avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    dear jis tarha kehty hai her jaga panga ni lena chaye aisi tarha her jaga short cut ni lagana chaye agar forex mai shortcut lagao gay to loss hi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ji bhai hami forex treading me koi shart cut leny ki zaroorat nahin is tarah ham loss kar sakty hain or ham short cut ky zarey treading ko bhi achi tarah samajh nahin sakin gy or is tarah hamin treading ky baary min koi khas experience nahin hoo ga
      • #78 Collapse

        g ha maray bhi may ap ki batt say agree kerta hu kay forex tradding may shortcuts na use karo .dear friend wo is leyi kay forex ik riskey bussniss hay aur is may jitna shortcut logay utna he ap ka risk zyada hoga so dont use shortcuts
        • #79 Collapse

          G haan trading main agar greedy ho kar scalping shuru kar di jaye to is main acha loss ho sakta hay. Is liye meri raye to yehi hay k koi bhi scalping na karay. Balkay is main sukoon se trading karay aur kam profit pay hi satisfied ho jaye.
          • #80 Collapse

            Forex ki trading mein jo bhi short cut way ko choos karta hai tu wo forex mein un ko bhut ziada loss ho jata hai forex aik legal business hai jis mein hum ko theak se aur slow slow earning karni chaya bhut sara log forex mein aik dam se earning karna chata hain aur un ko bhut ziada loss ho jata hai kyun k forex mein short cut way nahi hai rich hona ka.
               
            • #81 Collapse

              Curremcy exchange may be a online business for long distance. which means that there isn't simple slash tool for money making together with rsulrs at this point. which means that came across refrain from the wonering with some of our thought process.Kdos sigificantly to your place.
              • #82 Collapse

                kehtay hain juldi ameer honay k do tareekay hain ek short cut aur dosra short cut ka b short cut lekin ye misal forex me bilkul ghalat hai aur applyable nahi hai.
                • #83 Collapse

                  Forex trading main agar hum chahty hay keh acha profit bnaty rahy aur humay ko masla bhi na aye to humay theak say trading karni chaheiy kisi kism ka shortcut use nahi karna chahiey aur market ko sahi sy daikhna chahiye.
                   
                  • #84 Collapse

                    Kisi bhi kaam ko kernay ka sub say zyada sahee tareeka yeh hay kay hum usy properly kren na kay short cuts ki talash may na sirf apna qeemti wakt zaya kren bulkay hath maltay reh jaen kyn kay is sy hurgiz bhee ksisi kisam ka faida nhe hoga hmey ulta hamen nuksan hoga, kisi kisam ki trading skills hum may nahee asken geen.
                    • #85 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                      forex trading me shortcuts boht mahengy per skty hen ,, for example kuch log scalping k zaryay zada profit banay ki kosish krty hen but sometimes trade ghlt ho jati hai aur un ko acha khasa loss ho jata hai ..
                      Jee apki baat sahi hay forex trading main agar hum acha profit gain karna chathay hay aur loss say bachy rehna chahty hay to humay chahiey keh hum shortcut say bachy rahy aur sahi say trading karen.
                       
                      • #86 Collapse

                        jee han main ap se agree hon ke ap ko forex trading main short cut se perhaz kerna ho ga then hi ap iss business main kamyabi hasil ker loo gye iss main short cut wo log use kerte hain jo jald ameer bana chete hain liken loss ke rlete hain
                         
                        • #87 Collapse

                          the use of shortcut in the trading of the forex market is something that can cut traders short in the market as well. when traders are using shortcuts during trades then it mean some important steps has been avoided. so it can not be without a side effect.
                          • #88 Collapse

                            haqeeqat me ye karobaar sabar aur hosley se karney waala hai q k agar aap jald baazi se kaam len ge ya lalach karen ge to aap ko suwai nuqsaan k kuch haasil nahi ho ga lihaza koi short cut nahi ha is me
                            • #89 Collapse

                              Forex mein bhut sara log ata hain aur jab wo iss business mein profit ko dekhta hain tu wo per aik dam se rich hona k dream dekhta hain aur koi short cut way ko sochta hain jis ki waja se un ko bhut ziada loss ho jata hai forex mein koi bhi short cut way nahi hai rich hona k liya ya sub ko pata hona chaya.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Jee bhai bht acha swaal kiya hea mien yeh kehna hcta ho eka forex mein agar successful hona hea toh humea chea kea zida sea zida apni learning ko better banea aur forex mein agar ap logo ko shortcut karna hea toh ap ko bhut bara loss ho ksta hea yeh business hea koi game nai hea .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X