Loss say apnay aap ko dis heart na krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

    agar humay forex trading main loss ho gya hay to es waja say pareshan honay ki zaroorat nahi hay balkeh humy chahiye keh note karen kis waja say humay forex trading main nuqsan huwa hay agar hum es nuqsan ko apny liye sabak kay toor par lain gay to hum market main khud ka future bna sakty hay aur es trha hum market main safe earning bhi kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

      Gee bilkul agar aap Forex trading ke andar mehnat Aur imandari Ke Sath Kam Karenge aur apne sath honest hokar kam Karenge to Fir aap iska Mein successful hokar Ek acchi trade Hasil kar sakte hain lekin uske liye aapka Apne Sath honest Hona bahut jyada jaruri hai kabhi bhi kam ko mehnat ke bagair na Karen Uske Dil lagakar focus Karke Jab aap kam Karenge aur Puri taiyari ke sath post Karenge to Fir aapko Ek Achcha bonus Bhi Milega aur aap iska Mein kamyabi rahenge or mehnt k sth apna kam kr k apna bonus achieve karian ham is markeet say milnay waly lose ko apnay mined main rakhtay huway agar kaam kartay hain us say ham kabhi bhi markeet ki reality ko smajh nais aktay hain aur na kbahi ham is markeet main achy seniors aur experes tarders ban saktay hain jisk liye zarruri hay k ham is markeet main kaam kartay huway lose ko kabhi bhi apnay mined main na rakhain balk is markeet main jo hamko lose hota hay usay hamko aisay yaad rakhna chaye k hamko uska reason ka pata chal jaye jis say ham is market ko aur bhi zada achay tareekay say smajh saktay hain aur jaan saktay hain......S
      • #33 Collapse

        Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

        Forex mn loss tu hote hn aur hmain trading krne sy pehle ye dimagh mn rkhna chahiay aur mistakes bhi hoti hn jis wjha sy loss hote hn aur loss aur mistakes sy hi hm learning aur experience hasil krte hn . Loss ki wjha ye hy ke koi bhi analysis 100% accurate ni ho skta is liay kuch trade loss mn jati hn mgr hmain loss ki surt mn tension ni leni chahiay balkeh learning ziada sy ziada krni chahiay aur achi strategy banate huy us pr work krna chahiay aur forex rules ko follow krna chahiay aur dil laga kr is mn kaam krna chahiay
        • #34 Collapse

          Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

          Har Businessman loss or profit hota rahata hai isliye Agar Forex Mein lock ho jaaye to bilkul bhi Desh hard Na Ho Dal Ke Himmat Karen aur Jyada mehnat Karen Kyunki Safar Karne Wale hi kamyabi Hasil karte hain isliye Hamen chahie ke Agar loss Ho Jaaye to bilkul bhi Desh Hath Na Ho balke mehnat Karte Rahe Taki Ek Din kamyabi Jarur mil jaaye aur Agar Ham loss Ho Jaane per disheart Ho Jaenge to To Hamen kabhi bhi achi kamyabi Nahin Mil Sakte isliye Hamen chahie ki Sabar Karen
          • #35 Collapse

            Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

            Agar Lo se apne aapko this Hath Na Kare Agar ham losco Ho Jaaye aur ham Apne dil per Le Lete Hain To Ham kabhi bhi kam Yad Nahin ho sakte isiliye Hamen chahie ki Humsafar se kam Karen aur loss ko Apne dil panel Hai balki Himmat se kam Karni chahie tabhi Ham Kamyab Honge Hamen chahie ki Hamen jo bhi loss hota hai agar Hamen business balance Ho bhi Gaya Hai To Ham profit Prayas kar sakte hain profit Hasil karne ke liye Hamen acchi mehnat per depend karta hai agar Ham acchi mehnat Karenge Ham tab Ham Kamyab Honge Jo log acchi mehnat Nahin karte hue log kabhi bhi kam Yad Nahin Hote kamyabi ka rasta hota hai agar Ham Honge Ham Kabhi Nahin Hona chahie bacchon ke yah aur kaun line business hai agar Ham Vishva Mein tension Denge To Ham kabhi bhi Aage nahin kar sakte isiliye Business mein loss or profit hota rahata hai Hamen ghabrana Nahin chahie
            • #36 Collapse

              Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

              Ap ne sahi kaha hai bhai jan trade se apne ap ko dis heart nahai karna chahye kyu k dekhen g har jett or faida munafa to life ka hisa haiye nagi hai k ap ko har waqt hi profit hota rhe ye ek game hai jis me har jeet I oti rehti hai agar ap musalsal jeet rhe hai to ye ap ki khush kismati hai agr har jai to dis heart ni hona chahye
              • #37 Collapse

                Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                forex trading man loss say kabi b pareshan mat ho loss and profti dono hote rehte hain achi learning kare tab he kamyabi hain forex trading asa busniess hain k is main har koi amazing earning kar skte hain har person ko achi kamyabi k liye hard work karna parta hain wahi traders achi earning kar lete hain jo forex trading main regular kaam karte hain regular learning karte hain khud he learning kare and kamyabi hasil kare
                • #38 Collapse

                  Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                  Loss and profit other part of trading any person faces loss in his trading we should not disheart ourselves after facing loss hands if you have safety laws in your trading and then try to recover your lost the best day trading strategy is that is if you are facing loss continuously then try to find out the reason behind your loss and try to understand that reason and try to recover that reason so that you don't face lost in your future many people face loss due to their over trading and the reason of loss is over trading as well as lack of proper analysis in trading if you are not doing good analysis and you are a footing traders without any analysis then you will face loss in your trading so it is first thing thing to get a good processor that a you should have a good analysis and good trading knowledge in your trade then you put to trade in forex market then you will try to recover your loss and you will face of it in your trading thank you very much
                  • #39 Collapse

                    Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                    dear dosto forex mai profit aur loss bussiness ka hissa hain agar ap ki koi trade loss mai close hoti hai tu iss ka matlab ye nai kay ap disheart ho jain ya jazbati ho kar jaldbzi mai overtrading start kr dain iss say ap ko aur loss ho ga balkay ap ko chai kay ap uss loss se sabak hasil karain analyze karain kay ap ko ye loss kis waja se howa aise kiya cheez ap se miss hoe hai kay ap ko loss howa hai iss se ap kay knowledge mai b izafa ho ga aur ap next time achi profit wali trading karain gay.
                    • #40 Collapse

                      Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                      koi b kam shuru krne sy pehle hum ko failure k liye margiun rakh lena chahye q k hum insan hen or galti to hum kr he skty hen or is soorat me loss hojana koi bari bat nahi hogi main cheez ye hai k hum apni mistakes ko recognize karen or in ko control karen or agar hum apni mistakes ko control kr len to hum apne loss par kaboo pa skty hen or is soorat men hamara loss itself profit me convert hojata hai is liye bjaye k hum loss par disappoint ho k khud ko pareshan karen humen loss sy kuch seekhna chahye
                      • #41 Collapse

                        Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                        w.s bhai, ap sahi keh rhy hain ager loss hota ha to ghabrayeen nahi balkh uska samne kren apne knowledge ko increase kren apni learning timing ziyadh kre is se ap ki ghaltiya kam ho jain gy apko kam krne ka treka a jaye ga phir apka loss kam or profit ziyadh hoga,, loss or profit dono krobar ka hissa hai bs apne ghaltio se sekh ker un ko darust ker k agy barhna chahiye. you can achive every goal of life i you work hard.
                        • #42 Collapse

                          Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                          ji mere pyare dost aapki baat bilkul thi Kya Kiya mein ismein loss ko dekh kar di sar per nahin hona chahie kyunki loss or profit trading ka ek behtarin ho kaisa hota hai isiliye main ismein kabhi bhi loss ko dekhkar discharge nahin hona chahie kyunki sehat hone se koi bhi fayda nahin hota hamen apne mehnat ko jari rakhna
                          • #43 Collapse

                            Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                            Yah Janab aapki baat bilkul sahi hai Jab Hamen loss hota hai To Ham Dil Haar Baithe Hain To Hamen chahie Ke Log yah bahut Hamen Khabar mein bilkul Nahin chahie Ham Main Tujhe Rakhna chahie To Hamen yakin Mein fayda Hoga aur der Sahi Ho To Hoga Jarur ismein ghabrakar kam Chhod Kar bhagna Hamare liye Achcha exam nahin mujhe Kisi mehnat karo aur apne jo hai ki rules follow cartridge Hogi
                            • #44 Collapse

                              Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                              ji Mere Pyare dost aapki baat bilkul theek hai ki Hamen Forex trading lot Se Khud Ko kabhi bhi nahin karna chahie Kyunki Jab Ham ismein blouse ki vajah Se Khud ko dekh kar dete Hain To Hamen Kabhi Bhi kamyabi Nahin Mil Sakta aur mein chahie Kya Main ismein kabhi bhi Itna disheart Ho hone se Hamen nuksan Hota Hai aur hamen mehnat karna chahhye tabhi American yah Bimari sakta hai isliye Apne mehnat Ko Jari rakho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                                Ji Bhai loss hony sa apny heart ko chota nahi karna chahiyea bulk koshish Kary or sochy k mujhy ya loss q howa ha or apni kamzori ko door karny ki koshish Kary ta k ainda loss na ho bulk profit ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X