshish kren or mehnat jari rakhni chaea tb hi hum successful ho skty hen
          • #6 Collapse

            Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

            g bilkul loss or profit to buisness ka hisa hen is liye hume loss se ghabra ker mehnat ko nahi chorna chahye mehnat ko jari rekhen forex main acha trader banany k liye learning kar k hi hum sucss hon gay so hamain is forex main bi trend ko use kar k hi hum achi trade kar k hi um sucss ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

              jee haan humien kisi b surat mehnat nahi chorni chye agr aap achay sai learn kro gay aap learn kr kay apnay aap ko trade mai involve kro gay to is sai aap ko forex trading mai bohot faida hoga.direct profit ki taraf na jay balkay long term may kaam kary to us ko profit bar kar milta hay matlab koi aysi currency dhonday jiss ki moving bohat ho or us ka time frame kam say kam
              • #8 Collapse

                Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

                Salam to all forex members apki bat blkul drust hy profit ho ya lose apko apni mhnt jari rkhni chahiye q k mhnti log kbi b nakam nhi hoty Allah pak mhnt ka phal zror deta hy ups and downs to business ka hisa hn
                • #9 Collapse

                  Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

                  jee haan bbboth are part of every trdae profit hamey bardey loss sey bacha deti hy ma nai start mai bardi profit ke lieye trade ki or mujhe loss ho gia phr kafi time tak mai forex sey door raha.faeda tou hai par kosis kary es mein day by day mind se trading karay aur es main greedy na karay ap k liye money earn karna easy hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

                    the humne bilkul theek kaha chai profit Ho Jala apni manager rakhni chahie aur ISI tarah agar hamen profit hota hai to Ham jyada se jyada mehnat Karen Orissa Agra mein loss hota hai to hamen main kuchh jari rakhna chahie aur jitni tamanna ki thi usse jyada mehnat karni chahie tha ki hamen lost se aage profit Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

                      G bhai bhut hi achi or pyaari or informative baat ki hai k loss hu yh profit hammy kabhi bhi ni harani chiye apni himmt apni himmat ko hamesha jari rakhna chiye agy kmiyaab hu skky yh ni dekhna chaiye k hamm bass loss ko recover kr Len ap yh sochy k ham ny trade kre k profit kamana hai loss ni bss yh amal ap jarri rakhy kmiyaabi apk k hathoyn mai
                      • #12 Collapse

                        Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

                        jee haan apne theek kahamein apki baat sy agree krti hn ik he position mien apna daily ka target pora kar loun pir us mien hota yeh tha key market opposite jati thi to kafi time wait karna parta tha market key back honey ka ab mien stop loss laga key thora lot size key barey mien kar rahi houn.
                        • #13 Collapse

                          Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

                          jee haan apne theek kah mei apki baat sy agree krti hn humein kisi b surat mehnat nahi chorni chye loss sey bacha deti hy ma nai start mai bardi profit ke lieye trade ki or mujhe loss ho gia phr kafi time tak mai forex sey door raha.ache trading kr li ha to is se apko idea ho gya ho ga k profits consistent hony chahye beshak small he hon profit ki ache base he trading me insan ko acha banati hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

                            This is very important point that you discuss. Ham log Lo hone se bahut jyada result ho Jaate Hain Jiski wajah se apni working cohesive Karte Hain Jo ki bahut jyada wrong way Hai Kyunki aap ko pata hai yah business hai aur bich Mein profit and loss donon side by side Chalte rahte hain. Agar Hamen profit Hota Hai To Hamen Apne mind ko Mein mentally prepare Rahana chahie loss ke liye bhi ke Hamen Jyada tension Na Ho lekin losco recover karna Bhi Ek bahut bhi technique Hai Hamesha loss to recover karna sikhen Jitna jaldi velocity cover Karne Ki Itna Jyada aapke liye best hain. Lekin aapko bhi Puri Aafat karna Hogi kya? Aap ko Laut na ho aap ko profit Ho iske liye aapko market ki acchi proper learning Karni Hogi to kabhi bhi loss hone ki vajah se aap apna kam na delete Karen Kyunki loss is part of business Agar Aaj lost hua hai to cal market aapko bahut jyada profit bhi Degi sirf aap patients Karen aur Apna honesty se mehnat ke sath kam Karte Rahe Agar Aaj loss vah to cal aapko profit bhi Jarur hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Chahay profit ho ya loss, apni mehnat jari rakhain

                              Asslam o alakum dear forex member umed hay ap sab khyret say hungy yeh bat apny bhut achy ki hay kah Jab Ham Pakistan Forex form online business Mein work start Karte Hain To Humse spelling ki aisi mistake Ho Jaati Hai Jiski vajah se Hamen logi uthana padta hai aur jab Hamara Lo Jata Hai bonus kam Aata Hai To Ham bahut hi Pareshan Ho Jaate Hain Ki Ham Ab Kya Karen varg Ko Chhod De Ham Kabhi Kabhi Dil Mein yah bhi Soch Lete Hain Ki Hamara se sirf aur sirf nuksan hone wala hai kabhi bhi fayda nahin hone wala to is vajah se Ham sochte Hain Ki Ham Nahin Karenge Nahin Hamen Aisa Nahin sochana chahie Hamare minut kabhi bhi Jaya Nahin jaati Bal ke Hamen nuksan Ho Ya fayda Ho Hamen Apne work ko Jari Rakhna chahie Kyunki Jo log Jyada Se Jyada mehnat Karte Hain Ki mehnat Kabhi Jaya Nahin jaati Aur Main To Waqt Tak Karte Rahte Hain Jab tak unko mehnat Kajal Nahin Mil Jata to isliye hamen bhi chahie ki Ham apni mehnat ko Jari rakhen Ghar Hamara nuksan ho raha hai to koi baat nahin hai agar Ham usse Bhi Jyada mehnat Karenge To Ham Ek Din Inshallah Jarur hi Kamyab Ho jaenge Kyunki kamyabi unhi Logon ki Hoti Hai Jo Kabhi Bhi mehnat Himmat Nahin Aate Himmat ki vajah Se Hi Hamari Jeet hoti hai ya Chahe Hamen nuksan Ho Ya fayda Ho Hamen Apne Ghar Ko kabhi bhi nahin chhodana chahie Agar Hamara profit Jyada a Raha Hai To Ham Mar ko Aage badhane ki koshish Karenge aur Hamara nuksan Ho Raha Hai To Ham work Chhod Dene Ki Baat Karte Hain Nahin Hamen Aisa nahin karna chahie Hamen apni Mein lachari rakhni chahie Kyunki Hamen mehnat Kajal Milkar Hi Rahega Hamare mehnat kabhi bhi Jaya Nahin Jaate to isliye Hamen chahie ki Ham Apne mehnat Ko Jari rakhen is ko Kam Karne Ki Koshish Na Karen Dil Chhota na Karen Chahe Hamara nuksan bhi ho raha hai mehnat Karke usko recover karne ki koshish karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X