himat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g app ki bat sahe ai kuch loog asay hain jin ko forex mai agar lose ho jaay to wo is ko chor daytay hain lakin meray khayal say to hamay himat nai harni chaheyah and try karty rahna chaheyah.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      han g mere bahi app bilkul sahi keh rahain hain main apki baat se agree kerta hon but hamain aisa nahi kerna cahiaye jaisey marzi ho hamain es main himmat nahi herni cahiaye qun key hum inshaALLAH aik na aik din es main kam yab ho hi jatain hain dair zaoor hai andhair nahi hai
       
      • #18 Collapse

        Gggg bbbillkkkuuull jnaaab agr hamee lossss hotaaaaa haai ttto himaaaatt naaahii chorrrnii chahye jnaaaabbbbbb ggggg
        • #19 Collapse

          yes my dear hume himmat nahi harni chahiye kiun k agar hum himat har dein ge tu iss me humara apna loss hai hume himmat se kam lena chahiye tab hi hum kamyab ho sakte hain forex me.
          • #20 Collapse

            g app ki bat sahe hai forex koi her koi nai kr sakta hai kuch loog asay be hain jin ko first lose ho jaay to wo is ko chor daytay hain lakin asa nai karna chaheyah and har nai mani chaheyah.
             
            • #21 Collapse

              yes esi leay kahty hn na k "NEVER GIVE UP" kisi b strategy py work karin hmain chaheay k hm esy proper kam karin aur usy kuch maah tak laga tar us py work karin tak pta chal saky k us ki wining ration kia h.aur us k matabiq he hmain apna risk lyna chaheay ta k hm apna account safe rakh sakhin
              • #22 Collapse

                ji bhai ji si main waqi amian koi shak nhi hi k is nain waqi amian profit kmama tnuhskil hai is main kam krny se ap k is mainw aqi amain profit mil skta hai s maia akm sy ske i smian waqi amain profit kmana thek hai i smiana kam krny se ap ks i amian waqi amain
                • #23 Collapse

                  ji han bhai jan really me eaki he himmt insaan ko aasmaano ki bulandio par le jati hy or insaan ko wo ruhaanio khushi hoti hy jiska us ne kbi socha b ni hota ... lakin bohat se balke majority loghon ki forex business ko join kerti hy ye samaj k k banda is se jld e ameer ho jae fga lakin loss ki surat me dill har jate hen or chor dete hen///
                  • #24 Collapse

                    ha ye baat hai dar se agay jeet hai darno na jab be market ko pakra lo tu es mai order laga do yahe ap ko profit day ga dar gae tu market kaha se kaha chali ja ege
                    • #25 Collapse

                      sahi bat hy ap ki yeh aik opportunity hy hoti hy life mein,humein chiye k is opportunity jo avail krey,or time zaya na krey,forex aik achi jobhy,aik life changer job hy,ap ka career is sy ban b skta hy,or kharaa b ho skta hy,humein sirf thori c mehnat krna hoti hy forex mein jb hum information hasil kr lain tu hum success hasil kr skty hain forex mein,
                      • #26 Collapse

                        han g mere bahi app bilkul sahi keh rahain hain forex busniees wayse to bhohat risky busniees hai hamain ager es main loss ho bhi jaye to haman himmat nahi harni cahiaye chaye kuch bhi ho es liaye hamain himaat rakhini cahiaye jaisey marzi ho sabar key key hamain kam kerna cahiye forex main
                         
                        • #27 Collapse

                          jee bhai main aap ki baat se agree krta hun k Forex trading mein loog apny first loss k baad chly jaty hein, unhe aisa nhe krna chaheay kyun k nakaami hi kamyaabi ki pehli seerhi hoti hy k jis ki madad se hum taraqi ka safar teh krty hen aur faida haasil krty hein.
                          • #28 Collapse

                            Forex main jo bhe himat har jata hy wo sab say bara loser hkta hy hum trading say acha profit tab he earn ker sagty hain jab knowledge ho ga loss bhe iss business ka hisa hy jo expert ko bhe hota hy
                            • #29 Collapse

                              jee bilkul bhai aisa mainay bhi bohat ziada dekha hy k pehly loss k baad aksariyat trading se door ho jaty hein jb k unhein aisa nhe krna chaheay kyun k ghalati ki waja se insan ko loss hota hy aur ghalati ki hi waja se insaan seekh k next planning bhi krta hy aur faida haasil krta hy, aisay nhe jana chaheay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhai ap bilkul sahi kahty hain aisa hi hota ha ma ye kahon ga k hamen himat ni harni chaheye chahy kuch bhi ho jaye jo hamara is main loss ho gaya hamen himat kar k usy recover karna chaheye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X