greedy approach

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    Forex main ap ka sub say badha dushman ap ka greed krna ha agr ap greed krna chor dain toh ap ko loss kam ho per agr ap apnt emotions ko control nhe kr rahy toh bhe ap ko loss ho jay ga.
    Forex strategies for beginner click here .... :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      Greed is the root of all evils, greed trading mein trader ka dushman hota hai kyun k jab bhi trader zayada profit earn karne k lye greed karta hai to mostly traders ko loss hota hai kyun jab insaan k andar greed aajati hai to hamehsa us ko nuqsaan hi uthana parta hai is lye greed nahi krni chahiye trading mein bulkey mehant se trading karni chahiye.
      • #288 Collapse

        yes ap na sahi kaha greedy hamara sub sea bara dushman ha jo hamesha nuqsan data ha agr ap trading ma success hona chatea ha to trading per focuse karna chahiyea jis sea ap zyada sea zyada earn kar saktea ha
        • #289 Collapse

          G HAN! forex main agar ap greedy approach k sath work kary gay tu ap ko bohat zaida loss honay ka khatra rehta hai q k greedy har trader ki enemy hai agar achi trading karni hai tu greedy jaisi cheezo ko humein apnay andar se nilkaal na hoga is se avoid karna hoga tu hi hum successful hongay.
          • #290 Collapse

            Yeah right greed is our bad enemy in the forex trading business and also greed can make us loser and we can lost our all the income due to great, so we should do the control greed and try to make the relax trading then we can be very successful from it.
             
            • #291 Collapse

              jis ke app jente he yehaik risk online business he. jis me world news ka market per iser hote he. is ther app log trading kerte ho zyada profit earn ke lalach me beri order legete he. aur jis hi market move kerte he too app loss ho jata he. is ka greedy approach kete he.is liy app is se abench.
              • #292 Collapse

                han ge bilkul thk kaha hai apne greed sb se bara enemy hai hmara q ke jab hum greed krte hain to hmain loss ke elawa kuch nhe milta.
                   
                • #293 Collapse

                  greed her trader ke loss ki waja hoty he greed k chaker m trader bhot sa loss ker jaty hen khas ker newbis wo to itny emotional ho jaty hen k ek bar m hi bhot sa earn ker na chaty hen un ko aesa nahi ker na chaye saber se kam len or pher dekhen kitna profit earn kerty hen
                  • #294 Collapse

                    Yes, You are right Forex main hmara sab say bara dushman hmari greed hoti hai jis ki wja say hm apni sari investment lose kr lete hain is liye hmain is say bachna chahye or aik acha trader banana chahye
                    :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                    • #295 Collapse

                      money grubbing investors within the foreign exchange market industry right here therefore strongly. they're meant to consider hgih-risk to obtai nhigher quantity of revenue. however tgeting high-risk could cause higher reduction during the tim of buying nd selling within the forrign xchange market
                      • #296 Collapse

                        hmm greed tu aik nature sa factor hain jo na chahty howay bhi trading kay foran hum main a jata hain mager jesay jesay ap ki trading mature hoti jati hain greed ka factor apnay ap ki kam hota jata hain is main parehsani ki baat nahin hoti, yeh aik insani fitrat hai is mein aap kuch nai kersakte.
                        • #297 Collapse

                          Greedy approach hamen tarding mey kuch bhe nahe deti hey kyn kay is sey hamen sirf nuksan he hota hey isliye tarding mey is trah k emotions k dor rakhen takay hum achi or profitable trading ker saken or hamen koi bhe problem na ho.
                          • #298 Collapse

                            Assalam o alikum ji janab baat ye hay forex trading main aap ko greedy approach hi loss ki taraf dhakail kar lejati hay admi start main greed karta hay bad main afsoos karta hay kay kun greed ki kun kay greed hi say aap ko loss hojata hay
                            • #299 Collapse

                              forex men every traders ko greed ho jati hai jab bhi us ko zyada profit milta hai ye phir wo achi trading kerta rehta hai is ley hamain greed ko khatm kerna ho ga kion k is se hamainn trading men loss zyada hona start ho jata hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                jee janab , bilkul theek kaaha apny kay forex trading business main trading karny main greed bohat bara dushman hota hai . isliye mery khayal main forex trading business main trading karty huy hamain greed sy bohat zada door rehnaa chahiye .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X