avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    haan forex main trading krty huay apko any zehn main rakhna hoga k ap kisi bhi tarha short cut ko nhe apnayengy wasy bhi yahan trading main koi aisi opportunity nhe hoti jiss main short cut ho. tamam tarikay apko steps main krny hoty hain, jasay k ap poray month posting kr k bonus hasil kr sakyn gy. aur trading main apko apni marzi ka profit nhe mil sakta shortcut k zariye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      ji haa aksar dekha gaya hai bahoot se trader forex me short cut se jada kamane ke chakker me apna account loss kar dete hai isliye forex me short cut karna high risk hai.
      • #453 Collapse

        in my point of view short cuts is not a proper way of earning the money from the forex market, i think that we should always adopt different strategies for making real money, we should avoid short cuts in the forex trading.
        • #454 Collapse

          forex ek bohat bara business hai aur ye pori dunia main ho rha hai iss ka tareeka bohat he long hai iss liye app ko iss business main shortcut way nae dhondna chahye earning kay liye
          • #455 Collapse

            ji han forex me shortcuts se hum ko loss he loss hota hai forex aik best business hai is me bohat paisa hai yeh hum ko bohat paisa kamane me help karta hai or hamari har zarurat ko poora kar sakta hai
            • #456 Collapse

              han g bilkul thek akah hay aop en f,rex mai hums b ajb bbh kam karty hayn atb hume achey akh hum is mai shortcuts ko avoid karen , or hum si ami achi tarah kam akrs kty ahyn
              • #457 Collapse

                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main shortcut way earning koi bhi nahe kar sakta hay kun kay is business main shortcut tariqa koi bhi nahe hay earning ka is leay is way pay sochen bhi nahe
                • #458 Collapse

                  je sir forex trading mai short cut lenay se aap acha profit tu gain kar sakty hain magar aap is ki waja se aap phir bhari nuqsan b utha sakty hain forex ma bhut hi strictly mana hain short cut
                   
                  • #459 Collapse

                    forex trading main short cut aksr bary loss ka sabab banty hain es leay hamisha long term trading karni chahye long term trading agr choty lot size ko chose kr kay ki jay to maximum chances hoty hain ap ko profit hony kay es leay short cut kay chakr main nhi parna chahye
                    • #460 Collapse

                      g han forex me shortcuts allow nhi hn wo her kam jo yaha per allow nhi he or jo log usk bawajood rules torte hn unkay account band kerdye jate hn.
                       
                      • #461 Collapse

                        ji mere bhi forex par shortcut to khtem krna ho ga or hardwork kr k he ap kuch hasil kr sakte ho warn ap kuch ni kr sakte ho ap ko har kaam k liyr prper training krni ho gi is k liye dil laga k kaam krna ho ga tb he ap kuch kr sako gy forex ek bhot easy kaam ha thora sy hard work rk k pa learn kr sakte ho is ko
                        • #462 Collapse

                          assalam o alaekum. aap ne bilkul theek kaha bhai. forex trading men chalaki se kaam leya jaye to koi burai nahen magar chalaki k sath makkari ki koshish ki jaye to nuqsan he nuqsan hai.. her step lene se pehlay soch samajh k faisla lena zaroori hai forex trading men!
                          • #463 Collapse

                            jee han meray bhai ap ki baat bilkul theek hai ye aik proper business hai jis main kamaybi mehnat kar k hi milti hai agar is kam main short cuts dhoondaingay to hamain is main nuksaan hi hoga faida nahi ho sakta h
                             
                            • #464 Collapse

                              g bilkul bhai jaan agar aap es kaam main shortcuts ka sahara lo ge to aap ko kabhi bhi es kaam main kamyabi nhi mily gi aap hamesha loss main hi jao ge es liye mere bhai agr aik kaam karna hai to use professionally or achy tareeqy se karo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                yes shortcuts apko kahin bhi faida nhi de skaty. especially forex trading me q k yahan tou apko completely apne experience aur skills ko use kr k trade krna parta ahai warna pofit ka mushkil hi koi chance hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X