forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    there are some importance of loss in forex trade. as a loss we can identify our mistakes.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      bro man ap say agree krta hon kay agar hum loss uthay han to kuch sekhty han jaisay humen trading ka experience hasil hota hai aur ap aik dafa kay loss say agay profit mil sakta
      • #33 Collapse

        FOrex trading main loss ka yeh importance hota he keh is se hum forex ki market ko mazeed achi trha se learn kar saktey hain aur hamen apne loss sey hi mazeed is main learning karne ka moqa mil jta hey aur hum achi learning kar lete hain.
        • #34 Collapse

          news of all kind types are very usefull in all the time if you are interested to use it for the benificial purpose. forex share business news and update users/followers from all the current market activity. through this way if some one show keen interest my learn and earn alot.
          • #35 Collapse

            Brother profit aur loss jo he ye har business ka he hissa he so apko ye zehen me he rakna chaye albata loss se bachne ke leye mukaml strategy rakne chaye ar trader ko
               
            • #36 Collapse

              yess sahee hain . main app logo k bhat si agree kartha hain agar app world main koye be kaam karty ho . jhab thak app os kaam main app mastike nahee karty ho . tu hee app os main expereince hasil karty ho tu forex trading be is tara hain agar app is main mastike karty ho . tu app logo ko is main pir ek acha expereince be hasil ho jatha hain
               
              • #37 Collapse

                Forex trading main loss he waja se is to hallal samja jata hai chonk deen main hallal raziq ke sath
                us ka loss b hona chai ise se karobar main mehnat kar ke kamane ka pata chlta hai
                • #38 Collapse

                  Forex mein loss ko nazar andaz krna bewaqoofi hai. jitna hum profit ko importance dete hain loss ko bhi itna hi importance dena chaye kabhi ap over confidence mein trade karen aur jaey ap ko loss tu phir yad aey gi ap ko importance keya
                  • #39 Collapse

                    Han bhai ap ki baat bilkul sahi hai loss se hume kafi kuch seekhne ko milta hai hai hum apni saari galti ko read kar ke us galti ko sahi kar sakte hain aur aage se us galti se bachne ki koshish karte hain.
                     
                    • #40 Collapse

                      yaah bro apne kafi achi baat kahi ku ke forex trade businiss kafi riski hai joke hume phle samjdia jata hai or loss tu huna hi hai kabi na kabhi likin ose hum ache cheak karna chye baje dil pe lene se ke hume kahan or koni ac galti ki jse hume loss howa hai....
                      • #41 Collapse

                        Forex mei loss ki bht ziada importance hoti hy because jab hmen aik bar forex trading mei loss hota hai then hmen chahye k apni mistakes ko remove kren ziada se ziada learning kr k taky hum apni loss ko remove kar k successful ho saken or profit bnany k qabil ho saken so loss is also important for us because we learn from our mistakes.
                        • #42 Collapse

                          forex trading mai loss ki bohat importance hoti hai jis waja sy hamy loss howa hai ab next time ham us ghalti ko ni kary gy aik to loss ka ya nuksan ho ga k hamara bonus kam ho ga or faida ya ho ga k ham us mistake ko dobara ni kary gy
                          • #43 Collapse

                            gee mre bhai forex busineess bohat acha busineess hy es busineess me lose important nae hy kyu ke hm prpofit hasil krny k lye ye busineess krty hy es lye hmy chahhye ke hm hardworking kry aur ziada se ziada profit hasil kry
                            • #44 Collapse

                              Base on me i will say that alll times that you are in this business it is very good for you to take your time and look for those that are professional so that through such ways you will be able to make good money
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Agar hum trade lagaty hain aur iss maion hum ko loss ho jatah a to phr iss main hum ko tension lany ki zarorat nahi ha kiun kay iss tarah hum agar loss bear karny ki adat dalain gay to iss say hum main bardashat paida ho gi aur hum achy teeky say kaam kar sakain gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X