What to do after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1561 Collapse

    haar jeet tou hoti hi rahti hai aur hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi ta k hum achi trade karny main kamyab hon gay aur market main loss say bachny k liye learning karni ho gi aur market main earn karny k liye greed ko avoid kar k hi hum market main kamyab hon gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur sucess hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1562 Collapse

      Agar mujhy loss ho jae ga tou mai apni galti ko dhondo ga aur us py qabo pany ke koshish karo gy aur mai aik new siray sy trading shuru karo ga magar apni galtio ko nahi dohraon ga
       
      • #1563 Collapse

        Agar mujhy loss ho jae ga tou mai apni galti ko dhondo ga aur us py qabo pany ke koshish karo gy aur mai aik new siray sy trading shuru karo ga magar apni galtio ko nahi dohraon ga kyo k agar mujhy sahee mano mein trading karni hy tou galtain bhula k aagy barhna ho ga
         
        • #1564 Collapse

          hum jab trade karty hain to hard work kar kay achy say kam karna ho ga humain is main hard work ki liye is main demo ko use karna ho ga is main risk to har aik trade main hota hay kun kay jab hum is main practice karty hain to is say achi earning hasil ho sakti hay kun kay market main jab b kam kia jata hay to kafi sai ho sakta hay
          • #1565 Collapse

            bhai agar apko forex ma loss ho jata ha to apko tention nai leni chahiye qk tention lenay say apko or loss bhi ho sakta ha islay bs apko yahi kaho kay apko forex ma jab bhi kabhi loss hotay ha to apko aek ches ka khyl rakna chahiye kay apko dakhna chahiye kay apko loss q hoa ha takay ap wo again nai kr saky
            • #1566 Collapse

              Ferox ak bisness hai to zahir hai loss b ho skta hai to first off all loss k bad ham ko ghabrana nai chye bal sbar krna chye kal ko ap hard work kro gay to apko zaror faida b ho ga and apni ghlti jis ki wja se loss hoa wo again nai krni chye pori kosher karin k wo ghlti ap se again na ho
              • #1567 Collapse

                Forex main loss ana koi naei aur anoghi bat nai hai jis business main profit hota hai us ke against loss bhi zaror hota hai lekin loss ke bat kia karna hota hai wo zayda ahim issue hai. Loss any ke bad apko is bat par ghor krna chaye ke main nay kb aur kahan misymistake ki hai us ko dour karna chaye. Loss se bad dil nai harna chaye koun ke kaha jata hai ke bar bar koshsh karny se insan kamyab ho jata hai.
                • #1568 Collapse

                  aik kamiyab insan wohi hota hy jo k apni gltion sy seekhta hy.esi trah trading mai agr loss ho jye to trading ko chorna nhi chahiye bl k next k liye achi prepration krni chahiye. es k elawa loss hmy hmari gltion sy hi hota hy so next time k liye risk laina chahiye.
                  • #1569 Collapse

                    Loss face karnay ke bad main amooman kuch time ke lie forex trading se out ho jata hon aur is doran main various forex experts ke tajziaat parhta hon aur market analysis karta hon aur phir wait kart hon ke market aik khas level pe kaey tu phir main dobara trade karta hon aur positions open karta hon.
                    • #1570 Collapse

                      jab ap ko forex trading main trading k doran loss ho Jay to ap ko chahiy k ap apny loss hony wali ghltio sy sabaq seekho aur in ghltio ko sahee kro jab ap ghltio ko sahee kr k forex trading main trading kro gy to ap phr is k bad loss ni ho ga blky spko profit ho ga
                      • #1571 Collapse

                        hamain market main loss say bachny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main trend ko use kar k hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho saky gi
                        • #1572 Collapse

                          forex trading main loss hota q hai ? aghr tu hum es bat pay gorr karen tu hmain sub he baton ki smjh a skti hai qk os k bad hum na tu hum forex ko blame dengy or na he hum market ko q k jub hum apni he galtuin se loss karty hain u hmain khud he smjhna chahye k hmain sikhny ki zrorat hain es liye jazbati nahi hona chahye loss k bad mazeed try karty rhna chahye
                          • #1573 Collapse

                            Trading men agar hamen agr loss ho jay to hamen trading se disappointed ni hona chahiye, hamen patience se uss loss ko apne liye aik acha lesson banana chahiye.
                            Hamen loss k bad apni trading ko stop ker dena chahiye aur loss ki waja janna chahiye k hamen ye loss q hua hai, hamen trading men apni mistakes ko note kr ke practice se inhen door krna chahiye ta k ham next time better trade kr saken.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #1574 Collapse

                              bhai itna mushkil bhi nai hai k har banday ko loss ho jaaye. lakin agar aap ko kabhi loss ka samna karna bhi parta hai to aap un ghaltiyou ko check karain jin ke waja say aap ko loss howa in ko learn karain taky dubara aysa na ho iss k liay aap google main forex ke websites nikalain or in main mojud mawad ko achi tarha learn karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1575 Collapse

                                agar apko forex trading business main bara lose ho raha hai to sab se pehly ap yeh dekhen key ap kiya bari ghalti kar rahe hain jis ki wajah se apki sari trades lose main ja rahi hain aur phir apni startigy ko chek karen aur tabdeel karen takey jo lose apko ho raha hai us se bach saken

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X