Forex main jald bazi ka nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dear kisi bi kam may jald bazi achi nahi hoti hy kiyu kay jald bazi karny say hamy nuksan kay elawa kuch hasil nahi hota hy yeh bi aik tara ki greed hy is liye ham jab bi koi bi work kary to us may patience ka use karna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lain.
      forex mein jab ap jald bazi karty hain to is sy apko bohot nuksan hota hy or jab hum forex emin jaldi mein ziaad sy zaiad trading karty hain to ahmen loss hota hyb isliye hamen chahye k hum forex ko relax ho kar trading karen.
      • #93 Collapse

        forex ek esa business he jis ko boht sogh samgh ke kia gata he agr ap soch samgh ke nahi karuge to boht sa nuqsan utha sakte ho ap is ke ender gald bazi nahi krsakte kionke is se ap ko loss hogaiga
        • #94 Collapse

          jladbaazi, greedness, impatience or over confidence ksi bi traders ke lye itehai nuqsan deh sabit ho saktay hen. agar aap frex tarder hen or pesay kamana chatay hen to aapko chahye ke aap apni sooch me thehrao peda karne or jaldbazi se ijtenaab karen.
          • #95 Collapse

            Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho
            • #96 Collapse

              Forex main jald bazi ka nuqsan bohattt ziada hai humyn chahye k jald bazi se kaam nahi lena chahye
              • #97 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Mere khayal main forex main jald bazi k liye koi jaga nahi hai. Agar aap apni trade main risks calculation or money management kiye beghair kuch bhi invest ker dain ge to ye cheez aap ke liye yaqinan nuqsan dey ho gi so her decision soch samajh ker lain.
                yes dear ap ko forex par work akrtay wakat bilkul sabar or tahammal k sath trading karni chhaye ,or trading kartay wakat jald bazi bilkul b nai karni chahye , q k jald bazi say ap ko loss honay k chahnces zyada hotay hain
                 
                • #98 Collapse

                  forex tarding m jald bazi ka boht bara nuqsan hn .trading m jadbazi ki koi jaga ni hoti .ap ny only only apny mind ko use krna hn ag\r ap jaldbazi kry gy kh m zida invest kro or mugy zida profit ho ga ya sirf or sirf loss hi ho ga .zida lalach insan ko ly todti hn .ap ny sona ho ga lulach buri bala hn
                  • #99 Collapse

                    forex mai jald bazi karnay say aik trader ka hi nuksan hai ,trading mai patience bohat zarori hai ,aur samjhdarii say faislay karna bhi bohat zarorii hai
                       
                    • #100 Collapse

                      forex me jald bazi ka nuksan just loss hi hota ha g forex ak aesa business ha jis me emotions ko control kie bgher ak trader success hasil nahi kr skta g is lie ak trader ko jald bazi nahi krni chahye yahi us k lie behter ha g nahi to loss bear krne k lie ready ho jay
                      • #101 Collapse

                        yes sir yaha jald bazi ki waja se bohat logo ko nuksan huwa hai or me ye manta hu k agar hum jald bazi karenge to hume bohat ziada loss hoga q k yaha jald bazi ni chalti hai or bohat se logo ko nuksan isi ki waja se huwa hai..
                        • #102 Collapse

                          Forex main jo koi bhi jald bazi karta hey woh is main kabhi bhi achi trha sey successful nahin ho sakta hey aur forex main jald bazi key bohot hi ziada nuqsan hotey hain aur is sey hum forex main kabhi bhi kamiyab nahin ho saktey hain.
                           
                          • #103 Collapse

                            Here i want to ask you for any suggestion for the new comers in forex trading as i am also a starter at this time working since a few days only. In my opinion, knowledge tracking, hard work, concentration and a strict struggle to achieve your goals is important for beginners.
                            • #104 Collapse

                              koi be game ho us mein experience ka sath khalnay k sath sath wait karnay ke be ability honi chahiye aur forex mein tu bohat ziya es jo jald bazi mein kartay hain wo es ku bool jatay hain jab k jo es mein wait kar k trade kartay hain wo kabi nikaam nahi hotay
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                janab trading kay douraan jald baazi karna to ek bohot baraa nuksaan ka saamna Karnay kay barabar hota hain . humay to forex trading kartay waqt jald baazi karnay k bajaey un orders par dhiyan dena chahiye jo loss mein chal rahay hain or us ko kis tahra sambhalna hain wo khayal karay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X