greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    g bhai ap theek kh rhay hai Greed nay kbi b kisi ko faida nhi diya agr diya hai to nuksan.Forex mai trading krtay time apko kisi b trha ki greed nhi krni chahiye or na hi over trade krnay ki glti krni chahiye Q k in 2 cheezo say apko loss ho skta hai.1 acha trader kbi b emotional trading nhi krta or na hi kisi trha ki jldbazi dikhata hai.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      jo trade main greed karte hai wo kabi b forex main kamyab ni ho sakta or na he wo trade main achi earning kar sakta hai
      • #708 Collapse

        In my view Greed is the biggest enemy of the Forex trader. If this problem is found in you, you can not get the success in your Forex trading . Always learn proper and earn more in this business. Away from the Greed is the start of the success in the Forex trading . Do not take the greed in while you are on the live trade it will you loss in your trade.
        • #709 Collapse

          for the trader greed is very bad and in the trading if you want to be successer tehn you should top your greed some times and hten you have to do the trade with ethe patience if you done teh tradin woth the patience then you can make teh profi t for long term......
          • #710 Collapse

            greedy approach is so much harmful and due to that i also loss all my capital two times and most of the traders loss their whole capital in a quick moment so this should be avoided during trade.
            • #711 Collapse

              greed is a curse aur forex trading mein greed nuqsan ka hi bais banti hae is liay greed se perhez karna chahiay aur successful forex trading k liay to samjhdari aur tahamal mizaji se kam lena chahiay.
              • #712 Collapse

                forex trading main chonkay achi earning ha iss zaida tar traders jab kisi news ki waja se market main taz movement hoti ha tu uss waqat baray volume ki trade laga kay kum waqat main zaida profit ki lalich kartay hain jis main aksar un ko bara loss ho jata ha......
                • #713 Collapse

                  assalam-o-alaikum janab mene new join kiya hai ye business aur mjhe ap sab ki post parh bohat achi information mili hai aur mein yeh yaqeen rakhta hoon ke lalach bori bala hai humain kabhi bhi lalach nahi karni chahiye thank you..
                  • #714 Collapse

                    Greedy behaviour hamesha hi naqsan ka bahsh hota hai, bohat dafa jab hamara trade profit mein hota hai aur ham chahita hai ka aur ziada kama lein to ham apna naqsaan kar bethta hai, is lia mera khial hai kam profit behter hai naqssan say.
                    • #715 Collapse

                      greedy is the most dangrouse in the forex busiensss due to this we can lost the our all money in the forex busiensss learn the more then earn the more from the forex busiensss,,learning is the key of the without the proper technical planing we can not make the good tarders in the forex busiensss
                      • #716 Collapse

                        Assalam O Alaikum, G bhai aap ne theek kaha hai keh Forex trading main greed krna hi iss business main nuqsaan ki barri wajah hai. Forex trading main kabhi bhi greedy nahi hona chahiey aur hamesha soch samajh kar hi trade karna chahiey.
                        • #717 Collapse

                          forex business ka agr koi sab say bra dushman hay to wo sirf lalch hay js nay es business main lalch pr kabu pa lia wo kamyab ho gia lalch ki waja say he ap ko loss ka samna karna parta hay es leay chahye ap ko km profit ho daily lakin lalch nhi karna chahye.
                          • #718 Collapse

                            ji bilkul ya to apne theak kaha ke forex mai kam karne ke liye ap ka focus proper forex ki tarf ho warna ap ka loss ho jata hai ya trade miss ho jati hai or hamsha forex mai khud ko lalach se dor rakhe or sabar se trading kare .........
                            • #719 Collapse

                              G nuksan to hota a koi b field hu lakin jo greedy hotay a unku kuch ziada hie loss hota hain or yeh greed jis b trader main hain woh kabi b acha trader ni ban sakta acha trader wohi hota a jo greed na hu or na hie over confident hu us hie ko profit or earn huge hota a
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                bhai greed to kahin bhi acha nahi samjha jataa kiun kay jab insan greed karta hay to usay loss hota hay hamain chahiye hum forex main calm ho kay sabar sey kaam karain kiun kay jab ham greed karain gey aur sochain ge raaton raat ameer ho jayen to phir ham kabhi kamyab nahi ho saktay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X