Forex main jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    jaldi ka kam sheeten kam hota hai iss lea forex main jaldi kro gy to nuqsan hi ho ga forex aik asa business jo aram se kro gy to profit ho gyi jaldi se nuqsan ho ga or or humri poste b cut ho gyi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      forex mai insan o jald bazi nae karni chahai balky insan ko aram k sath kam karna chahia ta k woo loss sy bacha rahy or ossy profit zyada ho or loss kam hooo
       
      • #543 Collapse

        good question dear forex business risky hota hai agar hum is me jald bazi se trading kare ge to ekisi little mistake ki waja se hume loss ho sakta hai is liye hume is me utna invest karna chaiye jitna aap baad me loss hone per afford kar sako is me ziyada risk nai lena chaiye kyu ke jaldi ka kaam to shaitaan ka hota hai is liye hume trading sabar se karni chaiye
        • #544 Collapse

          bhai jald bazi sirf Forex mein nuqsan deh naihi balke har jaga nuqsan deh hai zindagi ke kisi bhi kam mein jald bazi nai karni chahye aur Forex bhi nai karni chahye waqai jald bazi ka nuqsan ziada aur takleef deh hota hai.
          • #545 Collapse

            slaam dosto,forex ak fresh mind sa karny wala buisness ha jaisy mo0 sa nikli bt wapis nai ati wase jald baze ma galat faisla wapis nai ly sakty or ap jald baze karty he q ha jb apko daily sirf 45 comments karny hoty ha to is ma be jald baze ho g to kia ho ga.
             
            • #546 Collapse

              forex mein hurry k bhut ziada naksan hai kyun k muj ko bh kafi dafa howa hai aur main sb ko jo bhi forex mein ana chata hain aur forex mein trading kar rha hain k forex mein kabi bhi aik dam se aur juld bazi mein trading na kru kyun k agr aap ne galt trading kar di tu aap ko bhut ziada loss ho skta hai.
                 
              • #547 Collapse

                foresx me agar hum jald bazi me koi order laga dete he to ye humare lie loss ko waja b ban skta he is le market ko achi tara se analyse kerna bht hi zaroori he to hi hum ache trade banskte he.
                 
                • #548 Collapse

                  forex aik hosly aur sabar ka business hai , is liy is main boht he hosla aur sabar say kam lena hoga agar ap forex main zara se be jald bazi karty hain to ap ko us ka boht he loss hoga.
                  • #549 Collapse

                    bhi kisi bhi kaam men jald baazi blqul nhi karni chahye phr forex men jald baazi karna to men blqul pagal pan smjhta hun bht nuqsaan ho skta hy iska humen or wesy bhi hum yhe sunty rhty hen k "jaldi ka kaam shetan ka hota hy "
                    • #550 Collapse

                      forex trading mein jald bazi nahi hoti hy bahi is mein ager ap jald bazi sy kam karty hen to ap ko loss hota hy to is mein soch samj k faisla karna hota hy mind ko fresh rakh kar hi kuch acha faisla kia ja sakta hy bahi aur forex trading mein jald bazi nahi karni chahey.
                      • #551 Collapse

                        bhai forex trading business me dimagh istmal hota hai , agar ap jald bazi kro gy to ho sakta hai ap ko nuksan uthana parh sakta hai . jis trha kehty hen ke '' JALDI KA KAAM SHETAN KA HOTA HAI '' is liy hamy jald bazi nahi karni chahiy , araam se tahmool se kam karna chahiy .
                        • #552 Collapse

                          han ji bilkul jald bazi forex may asay hi hai jaisay k jowa khelna. without proper information and analysis k trade kerna bohut zada nuksan day hai. aur knowledge k bagair jald bazi may logon k account tak wash ho jatay hain
                          • #553 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lain.
                            Bhai jaan forex me jald baazi karna kafi noqsaan de hai hum jab bhi trading karen to hume chayye ke hum soch samajh kar hi trade lagaye jald bazzi bilkul bhi na karen jald baazi ki waja se hum loss me phans jaate hai......
                               
                            • #554 Collapse

                              G borther bilkul teek kaha hay ap nay forex main jaldbazi say loss hota or hamaisha soch samj ker money or risk management k bad hi investment kerni chahiye. or apna risk reward ratio zaror rakhna chahiya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                ko bhi buisenss ho or ko hi bhi job ho app ko ko hi kam main jald bazi na hi karna chyea hai . app agar forex business main jald bazi kare to app ko assa result na hi melega so app ko patience se kam karna hoga or fir assa result karna hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X