Forex main jald bazi ka nuqsan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Sir ji bilkul thek kaha hy log apna nuksan karty jo jald bazi main rehty hain. hamey chahye k hum jb trade karen to apna dihan us pr hi den or jb hum trade karen to hamra focus trade pr hi rehna chahye nhi to loss hota hy. bs main yahi kehna chahunga is bary main....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Dear Forex Trading main jald bazi ka bohat nuqsan hota hay. Forex Trading mian successful honay kay liye greedy mind ko control karna bohat zroori hay . aap jab full confident ho aur market kay trend ka pata ho tab hi aap ko trade karni chaeye.
      • #138 Collapse

        absolutely hi ap tehek keh rahy ho ay yime you egt very much throuh fx trading difficulty sets ou ttowards produced you..people dont discover environment ro exchange and / or this is not to take away and / or this is not to any time you strst to find mystified.. most peopld strat entering losing trades which means hpye and / or overconfidence sy bacho.
        • #139 Collapse

          ye bht risky business hy ismain jald bazi karne walo ko hamesha nuqsan hota hy, kuch log earning k chakkar main shortcut apnane ki koshish karte hain, or jaldbazi main iski learning nhi karte or without experience ismian ghalat trade karte hain jis ki waja sy unko jaldbazu k chakkar main loss hojata hy,
           
          • #140 Collapse

            forex trading ma jald bazi bht harmfull ha,kyu k forex trading ma loss k bht zayada chances hotay hen,or hum jaldi bazi ma a ker kam ko galat ker detay hen jis ka humy agy ja ker bht loss uthana parta ha,or esi waja say hum forex trading ma bht pechy ra jatay hen,es liye humy forex trading ma jald bazi nai kerni chey.
            • #141 Collapse

              dear ,je ha aap nai bilkul theek kaha k jab aap trading kar rahe ho to bilkul jald bazi nahi karni chaiye or sabar o tahmul ka muzhaira karna chaiye market ko achi tarha watch karni chaiye or is baat ka itminan ho aap ab mai koi order lay sakta ho to he order lena chaiye to aap nuksaan sai door reh sakte hai.
               
              • #142 Collapse

                forex trading ma jaldi ka koi faida ni ha ulta nuqsan ha loss ha. aap ko basics ka pata he nai ho ga, aap ko market rates aur fluctuation ka pata he nai to aap forex nai kr sktay aap nuqsan ma he rahein gay naaa..ye to simple si baat ha bhi jb tk seekho gay nai earn nai kr sktay..risk is high so learn
                • #143 Collapse

                  forex mein jald bazi ka bohat nuqsan hota he . short turn trade mein profit b kam hota he or risk b ziada hota he. jitni long trade hogi utna hi uska faida uthaya ja skta he
                  • #144 Collapse

                    Forex trading aik bout bardasht wala business hai is main thori si b jaldbazi bout barey nuqsaan ka sabab bn jati hai. Aik trader jb apni aik trade jaldbazi main open kr jata hai jb k os time trade laganey ka mozu waqt nai hota to os trader ki trade minus main chali jati hai. Trade laganey sy pely puri tara market trend aur analysis ko samaj lia jaey aur phr trade lagai jaey.
                    • #145 Collapse

                      Forex main tora waite kar ka chalain ga to us main ap ka hi fayda ha agar ap jaldbazi karin ga to es ka nuqsan baz auqat baut zyda bhrna perta ha.
                      • #146 Collapse

                        Jald bazi nuksan deh hoti hay, aap jis field mein b kaam krain planning k sath krain aur hardworking krain, forex aik risky business hay is liye is mein jald bazi sy bilkul b working na krain nahi to aap ko nuksan ho ga, jo kaam b krain planning k sath krain.
                        • #147 Collapse

                          my dear bro forex kya koi bh buisness ho ya phr work ho aap ko us mein kamyabi k lye wait krna pdta hai aaap ko jldi se kuch bh nhe mil skta swae is k k loss mile aap ko.
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lain.
                            g han dear forex main jald bazi both hi nqsan dy hy kyn k ager hm jald bazi sy kaam lyty hain tu hm koi b achi stratey apply karny ka bad wait nai karain gae jis sy hm ko loss ka samna karna pary ga.....so make goo patience during trading and get good success
                             
                            • #149 Collapse

                              ap ke bt sahe h,forex trading mai jald bazi sy apna he nuqsan h,is liay invest karty hoay is bat ka deehan rakhna chaheay
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Yes you must control your hurry and greedy emotions during trade because success can not achieved by hurry up with also greed then you should control your food collection for healthy mind .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X