forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ji haan bat thek kahi jo hum loss karte hain usko humhein dill pe lena nh chahiye ye humare liye sahi nh hai bal k huhein hitmath se kam karna chahiye dubara ta k hum ye phr se na karein galti.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      waisey yeh b achaa hai dil ko behlaney k liye, haan agar haum apni ghaltiyon se seekhney k zehan b rakhen to phir ,lakin agar isi ko bar ba dohraatey rahe to phir koi faida nahi ho gaa waisey hum apne profi se b to bohat kuch seekh saktey hain
      • #108 Collapse

        kehta hain k loss he aap ko profit k way deta hai agar jis ko loss hota hai tu wo loss ki waja ko jana ki try karta hai aur us mistake se learning karta hai. wo he success full traders ban jata hain forex mein agar kase ko loss hota hai tu us ko chaya k wo forex mein ziada se ziada learning kara aur practice kara jis se wo loss per control kar skta hai.
           
        • #109 Collapse

          ma ye btata chalon ke forex trading aik continous business nai ha is ma jahan profit hta ha wohi pe loss bhe hta ha , to loss ko dil pe nai lena. apni mistakes pe research kro and ye dekho ke ap apni kis ghaflat ki waja se loss ma pary han, next time u will be the winner
          • #110 Collapse

            remember success ka graph khabi b uper ko nahi jata.. us mai lazmi ups and down ate hai.. brothers loss and profit to har business mai hai .. chahe chota ho ya bara internet par ho yar koi aur.. its a part of life.. bs ye zehan mai rahe k loss say dil harna ni chahiye.. is sekhana chahiye so that next time loss say avoid kar sake.. thomas edison nay 1000 bulbs banye aur fail howa to us nay kaha ye meray experiance k liye acha hai k mai 1000 bar nakam raha.. so dnt worry sub temporary hota hai .. every thing will be fne
            • #111 Collapse

              Ager aap ka loss aap ko aagay berhney may madad ker rha hay or aap apnay losses honay ki waja jantay hen, or koshish ker rhey hen k aap k losses ko remove kernay k liye strategies bnaen or apni jo jo mistakes hen unhay doore kren tou aap ka yeh he loss apko agay berhney may madad day ga.
              • #112 Collapse

                wasy tu forex trading main loss sy ap ke investmnet he zaya hoti hai but ap ko learning kerna ka moka zozor melta hai loss sy be ik waja pata chlati hai loss ke is lie us ko samj ker us su bachna ap ky lie fiydamand hai
                • #113 Collapse

                  forex ak online busiess ha sab log is ma kamkart ha or pisa kamt ha sab ka liy ha ap ko is ma kamkarn ha tois ma p ko gar mbath kar e kam karn ho ga sab ka liy ha orex ak online jop ha sab is kam ko boht like kart ha
                   
                  • #114 Collapse

                    agar dakha jaya to loss us ko hota hay jo koe galti karta hay bhi g loss sy buchney k liya ap ko forex trading may zada sy zada earning karni ho gi jo bhot important hauy ik kamyab trader ben k liya forex ki company ko samjna parta hay or loss sy to ham seekhtey hay k ap ko kha sy loss hova hay or loss itna important nahi hay jitna ap ko us ko samjna
                    • #115 Collapse

                      forex ak business ha sab is kam ko boht like kart ha sab ko is ma kamkarn ha to is ma p ko gar mbath kr he kam karn ho ga sab is ma kamkar ka boht pisa kamt ha apt time ma sab is ma pat timer mkam kar sakt ha is ka liy is ko is forex ka bar ma jan ho ga
                         
                      • #116 Collapse

                        forex trading me loss bht he importance ka haamil hai yaha per bhe har business ki tara profit n loss hta rta hai ye to trader pe depend karta hai k wo apne kam me ktna serious hai
                        • #117 Collapse

                          loss foerx tradings me hota rehta he or agar hum ye presume karen ke hamen loss na ho to hamen apnay loss ko accpet karna hoga q k jab tak hum loss ko accpet ni karengay hum future plan ni bana saktay.
                          • #118 Collapse

                            Traders lose their first balance due to lack of knowledge and patience. In staarting they want to earn more and become greedy and make trade without any sense of humour and knowledge and make their first balance become zero
                            • #119 Collapse

                              its good for you dear when you ave the experience and in this market you can loss in every time
                              but you must know its not easy to you if you lose but you must learn first its good for you
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Meraay khayal main forex trading mainn losse ki imporatant nahi q keh loss, loss hi hoti hai aur agar forex trading main humain agar loss hp jay tou hum pir usi ghalti ko nahi dohratay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X