Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

    hay apne mistakes ko katem akr ky kam karna h ag pher he hum pasia kama saky g forex aik online business hain hum is mai agar lalachi ban ky kamk arty hain to hamara accountband ho jy ga hamy aik time table bana kar kam karah o ag hum is ma agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga yai aik amm business jasa nahi hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

      hamy mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy is main hard working karne chahey ta ky hum is main acha result hasil kar saky agar hum is main hard working nahe kary g to hamy is mai kamyabe be nahe hasi ho ge yai asa karobar hain jo ky pore duna main pahl cuka han hum is main jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy dollars mai bonus dyta hain
      • #18 Collapse

        Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

        g hanhumain apni mistaakes ko shi kurnay kay liye hard work kurna chahiye humain es maain hard work kur kay achay say apna kam jari rukhna chahiye agar hum es main es trahsaay aapna kam jaari rukhay gaay to hum es main say success asani say hasil kur lay gaay to es liye humain es trah say aachay say apna kam kurna chahiye or hum say agar mistakes ho jay to in say leaarn kurna chahiye or acha kam kur kay humain es main achay say kamyab hona chahiye
        • #19 Collapse

          Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

          Ji Ham Sabko hardworking karne chahie aur Hath video chahie Hamen kamyabi milti hai so Ham Sabko Yahan per Apne Dam par Apna Kam karna hoga Apne time per Apna Kam complete Karke Ham Kamyab hote hain Subah Se Laga Ka Mahina Kaisa kam Karen Hue Mahila ke sath Apna Kam Koi Na bahut hi jaruri hai To Dil Laga kar kam karne mein Hamara advantage hai aur ham Sab Ko ISI se kamyabi milti hai
          • #20 Collapse

            Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

            dear members forex mai insan apni ghaltiyoon se jo kuch seekhta hai uss ka sabik ussay kisi b ustaad se nai milta iss liye ap ko jb b loss ho tu ap iss cheez ko detail mai dekhain kay ap ko loss honay ki bunyadi waja kiya hai agar ap iss ko find krnay mai kamyab ho gay tu ap kom next tiime kabi b loss nai hoga.
            • #21 Collapse

              Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

              ham logo sa mistake hoti han or ham log ye mistake bar bar karty han lakin samjh hamen pher bhe nhe ati ka ham kar kaya rahy han hamen bar bar loss kun ho raha ha is ki 1 waja sa or woh ye ha ka ham log apni galti theak nai karty or bar bar wohi galti karty han is sa bacha ha to mehnat karna ho gi hard work karna ho ga seekhna ho ga in galtiyun ko dooor karna ho ga tabhe ham log kamyab ho sagty han
              • #22 Collapse

                Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                ji bilkul dear friend hamen apne mistake ko Sahi karne ke liye bahut jyada hardworking karna padti hai Kyunki jab Hamari post mein main spelling mistake Hoti Hai to Hamari post acchi quality ki post Nahin ban paati jiski vajah se hamara weekly bonus bhi achcha Nahin ban pata han han aur trading karte waqt hamen apne mistake Nahin karne chahie Kyunki forex Ek bahut hi risky business Hai ismein Jara se bhi mistake bahut heavy loss ka sabab ban sakti hai isliye bahut careful hokar trading karne chahie taky loss se bhi bache jaen aur accha profit hasil kar len
                • #23 Collapse

                  Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                  Asslam o alaikum. Insan ghalti ka putla h. Insan jtni bhi khoshish kar la ka koi us sa ghlti na ho. Lkn unintentionally us sa kbhi ghlti ho hi jati h. Us ko is ghalti pr qaim ni rehna chaeyah blka us sa sudharna chaeyah. R is trha kam krta hua agr ap sa koi ghlti ho jae to ap ko chaeyah ka ap us kam ko thk krna ka liya apni poori khoshish karain. R us ghalti ka azala karain. Jb ap poora dil sa ,poori mehnat sa ap us ghlti ko thk karain ga to wo ik na ik din lazmi thk ho jae gi. R isi trha forex ma ap sa ghalti ho jae r ap ko loss ho jae to ap na himat ni harni blka hardwork krni h. Kun ka hardwork is the key to success..
                  • #24 Collapse

