What to do after loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    loss kay baad just saber karo or kuch b na karo phir thora rest ker kay again invest karo bus yehi kahu ge may trading buri nai hai hum nay is ko bura banaya hua hai its my opinion
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      forex main loss hota rehta hay or agr samja jaye to duniya main koi b halal ka kam asa ni jis main loss na ho to isi trha agr kabi forex main apko loss ho rha ho to dil ni harna chahiye balkay ghor krna chahiye k kis waja say loss ho rha hay or us par nazr sani ki jaye
       
      • #648 Collapse

        loss hony k bad to dukh hi hota ha, mainy b start main kafi loss kiya ha per thora experience ho jay to loss kam hota ha har trader ko chaiyeh k loss hony per trader ko gabrana nai chaiyeh balky usko chaiyeh k sabar kay aur apni galtion ko identify karny ki kosis kary kary aur aur nnext time waisi galtian na karny jis say trader ko loss ho chuka tha...
        • #649 Collapse

          bhi forex aik business hay as loss our porfit do hay agar app ko loss ho jay tu app as ko check karay ka app say khah mistake hoi hay our as mistake ko zahan ma betha lah tak phir ay mistake dobara na ho our mistake say desert nhi hona chahay
          • #650 Collapse

            Jee bhai janmujhay bi ab tak forex trading business mein 2 dafa loss ho chuka hai lekin mein abi bi forex k sath kamkar raha hun q k mujhay umeed hai k insha allah abmein zaror kamyab ho jaun ga aur ab agly month se jab mera bonus meray account mein aye ga to mein bary dehan se trading karun ga aur meny loss k bad hamesha tenshion nahi li.
            • #651 Collapse

              my dear trading or business main loss to hot rahta ha .loss or profit to sath sath laga rahta ha ya to zindigi ka ek hasa ha loss ko dil pay nehe lena chaiya ic liya aga barany ky liya kuch hasal ky liya kuch khona parta ha. ic liya achay ke umeed rakni chaiya or koshish karian kay mistake ke vaja sy loss na ho
                 
              • #652 Collapse

                to become success in forex trading we moldiness acquire death . without stomach disadvantage earn is impractical . after death in forex trading we should not impoverishment to lead forex we impoverishment manipulate just than before .
                • #653 Collapse

                  i will do nothing but the trade with the batter assesment it is the only way if we will do the trade without the learn then we wil face this kind of the problem otherwise if we will do the trade with the skills then we will not face this kind of the issue
                     
                  • #654 Collapse

                    mere khayal mein loss ke bad apko himmat nahi harni chahiye balke apke experience mein ixafa hojata hai or phir ap wohi galti nahi karty or apni trading strategy mein tora change lana chahiye
                    • #655 Collapse

                      after fall in loss in forex trading business we should not take instant decision in trading. we need to keep our self cool and should take it so easy. because loss is a part of forex trading business.
                      • #656 Collapse

                        bhai is business main loss and profit ya dono hi hoty hai.mager hum ko cahiya kay hum is business main apna account kabhi sara wash na karain.or apni trade ko kam loss per hi cut ker dain.takay hum apni next trade main us loss ko cover ker sakin.mujay jab is business main loss hoya hay.main to apnay us loss ko pora karnay main lag jata hoon.
                         
                        • #657 Collapse

                          my dear forex trading main loss to hota rahta ha ic liya dil main loss ko kam say kam zahan main rakna chaiya . forex trading main loss or profit to sath sath lagay rahaty hain.bulkay loss ko kam kam say kam rakny ky liya price control main honi chiya ta kay loss say bacha ja skay....................
                           
                          • #658 Collapse

                            dear forex men loss hony ki sorat me preshan nai hona chahye balky loss sy seekhna chahey k loss kun howa aiski konsi ghalti hoi jis ki bina per loss hoa, or loss hony ki sorat men nay jazby k sath kam start kr dena chahey.
                            • #659 Collapse

                              Jab hum loss ker den tuo humen chaeyea k us ghlti ko note karen jin ki waj sey loss huta hy ic ma so merey khyal mai loss ki waja jan li jae tu aap kamyab hu saktey hyn
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                nothing to do after loss lakin ap aysa karay apne ap ko taselle deya karay aur apne galte ke talash may alge rahe ap ne loss be kese galte se key hoge wahe mistake detect karney key kushish karay aur use agle bar na karne ke umeed may raha karay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X