Loss say apnay aap ko dis heart na krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say apnay aap ko dis heart na krain
    Aslam o alikoum dear brothers agr aap ko loss ho jata hai too apnay aap ko dis heart na krain achi effects aik trader ko loss save rakhti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

    han aapki baat bilkul theek hai ki agar aap Forex trading ke andar mehnat Aur imandari Ke Sath Kaun Karenge aur apne sath honest hokar kam Karenge to Fir aap iska Mein successful hokar Ek acchi trade Hasil kar sakte hain lekin uske liye aapka Apne Sath honest Hona bahut jyada jaruri hai kabhi bhi kam ko mehnat ke bagair na Karen Uske Dil lagakar focus Karke Jab aap kam Karenge aur Puri taiyari ke sath post Karenge to Fir aapko Ek Achcha bonus Bhi Milega aur aap iska Mein kamyabi rahenge or mehnt k sth apna kam kr k apna bonus achieve karian
    • #3 Collapse

      Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

      walekum assalam Los Har business Mein Hota Hai Chahe vah Forex ka Bheed Mein So yah Hua Koi Bhi individual business Ho Jab Bhi loss Ho Jaaye to usmein mayus bilkul Nahin Hona chahie Bal ke yah sochana chahie ke loss Ham Ko Achcha lesson dene ke liye hota hai aur Hamen Apne loss se apne liye 1 lesan Hasil karna chahie aur vah Aisa lesson Ho Jo Humko future ki trading mein fayda de sake.
      • #4 Collapse

        Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

        ji trader ap ne sahee kaha hay kay Loss se dis heart nahe hona chaheiy ku kay loss or profit har business ka hissa hoty hen or jis business
        mein loss or profit na ho wo business nahe kehlata to biggners ap koshish kia karen kay apny loss pe kabi dis heart na huwa karen or
        bhi confidence kay sath kaam kia karen taky agli bar apko loss na ho
        • #5 Collapse

          Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

          Forex trading mein agar Hamen Las Ho to Hamen bardasht karna padega apni mistake ko cover karna hoga tabhi of iraq's mein kaun jab ho sakte hain per trading mein agar aap lalach Karenge to aapko jyada nuksan hoga nafa nuksan har karwar ka hissa hai insan vahi kam Jab hote Hain Jo Apne mistake ko cover karne ki koshish karte hain emotional nahin hote.
          • #6 Collapse

            Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

            Some lagao Dar friend aapane bilkul sahi Kaha Mein Forex forum Mein Khud Ko t-shirt nahin karna chahie Bal ke Jyada Se Jyada Khud Ko motivate karna chahie knowledge experience Bajar Se Insan ka motivation line wale increase hota hai aur vah Kamyab Ho Jata Ho Jata Hai isliye main chahie ki Jyada Se Jyada motivation hone ke liye knowledge experience kaise kare aur apni life ko successful Banaya is Samay bahut jyada fayda Hoga aur ham Kamyab ho sakta hai ji thank you so much
            • #7 Collapse

              Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

              dear apki baat theek hay k agar ham is markeet say milnay waly lose ko apnay mined main rakhtay huway agar kaam kartay hain us say ham kabhi bhi markeet ki reality ko smajh nais aktay hain aur na kbahi ham is markeet main achy seniors aur experes tarders ban saktay hain jisk liye zarruri hay k ham is markeet main kaam kartay huway lose ko kabhi bhi apnay mined main na rakhain balk is markeet main jo hamko lose hota hay usay hamko aisay yaad rakhna chaye k hamko uska reason ka pata chal jaye jis say ham is market ko aur bhi zada achay tareekay say smajh saktay hain aur jaan saktay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                Forex trading international business haram is mein Kabhi loss bhi karte Hain to hamen apna Dil nahin aana chahie Mal ke upar se kam hai na chahie tha ke ham Apne hathon se Sikh kar ek acche trader ban sakte hain hamen kabhi bhi decide Nahin Hona chahie aur na hi Forex trading se dilchaspi kam Karni chahie balkehamen mehnat Karke acchi ya earning Karni
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                  Dear friends g haan bilkul humay agar during trading loss ho jaey tou humay kabhi bi disheart nahi hona chaie kyun kai ya online busniess hai ais business mein humay kabhi profit bi hota hai aor kabhi loss bi profit ho tou humay kitni khussi hoti aisi tarah agar humay traingmein loss ho tou humay disheart honay ki bajaey hum sabar say kaam lay aor mazeed hardwork karay ta kai hum kamyab ho sakay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                    ji aapane bilkul theek hai ki mujhmein nuksan hote to uske bad munafa bhi hota hai nuksan se agar aap Bahar jaenge to aap kabhi bhi kisi bhi kam mein kamyab nahin hota hai nuksan pahle kyunki koi bhi kar bar use nuksan tu aata hai nuksan ke bad nafrat hai pahle din yah soch Le mujhe itni to yah bahut hi
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                      Assalam walekum Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge ji han Biradar aapane bahut hi acchi baat ki hai lost se apne aapko di hurt Nagre Bal ke tambul se kam Le apne aap ko relax Sakte Jab Ham apne aap ko relax aur sukun se Rakhenge To Ham Jarur kamyabi mil sakti hai Hamen aur Jyada mehnat Karni chahie Forex trading per Itna Ham Forex trading par focus Karke knowledge or experience ke sath kam Karenge Ham Mari trade Itni achi Ho Gai aur ham kamyabi Ki Tarah padenge Hamen chahie ki Ham loss hone ke bad dress Hath Na Ho balki Ham use losco recover Kare aur acche tarike se Kahana tabhi Ham kamyabi Hansi Kaise rakhte ho acche trader Ban sakte hain Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                        Forex trading Mein loss ho jana Ek aam si baat hai usko Dil per mat le aur zyada se zyada learning increase karen to aap Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Jin logon ne bhi apne mind Mein kamyabi ko rakh kar kam Kiya hai vah bhi log sirf trading Mein Kamyab Hui Hain Agar loss ho jaaye to usko Mind Mein Na rakhe aur Dil chhota na Karen aap Kamyab ho sakte hain iske liye aapko bahut zyada hardwork karna hogi aur apna knowledge increase karna hoga aur market ko study karna hoga vahi aapka operator Ban sakte hain apni mistakes ko cover Karen aur zyada se zyada apna experience increased Karen aur iski practis karte rahen to Ek kam job trader Ban sakte hain aur Agar loss Ho jaaye to pareshan Na Ho apna hardware jari rakhen inshallah ko kamyabi Hasil hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                          dear friend Har business mein loss bhi ho jata hai aur profit bhi ho jata hai isliye Agar ham forex main loss uthate Hain to hamen disheart Nahin hona chahie bal ke Sabar rakhna chahie Kyunki vahi log kamyab hote Hain Jo Sabar karte hain hamen bhi Sabar karna hoga tabhi hamen acchi kamyabi Milegi Agar ham dis heart ho jayen gy to nakami mily ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                            G forex member loss b business ka aik hisa hy is ley ap loss k ley b ready rhyn agr ap ko loss hota b hy to isy ap dill py na lain or na dis heart hon. Loss sy banda kafi kuch sekhta hy ap apni khamian talash karin or phr unko khatam karin ap zaror loss sy bachyn gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                              Aslamulicum g bhai apke baat bilkul thek hai forex trading mein lose hony se apna confidence khrab nahi krna chahya balky apny confidence ko thek rakhna chahya our apny lose ko recover kia kray our recovery ke bad ap mein confidence waps ajye ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X