himat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    himat
    jo mooka milay to himat na harr yah na aye ga zindagi mai bar bar \ forex trading har koi nhe kr sakta hai Q k log apnay first loss k bad he is business ko chor kr chalay jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    apki baat theek hai key bohat se log loss honay key bad forex chor dety hai lakin ye achi baat nahi un logon ko chahiyea key zaida se zaida forex key barey mein information hasil or kisi dost sekoi strategy sekh kar usay pehle demo pe use karey wo 2 mon phir usey real mein use karkey profit hasil karey or apna loss recover karley
    • #3 Collapse

      g jo himmat har jaty hain bhot jald zindgi ki bazi bhi haar jaty hain is liy koi bhi apko kisi bhi qisam ka loss ho to himmat nhe harna chahiy aksar dykhny me aya hai k log bhot jald 1st loss k baad hi himmat har jaty hain
       
      • #4 Collapse

        yes surely i will agree with this argument that you must never lose hope in forex trading, if you are doing forex trading then you must have capacity to bear the loss as well, you must never fear from loss and must learn from your loss to improve yourself
        • #5 Collapse

          Asslam u alikum friend, jee haan forex me sab new traders aa ker trading me pehle loss k baad hi forex ko chorr dety hain or samjhty hain k iss kaam me kuch profit nhi jab k humein himmat nhi harni chahye kyun k loss bhi business ka part hai or loss se hi seekh k humein tajarba hota hai or hum achi trading kerty hain phir next time.
           
          • #6 Collapse

            bhai jaan is business main hamain ek to darna nai chaye and himat nai harni chaye and is k elawa hamain is main bohat he soch samjh k kaam karna chaye kyu k is main hamain loss ka bhe bohat he chance hota hai.
            • #7 Collapse

              jee bhae jaan insan ko himmat nahi harni chaheye balky hamesha apni koshish karty rehna chaheye. kafi log jin ko trading mai loss ho jata hai to wo forex py kaam karna chor daity hain but unko himmat nahi harni chaheye aur dobara sy market conditions ko proper daikh k phir trade karni chaheye.
              • #8 Collapse

                dear forex ak easa business ha jis mein kuch b ho sakta ha or ager ham loss hone par himat har jate hein to ya phir es ka solution nhi balka hame os mistake ko talaash karna chaiye jis sa hame wo loss hua tha or osse correct karne ke koshsh karni chaiye
                • #9 Collapse

                  yes dear ma ap ki is bat sa agree ho ka forex trading her koi nhi kar sakta ku ka is ma gis k sab sa phla loss hota ha .on ki whi per bas ho gati ha dear
                  agar ap ko forex ma loss hoa ha to is ma himat na hary blka is ko smajny ki koshis kry o os ka bad dubara sa trading ma lag gy ak din loss ho to kia
                  hoa kabe to profit ho gy ga.
                  • #10 Collapse

                    bhai jaan kafi loog forex may himat haar jate hen and forex ko leave kernay ki sochte hen per after loss and agar koi bhi proift leta hay ismay say tou wo forex ko nahi leave kerta and umesha dut ker muqabla kerta hay market say and eanrin g kerta hay
                    you have to lose someting to gain something :cool: :cool:
                    • #11 Collapse

                      g haan g apki baat teekh hai ye aik online business hai iss business per sab he ko loss oor profit tuu hota he rhta per himmat kbhe bhe nahe harni chahye hmesha himmat or hasla rakhay tab he success millay ge ..
                      • #12 Collapse

                        g han is trading work k liy himmat ka hona bhot zarori hai kun k jb tk hum himmat brqarar rkhty hain tb tk koi kam mushkil nhe lgta mgr jb hum himmat har jaty hain to trading kia koi kam bhi asan nhe lgta
                         
                        • #13 Collapse

                          agr logo jab Forex me loss ker jaty hane to wo Forex bussens chor dety han os is leyia k un me haemit nahi hoti hy Forex me jes knowledge or experince chayia hoty hy is tarha hame Forex trading me hemit b chayia hoty hy hame Forex trading kerty howe darna nahi chayiae.hemit mardo ki neshani hoty hy jes se wo mushkul se mushkul kam asan ker dety hane
                          • #14 Collapse

                            himmat to behad zaruri hai jab aap mehnat karte hain to kabhi kabhi moral b down hone lagta hai jab kuch trades me aap ko ziada los hoto to aksar traders himmat haar bethte hain dil bardashta ho jate hain jab k aese hi waqt me himmat se kam lena parta hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Salam friend , he hain forex aik earning kar aisa zarya hay Jo zindagi mein apko bar bar nai milta, to darna kaisa, apko himat sey kaam Lena chahye air trading Kearney k liye apko darna nai chahye, loss aur profit to aik with sath hain to gabraen mat, himart sey kaam Lena

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X