avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    forex mai shortcut karnay wala banda jald he nakkam ho jata hai aur pher usay trading dobara se sekni parti hai es tarha se us ka time be loss ho ga aur money be
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      Jee haan bhai jaan hume forex me shortcut ke chakker me nahi rehna chayye hume chayye ke hum forex me mehnat se earning karen is kaam ko seekh kar karen.......
       
      • #603 Collapse

        g han mery bhai bht acha kaha hai k forex par shortcut ko follow karna bht khatarnak kaam hai or is me ap ko sirf loss hi hoga or kch ni hoga so behtar hai k esy kamo se dor raha jaye or jahan tak ho saky ak real way ko follow kia jaye taky har qisam k loss se bacha jaye or kamyab huwa jaye .
        • #604 Collapse

          g hum sab trader ko forex may short cut sey bach na chay is sey hum sab ko bukhat hi lose ho sakta hai bhai jaan no short cut
          • #605 Collapse

            forex trading main koi short cut app ko kamyabi nahi dai sakti aur iss se hamasha loss hi hota ha aur wo bi heavy loss jo app kay account ko hi wash out kar daita ha iss learning kay baad trading karain forex par trading karty hue shortcuts ko follow nahin karna chahie aur poori honesty sy kaam kary aur acha profit earn kary.
            • #606 Collapse

              shortcuts to aam life main bhi nhi use krny chaye agr short cut se insaan kamyab bhi ho jy to jaisy uper jata hai us se bhi tezi se neechay a k girta hai isi tarha forex main bhi short cuts wala kamyabnhi hoa kbi , loss hi hota hai
               
              • #607 Collapse

                short cut ko bilkul use nahi krna chaheye yeh business ke liye nuqsandeh hain is se ap ki skil be mutasar he sakti ha yani ap apna confedence loss kr jayenge or short cut zyda tar greed k waja se tradr use krte ha is liye short cut se bachna chhaheye
                • #608 Collapse

                  ji ha bhi ji hum ko is kiandr shor trading sai avoid krna chahye qk jub hum shart cut sai kma laity hai to us waqt hum ko problem ho jaty hai i sliy
                  • #609 Collapse

                    jee bilkul main samajhta hon scalping k lya bhi knwoledge ki zroriat hai agar trader acha experience rakhta hai tu wo scalping aasani sa kar sakta hai laken shortcut marnay walo log loss uthatay hain aur apna capital gawan datay hain
                    • #610 Collapse

                      No action needs to be taken with proper planning and advantageous intellect ion, ever avoiding shortcuts in Forex trading and to realize the effectuates of the preparation and goal surround, which is foreign to follow the rules and conditions.
                      • #611 Collapse

                        bilkul jese key shortcuts hamesha work nahi kartey kisi bhi jaaga isi tarha trading ki duniya mein bhi har waqt shortcuts kaam nahi atey aur scalping ko use karney ki waaja sey aapko bada loss ho jaata hai..
                        • #612 Collapse

                          forex men koi shortcut way nahi hai profit kamany ka but is men loss khany k buhat sary shortcut hain jin se zyada ter log loss hi khaty hain or un ko profit nahi hota hai is ley hamain proper working kerna hi better hai.
                           
                          • #613 Collapse

                            agar ap is buisness ko shrt term kay liay hi join kar kay ammer ban na chahtay hai tu aisa bilkul bi mumkin nai hai kyu kay is buisness mei rich ban na aik asan kam nai hai
                            • #614 Collapse

                              ji bilkul hmain aisi sb cheezon say bachna cahaiy ta k hamari trade gaalt na ho or hmian loss na lo... yh trading k liay galat hai...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                Yes every kind regarding step In the event that supply within correct plan AND positive thinking, always avoid shortcuts inside forex trading AND follow ones rules AS WELL AS terms involving forex therefore You\'ll recognize your effectiveness associated with suitable planning AND ALSO target setting.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X