avoid shortcuts in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    forex trading aik business he jiss me hame aik planning k satrh chlna prta he iss lie hame chahiye k ham aik sequence se chalen na k ham lalach ker k shortcuts ko use kren jo k hame buhat sa loss krawa skty hen hame aik acha trader bnny k lie mehnat krni chahiye shortcuts hamari manzil me nhi honi chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      yes ap ko ak discipline ke sath trading karni chaye aur magne karna chaye acoount ko aur ap ko kabhi b short cut ke chakar main nai parna chaye kiyn ke short cut humesha ap ko loss he day gi
      • #228 Collapse

        forex busienss main app ko do tarika se trade kar sakta hain lakin app ko shirt cut method na hi apnana hai .ku ki short cut method se ko profit melega lakin shekh na ka lyea as kus na hi melega so app ko short cut method ko avoid karna hoga.
        • #229 Collapse

          es main ager app ko es main shortcut par kam karoge tu app ko es main boht nuksan hoskta hai aur app ko es main ager app ko boht nusksna hoskta hai so forex mai app ko shortcut aur spamming karoge tu app es main loss main jaoge
          • #230 Collapse

            Short cut main ap aksar apna original rasta bohl jaty hain same in trade applies may one or to shotcuts are successful but not every time
            • #231 Collapse

              g haan trading krty wqt hmain mind mai rkhna hoga k hum koi bhi short cut nae use kren gy jis sy hmara loss ho , hmain forex py puri imandari sy kaam krna chahye
               
              • #232 Collapse

                aap ne bilkul sahi farmaaya k short cuts nahi talaash karnaa chahiye q k kisi b kaam ko karney ka jo sahi tareeqa ha siraf ussi ko follow karen to behter ho ga khaas tor pe is karobaar me
                • #233 Collapse

                  Forex trade mein shortcut ko sachi mein avoid karna chaye kyu k agar ap jald bazi sy kam lo gy to apko loss ho sakta hai ap long time k liye phir is business sy kuch earn nahi kar sakty is liye is mein time spend karo or acha trend search kar k phir trade place karo ap kafi set ho jao gy is mein.......
                   
                  • #234 Collapse

                    bro forex mein shortcuts k zariye log samjhte hain bohat earn kar sakte hain..lakin mera khyal hai froex mein shortcuts use karne wale bohat jald hi noqsan utha lete hain..is liye shortcuts sey bach k trading ki jaye better hain
                    • #235 Collapse

                      Yes forex trading shortcut way nahi rich banny k lie or bht sa profit earn karny k lie, start mei mei ne just scalping se bht sa profit earn kia tha but is technique ko use kar k mjy profit k bad loss hona start ho gaya tha so forex isn't a shortcut it demands the hard working then it gives profit to us.
                       
                      • #236 Collapse

                        shortcuts trading is not good for new trader. sometime it give us lot of earning but its only for well trader. bro thanks for your good information
                        • #237 Collapse

                          forex mein kyu k agar ap isko just 1 ya 2 days ya 1 month ka business samj kar karo gy to ap jald bazi sy is mein loss kar sakty forex me shortcuts ny lene chiye log kafi shortcuts letay hain jis k chaker me unko koi b profit ny hota kbi b kisi kaam me short cuts ny lene chiye ku k ye apko liye bs lose ka sabab bane gay na k profit
                          • #238 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
                            dost iss baat ko apnay zain main rakh lain kay forex trading main koi short cut app ko kamyabi nahi dai sakti aur iss se hamasha loss hi hota ha aur wo bi heavy loss jo app kay account ko hi wash out kar daita ha iss learning kay baad trading karain
                            Yaar sahi kaha ap ne hume is kaam me koi short cut kaamyaab nahi hone de ga hume short cut ke chakker me oarna bhi nahi chayye hum apni mehnat se apni trading ko aur earning ko kafi better bana sakte hain mehnat hi hamara short cut hona chayye....
                               
                            • #239 Collapse

                              jee han main ap se agree hon forex tarding main ap ko short cut se bach ekr tarding ekrni ho gi then hi ap iss business main achi earning ekr sakte ho iss lye ap ko proepr learning ke sath hi tarde kerni ho gi then hi ap earn ekro ge
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Dost is baat ko apnay zain main rakh lain kay forex trading main koi short cut app ko kamyabi nahi dai sakti aur is se hamasha loss hi hota ha tamam tarikay apko steps main krny hoty hain jasay k ap poray month posting kr k bonus hasil kr sakyn gy aur trading main apko apni marzi ka profit nhe mil sakta shortcut k zariye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X