forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1681 Collapse

    forex trading mei loss hota hay loss kisi bhi business ka hissa hay lakin humay loss se kuch seekhna chiaye loss ki importance ye hay kay eski madad se humaay anay walay time kay liye aik best lesson milta hay kay hum unn mistakes ko repeat na karain
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1682 Collapse

      forex trading main jub hmain loss haot hi tu hmain apni galti ka pta chalat hai k hmain kiya sikhny ki zarorat hai or hum ny kahan galti ki hai es liye hmain chahye k apni galtuon se sikhty rhna chahye ta k hum os galti ko dobara na kren or dobara os galti par hmain loss na ho es liye looss ki ahmiyat hoti hai aghr hum maneen tu nahi tu jo nahi sikhty wo loss se bhi nahi sikhty hain
      • #1683 Collapse

        janab forex men asal loss ka important bahut hay aksar tarders sochty hain k loss hamara kahan jata hay compny k pass ya forex market walon k pass to kya hamen forex men comision dena parta hay kafi traders is bat par confusd hain
        • #1684 Collapse

          hum jab trade karty hain to hard work kar kay achy say ana ho ga is main low risk main kam karna ho ga is main agr hum hard work kar kay achy say ana ho ga is main loss tab hota hay jab market ko use karna kafi help mil sakti hay magr is main mistake karny say hi loss hota hay is main practice karny say trade ki humain smjh a sakti hay
          • #1685 Collapse

            Assalam Alaikum Forex ma loss k daromadar sirf AP k knowledge or market information par Hota ha is Leya investment dakh Kar use kare
            • #1686 Collapse

              someone says that Failure is the key of success.
              agr starting mai loss krty hain to ye hmary liay kamiabi ka aik step hoti hy. kion k forex aik aisi field hy js mai aik broker bulndi sy yk dm patal mai aa girta hy bt ye aik leeson hota hy success ka.
              • #1687 Collapse

                market main trde karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main plane kar k hi hum run karein gay aur loss say bachny k liye learn karna boht hi zarori hoti hai aur market main earn ho saky gi it is best jb
                • #1688 Collapse

                  Dear insan hamesha apni ghaltion sy seekhta ha isi tarah forex mn trader loss sy seekhta ha k us ko kis waja sy loss hua r kyun hua r wo next time is mistake ka khyal rakhta ha.islye hmn loss sy ghabrany k bajaye us sy seekh kr trading mn behtri lani chahyei.
                  • #1689 Collapse

                    G bilkul loss bhi business ka hisa hota hai aur ap ko chahiye ke jub loss ho to apko loss ki wja find out krne chahiye ta ke ap future main is se bach sken aur demo per bhi sath main practice krna zarori hai ta ke actual main ap loss se bach sken
                    • #1690 Collapse

                      Loss hamare liye aur hamri trading k liye bahot important hai.
                      Hamen jab trading men loss hota hai to waqti tor per hamen tension zarur hoti hai but hamen loss se seekhne ka moqa bhi mill jata hai, hamen loss ko judge krna chahiye k hamen loss q hua hai loss k peche hamari konsi mistake hai hamen uss mistake ko trading se door kerte hain aur next time k liye dobara usse ni hone dete hain.
                      Profit aur loss dono forex ka hissa hain hamen loss ki surat men himmat ninharni chahiye hamen patience se kaam lete huye hamen loss ko apna sabaq bna lena chahiye , ham trading men expert uss waqt hote hain jab in sari cheezon ko face ker lete hain.
                      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                      • #1691 Collapse

                        Los bhi Hamare liye important Hota Hai Insaan Ko Jab loss hota hai posco laws ki America tab Pata Chalta Hai Aur apni Galti Ho ka idea Hota Hai ke usne kaun se mistake Karke Apna loss Kiya Hai Is Tarah Se wo apni Galti HO ko remove kar sakta hai aur Forex mein achha trader
                         
                        • #1692 Collapse

                          Yes dear mn ap ki bat sy agree hn k insan apny loss sy seekhta ha.har new trader pehly pehly loss hi karta ha kyun k usy experience ni hota pr aista aista wo apni ghaktion sy sabaq seekhta ha r un mistakes sy avoid kerty hue profit ki taraf barhta ha.
                          • #1693 Collapse

                            Loss karne se Insan sakta hai Jab loss hota hai tab Insaan ko profit ki ahmiyat Ka andaza Hota Hai aur usko pata chalta hai ki usne Kitni mistakes ki hai aur kis mistakes ki wajah se usko loss Hua Hai Is Tarah Se apni mistakes ko sort out Kiya Ja sakta hai Jab loss hota hai
                            • #1694 Collapse

                              Forex main hmain sirf munafay ko nai daikhna chaheay munafay k sath sath nuqsan bhi chalta ha. Ic leay apko aur hmain chaheay k pehlay achi tarha seekh k us k bad he kaam start krain. I hope meri yeh bat apko achi lgay gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1695 Collapse

                                agar humay forex trading main loss ho raha hay to es ki waja ko kill karna chahiey kyun keh eski waja ko kil kar kay humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say time diana chahiey kyun keh esmain sahi say time dai kar trading karni chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X