lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    dear main ap say agree karta hu forex main kafi log ack of knowledge se is main work karte hain or es main achi earning karte hain is ki waja ya hi dear k wo apni lack or knowledge ki waja say hi is main work knowledge hai to hum kamyab ho sakty hyn aur agar nhi hai ye bhi to humen trading nhi karni chahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      han.forex main succesful hone ke lye knowledge ka hona bht zaruri hai.agar knowledge na ho to nuqsan ka samna krna parta hai..forex join krne se pehle chahiye ke use ke bare main kam se kam basic aati hn.wese kisi bhi business ko start krne ke lye us ke bare main janna bht zaruri hota hai.
       
      • #183 Collapse

        yes sir me ap se agree hu or me ye manta hu k lack of knowledge is very bad and harmful thing on forex trading and i think all peoples have to learn whole forex trading so they can earn some good income here..
         
        • #184 Collapse

          jee han bilkul theek knowledge hona bohat zaroori hai without knowledge app kuch nahi kar saktey koi bhi kaam karney sey pheley app ko us kaam ki knowledge hona bohat zaroori hai
             
          • #185 Collapse

            guys guys Forex trading business mein dono he bhot important hai lack bhi aur knowledge bhi.Forex trading business mein aik achi trade kerne k liye humare pas knowledge aur luck dono ka he hona zarori hai.
             
            • #186 Collapse

              forex ek aisa business h jis m apny knowledge r experince se achi trading kr sakte h bina ap knowledge r experince ke kuch ni hasil kar sakte h sirf loss ke is liya jb new log is m kam karte h tu kam knowledge r kam experince se loss hi uthte h r blame is business ko karte h un logon ko chahiy ke iski practice kary tui tb wo kuch hasil kr sakte h.
              • #187 Collapse

                in forex lack of knowledge hna achi bat nhi kun kay yhan pr ap ki knowledge and ap ka experince p ko earning day rha hota ha
                knowledge ka hna yhanbhut he zaroori ha other wise wohi loss ka smana ho jata ha
                • #188 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                  forex trading me boht se log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya krty hen ,our wo bad me forex trading ko blame krty hen or trading ko chor dety hen in reality fprex trading ek asa business hai jis me ap raato rat ameer ni ho skty ,, ap ko effort krni perti hai ..
                  bhai wo acha kerte hen k forex trading chor dete hen, qn k agar wo na choren to Again Nuqsan uthain ge, wese to trading me insan ko apni galtiyon se sikhna chahye, lekin kai log bar bar kerte hen...
                  • #189 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
                    forex me new trader ko jo loss hota ha us ki weja lack of knowledge hi ha kiun k loge is trading ko ziaada easy letay huay trading start kertay han na hi koi un ki stretegy hoti ha ore na hi knowledge jis weja se un ka loss hota ha
                    Han yaar sahi baat hai kafi ese log hain jo apni investment ko jaldi loss kar dete hain kiyo ke wo lack of knowledge hote hain un ko forex ke baare me ziyada pata nahi hota....
                     
                    • #190 Collapse

                      Lack of knowledge will gives you troubles during the trade because if you have not good knowledge then you not be able to perform well and take good results from your trading, it is necessary to get knowde first and then start trading.
                      • #191 Collapse

                        Dear lack of knowledge to apko loss ki taraf he lekar jata hai koi b business ho ya phir koi b job ho apko agar forex trade karni hai tp apko isko proper learn karna pary ga tab he ap is mein kamyab ho sakty ho or apko ye business mein suit kary ga....
                         
                        • #192 Collapse

                          Dear kisi bis business main successful honay kay liye knowledge bohat zroori hay . Forex Trading main aap tab atk successful nhi ban skty jab tak aap kau pass proper knowledge aur experience na hoo. Forex Trading ko learn karny kay liye Forex-pak aik bohat hi informative source hay .
                          • #193 Collapse

                            Lack for knowledge se hi log apni na sirf investment zaya krte hain balke forex jese ache moke ko bhi zaya krte hai or un logon ki self confidence ko bhi thees ponhacti hai or woh kisi bhi kam ko confidence se nahi kr pate.
                            • #194 Collapse

                              yes forex mai effort k bagair hum agay nhe barh sakty hain,forex mai lack of knowledge ki waja say he hamain nuqsan hota h is liay hamain is point par tawajjo ki need hoti h
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                asal main is main wo log zaida lose uthate hain jo forex ko paise banane wali machine samjhte hain aur wo forex ko bghair sekkhe enter ho jate hain aur jab lose ho jai to phir forex ko hi bura bhala kehte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X