Loss say apnay aap ko dis heart na krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

    ji han Forex trading mein Hamen last se dis heart hona chahie Bal ke Hamen sabaka mazoHera karna chahie Apne kaam par focus karna chahie aur apni galtiyo ko cover karne ki koshish karni chahie koshish karni chahie ke Ham gene pairs portrait Karen ke Ham trend ko follow karke trade Karenge to Hamen achcha fayda ho sakta hai per x reading mein Hamen Sabar ke sath kam karna chahie market ke kagar hum chalenge to hamesha fayda hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

      Ji Bhai aapane bilkul theek Kaha loss aur profit business ka hissa Hote Hain aur Forex trading Ek bahut hi risky business hai jismein perform karne ke liye Hamen Forex trading ke about learning aur information Hasil Karke market ka analysis karna chahie aur Market ki movement ko check karte hue trading Karni chahie aur Hamen loss ki condition mein disappointed Nahin Hona chahie infact Hamen Apne kam ko regularly perform Karte Rahana chahie aur senior members se guidelines Lekar Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

        WalaikumAssalam, Forex mein investment say phaly humein pata Hona chahie k Forex mein losses hoty rehty hein aur "Loss aur Mistake" say he Achi learning Kar k Acha experience hasil Kiya ja Sakta hy, Forex mein loss bhoat common hy, (Her 10 trades mein 2 trades loss mein he Hoti hein) q k koe b Analyse "Accurate" nhi hota, isliye humein loss honay ki Surat Mein Tentions nhi leyni caheye balky her loss say learning hasil Karni caheye taky hum apnay Analyse ko beh strong Kar sakein, aur loss ko Managed Karny k liye "money management aur risk management" ko follow Kar k trade lagani chahie jab tak Forex k rules follow nhi karein gein to loss hota rahey ga or profit hasil karna Muskil ho jaey ga.
        Humein dill laga kar Forex ki learning Karni chahie taky hum beh Proffesionally trading kar k profit hasil kar sakein.
        Instaforex is the Best broker
        • #19 Collapse

          Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

          business field ma enter hone sy pehle humen ye bat understand kr Leni chahye k profit or loss business k 2 parts hen yahan loss b hoty hen. agar hum loss ko bear nahi kr skty to apne upar mehrbani kr k koi job talash krn Len business me ap ka koi benefits nahi hen. loss koi buri cheez nahi hai agar hum is ka istamal achy sy kr Len to. loss ki kuch wajoohat hoti hen jin ko khatam kr k hum loss ko profit me turn kr skty hen ab ye hum pr depend krta hai k hum loss ko kaise tackle krty hen.
          • #20 Collapse

            Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

            Ji han bhai aapane bhi ko theek hai Hamen Forex form meinloss se apne aap kodis heart nahin karna chahie Bhag ke pass ko cover karne ke liye Hamen manatu hardworking se kam hai na chahie jisse mein bahut Achcha fayda Ho Ham Kamyab Ho Jaaye main Mein Nahin Kahenge To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte vah Nahin Ham apne pass Ko Ek Bar kar sakte hain isliye main first Pal Mein mehnat Karni Hogi vah acchi se acchi tradepost Karni Hogi jisse Ham Apne Vas Koi cover kar sakte ho Achcha Se Achcha bonus Aashika sake
            • #21 Collapse

              Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

              hamen disheart Nahin hona chahie bal ke Sabar rakhna chahie Kyunki vahi log kamyab hote Hain Jo Sabar karte hain hamen bhi Sabar karna hoga tabhi hamen acchi kamyabi Milegi Agar ham dis heart ho jayen gy to nakami mily ge
              • #22 Collapse

                Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                Dear Forex member Jab aap Forex trading Karte Hain to aapko profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai lekin aap profit lene ke bad bahut jyada khush ho Jaate Hain lekin Jab aapko loss hota hai to aap dis hear Ho Jaate Hain aur uske bad aap aap na hi post karte hain aur na hi trading karne ka Aapka Dil Karta Hai Forex Mein loss business ka hissa hai hai isase Pareshan hona koi acchi baat nahin hai aapko chahie yah Aap Ko Jab loss Ho Jaaye to aap use loss ko recover karne ke liye mehnat Karen Apne chain analysis lagaen aur uske bad rate Karen Taki aap apna loss we recover kar Saken aur Forex Mein Kamyab ho sake
                • #23 Collapse

                  Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                  disappointed Nahin Hona chahie infact Hamen Apne kam ko regularly perform Karte Rahana chahie aur senior members se guidelines Lekar Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                    Agar aapko trading ke dauran Sath Kabhi Bhi Na Karen Kyunki agar aap 10 Hath Ho Jaenge to aap FIR successful trading kabhi bhi nahin kar Payenge isliye aapko chahie ki aap fresh mind ke sath agar aap ko ek dafa loss Ho bhi gaya hai to Dobara trading start karen aapko fayda Hoga aur aap profit Hasil kar Payenge aap khud ko de Sade na Karen Kyunki isase aapka moral down ho jaega
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                      W. Slam g bilkul theak bat ki apne loss ki wjha sa dis heart hona achi bat ni hai. Yh to mehnat mehnat par depend karta hai analysis par depend karta hai. Ek bar loss hoga to hameen apni effort ka pta chaly ga next time hameen or b mehnat sa kam karna hoga ta k last time ki tarhan loss ka samna na karna pare. Admi jitni mehnat karta hai utna hi orofit usko milta hai is lya behtar hai kay dis heart na ho balky mehnat par consentrate kar ka acha kam karne ki koshish karen.
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                        Jis trah har business mai log loss ko bardasht karty hain osi trah forex mai bhi hum loss ko bardasht karengy agar app lalach mai akr cahnce lengy ti woh loss hoga lekin proper way mainappko profit he hota hai akhir mai . Is leye game an samjhein forex ek busniess hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                          Forex me enter hone sh pehle. Humen is bat ko samj lena chahye k is me jahan profit earn kr skty hen loss k b utny he chances hoty hen ab ye hum pr depend krta hai k hum kon c side pr jaty hen agar hum proper learning k bd trading start krty hen to chances hoty hen k hum gain kr saken lekin agar hum learning ki care na kren to is k loss to hona he hai is k sath jo trader money management ka khayal nahi rakhtu un ki ye habit b loss ki major wajah banti hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                            Last Agar aapko bhi gaya hai to aapko chahie ki aap hath Na Ban Ke aap minut Karen aur is baat ki taraf Dhyan Den Ki aapko kis mistake ki vajah Se last hua hai aur use mistake ko connect Karke aap Dobara trading start karen Taki aapko Dobara FIR trading Mein loss Na Ho aur aap ko prapt ho aur aap success ki taraf badh sake
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                              Han g bilkul it's a good point
                              Profit and loss business ka hisa hain is leay trade krny k baad agr loss ho b jy to is bat pe disheart hony ki zrurat nhi blky apni mehnat aur koshish jaari rkhen aur next trade ko dehan sy kren may be wo trade aap ko double profit de dy...is leay forex mein kam krny k leay jld bazi sy b bchen aur disheart hony sy b
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Loss say apnay aap ko dis heart na krain

                                g ha sub logo ko kabhi bhi loss sa dishart nhi hona chi balka loss sa sabiq hasil karni chiour analysis karni chi tak aap ka bat ma loss na hosak iss kaya kabhi loss sa dishart nhi hona chi balka sabar sa kam karni chi achi profit hasil karta ra our exprence bhi sat sat hasil hota raha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X