greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    greed aik aisi buri chezi hai jo k app ko kisi kam ka nahi chorti hai jsi se app ko bht ziada loss hta hai or just is ki waja se so is ko app chor den ta k app ko faida ho sake .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      dost forex trading main chonkay achi earning ha iss zaida tar traders jab kisi news ki waja se market main taz movement hoti ha tu uss waqat baray volume ki trade laga kay kum waqat main zaida profit ki lalich kartay hain jis main aksar un ko bara loss ho jata ha iss liya iss tara ki greedy approach se bachna chaiya
      • #663 Collapse

        dear bat yad rakhen k greedy hona roz e awal se hi bahat bora he our lalach hi insan ko dobati he Quran e pak me Our Hadeesh saheef me bhi iski muzamt our bachne ki talqeen ki gai he .lalach se bach kar achi neeyat k sath jab ap forex treding me kam karen ge tu apko in sha Allah kamyabi hi mile gi .lalach eak laanat he
        • #664 Collapse

          pakistan men bhut sy log han jo forex men buiness kr rhy han or hamen bhe kha ga ya han forex per business krny ko hamny bhe forex men business start to kia han but hamen loss ho chuka han kia ham forex ko jari rakhen ya forex ko ham chur dy ap hamen btyn taky ham bhe vhe kam kryn jo ap sub log kr rhy han or is trhan sy hamen experince bhe ho ji ga
          • #665 Collapse

            Yes dear greed is our bad opposition in the forex trading activity and makes the trader loser in the forex, so we e'er try to restrain the greed if we requisite to do something primary in the forex, and also we change to keep our knowledge decompress and agile then we can suppress the greed easily.thanks
            • #666 Collapse

              bhai aap bilkul theek keh rhay hen.. jtna hum paisay kmaane ka laalach krren gay hun loss ma jayen gay.... so hmen thek waqt daikh kr trade lgaani chahye
              • #667 Collapse

                Dear in forex trading business our one of the biggest enemy is the greedy approach which every one have because every one want to become a rich person and try to earn more and more profit from it so we must need to have a good knowledge first to avoid from greed.
                • #668 Collapse

                  hmm greed tu aik nature sa factor hain jo na chahty howay bhi trading kay foran hum main a jata hain mager jesay jesay ap ki trading mature hoti jati hain greed ka factor apnay ap ki kam hota jata hain is main parehsani ki baat nahin hoti
                  • #669 Collapse

                    j han janab me ap ki is bat say ittefaq karta hon Forex main to zara si bhi mistake hmain kahan se kahan le jati he to is main jo bnda lalach krta he usko to hmeesha ki nuksaan hota he mere khiyaal se to main ne koi aysa nahi deekha jis ne is main har baar lalach krny se hi profit kiya ho. han kabhi kabhi ho skta he k profit ho jata he.......
                    • #670 Collapse

                      bhai jan lalch bure balah ha aur greed insan ko tab ata ha jab bhut zyada khush ho ya phr apne kamaybi per garor kare aur jab koii overconfidence hota ha tab he bhe ata ha.
                      • #671 Collapse

                        g han bhai jan greed aik aisi cheez hai jis mn agr ap paisa kmana chahain to itna kma skte hain k apko greed se hi profit ayga wrna zada tar apka nuksaan hi hoga
                        • #672 Collapse

                          ge yhen to sub ko pat he greed naksan he dent hein forex tarding bhot achi online business he hum is mein her ronzan bhot loss kart he is liyen greed ne karn wase bhot risk b usiness he yhen greed karn ke hum log or zayed loss karn lent he
                          • #673 Collapse

                            hamen forex k buisness mein kabi b greed nai karna chahiye balkay humen chahiye k ham hamesha he greed ko avoid karte huwe kam karen aur jab ham greed ko avoid kar k kam karen gay to phir hamare liye kam karna easy ho jaye ga
                            • #674 Collapse

                              Brother greed bohat hi buri cheez hai jo bhi insan greed mein aya hai woh apna hi nuqsan kar leta hai or us ko kuch bhi nahi milta ap easy ho kar thora profit earn kar lain jiss say ap life time tak thora thora profit earn kar saktey hai or nuqsan bhi nahi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                hello dear in my opinion we should never need to use greed my dear because we should never need to use it if we wil use greed my dear we have to face a lot of difficulties my dear then we cant not do work because greed is a enemy of every trader.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X