greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    Forex trading me apki sab say bari dushman lalach ( greed ) hay . rato raat ameer honay ki khwahish insan ko buht jald apni investment say mehroom krdeti hay so never take greedy approach otherwise you will loss your whole investment and then start blaming forex for your own mistakes.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Forex trading me laalach kisi bhi tarha se aa sakta hai ya tu hum over volume ho kar greedy ho jaaty hain, market se ziada expectation or ziada profit ki laalach is kay ilawa over analyze bhi greediness ki nishani hai is liay humen koshsih yehi karni chahiay kay hum apni trading me khud ko normal rakhen or cool mind ho kar trading Karen.
      • #333 Collapse

        greed . sab . ko . dhubo . deti . hai . is . liye . greed ko . dooor . bhaga kar . phir . trade . start . krni . chahiye . har . trader . ko . chahiye . k . wo sabr. aur . itmenan . se kam . le .
        • #334 Collapse

          Greed ek bahoot hi nuqsaandeh cheez ha kyoun k forex ek risky online business ha is liay is mn greedy banda kamyab nahi hota so agar ek trader ne munafa kamana ha to us ko apny greed per control krna chahye.
          • #335 Collapse

            dear brother...! jii haan mai aapki baat say agree karta huunn..greed aik bht hi buri chheez hyy..ham sab ko chiay kay hum is say jitna ho sake door rahen.isi mai hamara faida hyy..
            • #336 Collapse

              Assalam o alaikum.. Ji janab bilkul theek saaray traders ko greedy approach se bach k or door rehna chahye, greed ki waja se traders ka patience khatm hojata hy or phir wo sirf earning k baaray mY sochte hain or loss ker jatay hain,
              • #337 Collapse

                Ji han greedy approach se bht nuqsan hota hai aur trading main greed karna tu bht harmful ho sakta hai....apko bht bara loss ho sakta hai....lalach main hum sochne samajhne ki sense kho bethtey hain aur loss kar lete hain so greed na karin....n apne kam pe focuses rahen.....
                • #338 Collapse

                  g bilkul thk kaha ap ne k f0rex mein greed kerne wala kabhi success hasil nai karskata ....greed humara sb se dushman hy n yh humain kabhi b profit nai earn kerskaty ...balkay greed se humain sirf nuqsan hi milta hy isliye humain chahye k hum sirf apni trdaing per f0cus karain takay hum achi trading ker sakay ....
                  • #339 Collapse

                    sir g to guys dear forex mien greed insan ko nuqsan k gharey mien dal deti hai jahan insan na kuch learn karta hai na earn or loss kar bethta hai apni ful investment ko so please greed ko forex mein na laye ............
                     
                    • #340 Collapse

                      haa jee aisa hee hota hey key jab koi banada greed karta hey tho us ko zyada nuqsaan utana parhta hey or greed ki koi jaga nahi hey trading mey or aap ko chhaiye key aap greed naa karewy greed key ilawa bi aap trading kar saktey hey .........
                       
                      • #341 Collapse

                        My dear friend main Forex trading main koi bhi greed per depend nahi kar ta hoon main bas apni self experience per depend kar ta hoon aur news per depend kar ka trading kar ta hoon.
                        • #342 Collapse

                          dear aap ny bohat zabardast bat ki hy . lalach bohat buri bla hy or men to yahan tak kahon ga ky forex men greedy persons ky ley ko jaga nai hy. lalchi logo ko forex ko join hi nai krna chahey. aga aap successful trader ban'na chahty he to greed ko khatam krna hoga.
                          • #343 Collapse

                            Greed trade main loss ka main reason ha or dakhnay main yeh aya ha kay hum mostly traders main greed ziada paya jata ha jis ki wajha say humein ziada traders ko hamasha loss ka samna kerna perta ha hum again and agan es topic per discuss kertay rehatay hain lakin follow naheen kertay jis ki wajah say loss hota ha.
                            • #344 Collapse

                              greed is the eating of ur porift its like a weed growing in a garden u cn never tke profiit frm it it is very harmful
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                ji ha dosto bilkul theek baat he ye ke forex trading buisness me app ka sab se bara dushman greed he app ko hamesha apne volume ko kam rakhna chhaye ya normal rakhey is tarah app ko kam profit hoga per app ki investment stop loss ki waja se secure rahe gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X