forex trading me loss ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    market main kam karna kafi helpfull hota hay agr humain is main learning ki base say hi kuch earning hasil ho sakti hay is main loss b ho sakta hay magr is main kafi learning karna ho ga is main demo main hum trade main kam karty hain to is main kafi risk hota hay jis say market main kam karna humary liye loss b ho sakta hay magr pracctice zroi hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      agar hum forex trading main loss karen gay to es trha hum esmain kamyab nahi ho sakty so humay agar esmain kamyab hona ahy to humay esko theak say learn karen aur esmain apni galtio ko theak karen tab he hum esmain acha earn karna seekh sakty hay ye business mehant karnay say he achi earning daita hay
      • #1698 Collapse

        loss ki bohat ahmiyat hay agar hum forex trading main loss kar lain to humay chahiey keh esmain loss ki reason ko kill karna chahiey kyun keh agar hum eski reson ko kill kar kay kam karen gay to he hum market main acha earn kar sakty hay aur humay esmain seekh kar kam karnay main ziada faida hota hay
        • #1699 Collapse

          agar humay forex trading main loss ho raha hay to us waja say humay pareshan nahi hona chhaiey kyun keh esmain loss ko hum kam say kam kar sakty hay aur eskay liey humay apny business ko theak say learn karna chahiey tab he achi earning ki ja sakti hay es business main so humy sahi say focus karna chaheiy
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #1700 Collapse

            forex trading aik boht acha buseinss hay hum is main trade karty hain humain agr success hasil karni hay to low risk main kam karna ho ga is main agr earning hasil karni hay to is mani demo ko use karna ho ga kun kay demo ki base say hi market ko use karty hain lack of leraning saay market main kafi hard work kar kay achy say ana ho ga
            • #1701 Collapse

              jee ha sir jab bhi ham forex ma trade krty ha to jab hamay loss hota ha to dookh to hota ha lakin apko us loss say bachnay k liye apko mehnat krni hoti ha jab ap demo account ma trade krty ha to waha pay ap loss say bachty ha jis say apko real account ma kafi help milti ha islay forex ma apko mehnat krni chahiye takay earning kr saky
              • #1702 Collapse

                yah baat haqeqat hai ke Forex trading mai loss ke waja say traders ko apny capital ka loss hota hai . trading kay doran loss ko avoid karna kafi mushkil hai aur loss ko mukamil avoid nai kiya ja sakta hai . lakin loss ke wja say trader apni mistakes ka jaiza laay sakty hain aur trading ko improve kar sakty hain .
                 
                • #1703 Collapse

                  agar humay market main loss ho raha hy to es waja say pareshan hon gay aur humay chahiey keh esmain theak say focsu karen kyun keh esmain theak say mehnat karnay main he faida hota hay es businenss main agar hum loss ki reason ko kill kar kay kam karen gay to he humari trading achi ho sakti hay
                  • #1704 Collapse

                    Dear Forex trading ma loss ki b importance ha or wooh is surat ma ka jb ap ko loss hota ha or us time ap na jo glti ki hoti ha us sa ap ko experience hasil hota ha or ap us trhan ki galiti dubra nhi krta or zacha tradre bnta han ahista ahista
                    • #1705 Collapse

                      Los Kabhi apni importance Hoti Hai Jab Insan ko loss hota hai tab usko profit ki value Ka Pata Chalta Hai Aur loss Karke Insaan apni mistakes Jaan pata hai aur Agar aapko lost nahi hoga toh aapko pata nahi hoga ki aap ke andar kon kon si mistakes hai isliye lose Ka Hona bhi zaroori hai
                       
                      • #1706 Collapse

                        jab market main loss hota hay to is main kafi learning karna hoti hay kun kay lerarning ki base say hi humain kuch hasil hota hay is main loss say mistake kay bary main maloomat milti hay kay humain loss kun hota hay humain agr kuch gain karna hay to hard work karna ho ga hard work karny say hi market main kafi acha profit milta hay
                        • #1707 Collapse

                          loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hmain market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main koi mushkil na ho saky gi aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay
                          • #1708 Collapse

                            je han ap ki batbikul theek hay humay cahiay k hum apni galtion se sikhay na k hum aagy ja kar mazid isi tarha ki galtian kary isi tarha hum apni life may aagy barhana sikhty hay
                            • #1709 Collapse

                              gee han loss say thora bohat nuksaan to hota hy kay capital kam ho jaata hay ya profit jo ern kia hota hay kam hota hay lekin jab tak aap ka loss na ho aap kuch bhi nahi seekhtay mera is month may account wash ho gaya hay lekin mainay is may jitna learn kia hay shayad kabhi bhi na ker sakta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma senior members say pochna chahta hon k forex trading me loss ki importance kaya ha please koi senior member mojy is k baray may batay ga jaldi se

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X