                    Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                    yes dear right kaha forex trading main apni mistake say learning karna parta hain jis b traders ne learning ko strong kiya usne full kmayabi hasil ki learning he strong earning deti hain learning he kamyab traders bana deti hain learning he ek tradrs ko best earning and beenfit de deti hain experience nhe hain tu kuch b nhe hian bina experience k merket ki kuch b samjh nhe aati hain k merket kaha move kar skti hain is liye merket main strong learning karna parta hain mrket main strong learning kar k he kamyabi mil jati hain jaaab tak traders k pas learning and experience nhe hain tu kamyabi b nhe hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                      Assalam o alaikum
                      Ji han aapane bilkul theek kaha hai agar humse koi mistake ho jaaye hamen chahie kya koshish karen use Galti ko Sahi Karen aur hard work Karen aur Agar humse a Galti ho jaaye Tu koshish karen ki jindagi mein dobara aisi roti Na ho Agar ham aisa karenge Tu bhi ham Apne galtiyan ko dur kar sakte hain aur ek acche businessman ban sakte hain aur ek acche businessman ki yahi nishani hoti hai keva apni Galti dobara Nahin dohrata bal ke ek Galti karta hai to use jindagi mein dobara nahin karta
                      • #26 Collapse

                        Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                        Jab Be aap Forex trading mainAcha knowledge Or Analysis Skills Achi karty hain toh aap ko Un Sab ke Practice be lazmi karna Chaye Ku kay Practice kay Bina Success Impossible Hai Iss liy aap Ko Chaye kay Trading main Pely Demo account Ka use kiya karein or Rules Or Analysis Kopely Demo per Apply karna Achy say Seka karein Jab ap Rules Ko Achy Say Follow karna Or New Rules apni Mistakes Ko Correct karny kay liy bnaty Hain Toh aap Trading main perfect Way main Trader banty hain.Ku kay aap Market Main tabi Success Ho Sakty hain Jab aap Apni Mistakes Say Learn akrein or Dobara Wesi Mistakes karny say Avoid karein iss kay Bad He aap Successful Trader bany gay or Jo Trader Mistakes say learn nahi akrty hain or dobara wohi Mistakes karty hain toh aisy Traders Kabi Successful Trader Nahi Ban Sakty hain ss Liy Mistakes Ko Avoid nahi Karna Chaye Balky un Say Lean karna Chaye.
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #27 Collapse

                          Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                          G han hamain apny kam ko improvee kerny k liay apni mistakes ko controll kerna hota hy jiss ki waja sy hmara account hmara busniess everything save rehtii hy es liay hmainaapny kam ko seh trah use kerna chay jiss sy hmian ye faida hotta hy k hum apny knowledge ko uase kerty hoay online jitna marzii kaam ker sakty hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                            Apni mistakes ko deeply handle kre kisi bhi kisam ki khotahi na kre is manly mai phir ap dekhna kese kmiyaabi Apko milkygi yh aik bhut bara nuska hai or har koi amal kr k hi kmiyaab hu rha hai agar yaqeen ni tu aik baar azma lijiye feda Apko hi huga
                            Shukriya
                            • #29 Collapse

                              Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                              Ji han Jo Banda jitne Jyada mehnat karta hai usko apni mehnat ke mutabik ka fal Milta hai jo bhi Banda Jyada Main Karta Hai To usko Jyada fal Milta hai aur jo Banda ka man karta hai usko kam nhi milta hai mere doston aap apni mehnat aur Lagane ke sath kam Karte Rahen aur aap apni mistake Koko Dur Karen aap apne mistake se Itna Jyada Hasil Karenge ki aapki Soch Se Bhi Jyada mistake hi Insan ho sakte hain Koi Aur sikhane wala Nahin Hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Apni mistakes ko sahi karne ke liye hard work Karen.

                                Ji han bhai jaan aapki baat hundred Pasand theek hai aur main aapki baat se agri hun agar aap apni mistake ko Sahi karne lag jaenge aap samjhenge ki yah wali mistake Kyon hui hai to aap kafi Jyada Apne andar improvement Le aaenge agar aap apne galtiyan ko ignore Karte Jaenge to aap kabhi bhi Kamyab trader Nahin Ban Sakte isliye mera masla hai ki aap apni galti se sikhen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X