What to do after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    After losr ap ko apni mistakes k bary mein decision lena hoga, k ap in mistakes ko khatam karna chahty hein ya pher in mistakes se apni trading ko theak karna chahty hein, agar loss hota raha to earning kab hogi ap ki.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      trading ma loss aur profit dono hota ha agar ap k loss ho raha ha tu ap ya socho k is loss ke main waja kaya ha kyun k ap na koi stargery ni bna ho ge ap na abi tak loss se kuch learn ni keya ho ga ap na koi experinced ni gain keya ho ga is lia ap disppointed na ho aur achai tra se trading ko jari rakian aur ziada se ziada seekian...
      • #63 Collapse

        Main tu loss ko enjoy karta hoon aur zada tar main tu oe trade size se trade karta hoon ta ke muj ko loss ho aur kuch time wait ke bad muj ko nafa ho jye aur main is ko profit main hi closed karta hoon .
        • #64 Collapse

          Actually i am new in Forex trading and i know that there is profit and decease in every business as fortunate as in trading so i leave Donn my self actuated flat bottom after departure and i module discover from mistakes and wont repeat them again.
          • #65 Collapse

            forex ak online jop ha sab is maboht pisa kamnt ha sab ka liy ha forex ak acha busines h sa sab is m boht pisa kamt ha ap ko is ma pat time ma he kam karn cahya ap ko is mboht pisa ap ko kamn ha tois a p ko boht pisa invst karn ho ga
               
            • #66 Collapse

              Actually loss is the part of every business and every forex trader must follow proper money management after loss. Because forex trading is very hard and difficult so here loss is the common in this place.
              • #67 Collapse

                dear ma ap k thread k bary ma yeh kahao ga k dunya ma koi b business aesa nahi ha jis ma loss na ho her business ma profit aur loss dono hoty ha is liye agr hum ko forex trading ma loss ho b jae tu ham ko dishot nahi hona chahye baalky yeh not karna chahye k hum ko kis mistake ki waja se loss howa ha aur next time wo mistake se bachna chahye
                • #68 Collapse

                  bhai yeh karobar hai aur karoba mai profit b hota hai aur loss b aur ager loss k bad insan karobar chor de to profit kese kamaye ga ? is lye apni poori tawajo se apne trading pe dhyan se doobara profit kamane ki koshish kerni chahahye
                  • #69 Collapse

                    acha sawal hy apka dost nuksan ky bad humy ek sabaq hasil krna chahiye kh hum ny kya galti ke hy or pareshan nahi hona chahiye or demo account pe practice krni chahiye zyada sy zyada or fresh hu kr humay or achi planing ky sath new trade krni chahiye ku kh ups and down is a part of life.
                    • #70 Collapse

                      Friends jub ap ko forex trading me zada loss honey lagey to ap ko caring discussion lyna chahiye or apni trading ko rok key market ka jaiza lyna chahiye or apni trading ko analysis karna chahiye ta key or zada loss na ho humey.
                      • #71 Collapse

                        wesay to hum loss k bad kuch aesa nahi kar saktay hain k hamaray loss profit me change ho jae lekin sirf yehi kar saktay hain k hum apnay loss say sabak sekhen aur dobara isay na dohrae.
                        • #72 Collapse

                          loss agar app koo hoo raha hai too phir aap koo apni trading koo break dee kar pehlee fundamental aur technical analysis koo achi tarhna study karna chaiyee aur demo account per practice karein
                          • #73 Collapse

                            You can plan every thing before investement ,you never get a loss,aap har wqt focus rakhen market ko dialy status ko chek krengy to kabhe loss nhn ho sgta.ache planning apne investement pe ghari nazar har loss say bacha sgte ha.
                            • #74 Collapse

                              hamain koshish karni chahye k hamain loss na ho or daikh baal kar post lagani chahye lekin ager phir bhi hamain loss ho jata hai tu is per disheart nhi hona chahye, kyun loss bhi is business ka hissa hai, or positive negitive chezain har jaga har business main hamesha se pai jati hain warna is k baghair business or life bhi adhurey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                muj ko jab bhi loss hota tha tu main forex mein per se learning karna start kar deta tha kyun k muj ko pata hai k iss business mein jab bhi kase ko loss hota hai tu wo us ki apni koi na koi mistake hoti hai jis ki waja se us ko loss hota hai agar hum apni mistake ko theak kar leta hain tu per se hum earning karna lgta hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X