Forex main jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lain.
    friend har kam me jald bazi me nuqsan hota hai . phir forex tu great business hai forex me jald bazi me trades kare ge tu loss ho ga . forex me her step ko soch samjh kar easily se kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      forex tradingmay jald bazi ka bohat he ziada nuksanhey or akser trader ais jald bazi ki he w3akkah say forex traidngmay har jatay hain or apni income kho baithtay hain or hamen chaheye kah patience ka muzhaira kartay hauy ap achi tarhan market ka analysis kar lea karen or phir ap trading karen ais say ap ko niksan nahe ho ga.
      • #558 Collapse

        Salam friends, :rolleyes: Forex trading is a kind of business where you can earn a lot of profit with just little invest but it needs proper knowledge and enough experience, enough skills to trade, you should avoid shortcuts and greed in forex trading. You should have patience on low profit. Hard work is the key to success in forex trading.
        • #559 Collapse

          han agr jald bazi ya lalach krta hai insan to zahir hai usy us ka nuksan hi ho ga thoda sa profit to milta hai but jald bazi mein ek dum wo bhi chala jata hai :)
          • #560 Collapse

            forex tred main jald bazi say kaam nahi ho sakta .forex tred main bohat zeyada tahamul ki zarurat hai jald bazee say sitrf nuksaan hi haota hai .
            • #561 Collapse

              jald bazi tu waise bhi shetan k kam hai jo bhi kam krein patience k sath krein yeh nhi k insan ne ek business start kiya aur woh chahye k main within couple of days successful person bn jaon tu aisa ho nhi skta ulta os ka nuksan ki sorat main ya tu business effect ho ga ya health disturb ho jae gi depression ka shikar ho k kam nhi ho ga so forex ko b time required hai jab tk k insan ko experience na ho jae
              • #562 Collapse

                Forex trading may bohat sambhal kr chalna parhta hay jaldbazi aik barhay nuqsan ka sbab bn skti hay.
                • #563 Collapse

                  yes dear forex main jaldi bazi ka buhat nuqsan ha uioa hias ueyas uchasidyudoais eoi sudcdcyads ufyasnsacsy vgfaiusy asuysdvoc sudchuds yfusdosfha sdfafygg adfuyvafsd gs ausdsdfiyf udfhufygf uaryguaif gyau yfgofiuy vuisyuigy ouvyd fuydfsu
                  • #564 Collapse

                    bro fx mein nakam hone ki sab se badi wajah hi jald bazi he or jo shakhs jald bazi se kam leta he us ko nuqsan hi hota he or is buisness ka rule he k lalach or jaldbaazi na ki jaye
                    • #565 Collapse

                      assalam u alikum dear freinds sirf forex he nhi jis kaam mein b jald bazi ki jay gi nuqsan he ho ga aur phir forex to aik buhat sensative trade hai es mein jald bazi to khud kushi karne wali baat hai aur waise b jald bazi ka kaam shaytaan ka hota hai
                      • #566 Collapse

                        jee han aap ne bilkul sahee kha trading mein kabhy bhee jald bazy nhe krne chahiay .oar wese bhe jald bazy mein kie hoy desicion hamesha na kaam ho ty hein
                        • #567 Collapse

                          g bhai janbilkul thik kaha pny k hamain forex mai trading karny sy pehly socha chahia or khas tor par tb jb hm koi trade open karty han tb hamin apna pora focus market par kana chahai ta k hm kisi b loss or poareshani sy bach sakin
                           
                          • #568 Collapse

                            g bilkul thek kaha hame lazmi tor par apni investment ki management krna lazmi h. ham jaldi me jab profit hota h kisi trade me to laluch me aajate hain or trade laga bethte hain. yahi laluch hame nuksan pohanchati h q k market k ups and downs ka pata nhi chalta kab up ho gai ya kab down ho jati h.
                            • #569 Collapse

                              jald bazi to shythan ka kam hai.phely forex business ko samjy phar market ky suition ko dykar soch samaj kar fysala kary .capital , money management ko achi tharha sy manage kary.agar ap jald bazi sy kam lyngy tho loss bi hosaktha hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                Jee haan aap ne bilkul sahi kaha aur forex se hat kar bhi koi business ho tou uss ko bhi kabhi jald baazi main nahi karna chaiye kyunkey iss se sirf nuksaan hee nuksaan hota hai. Forex trading me aap ko stress free mind kay saath achi tarah trading karni chaiye aaur jald baazi aur greed se bachna chaiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X