lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    sahi kaha aap ny logon ko wo business chahye hoty hain jis say wo jald ameer ho jain likan jis sy aap jaldi yani raaton rat ameer ho jai wo haram ka paisa hota hain . ager aap trade kareen gay to ess maon loos bhi hai or proft bhi es main aap ratoon rat ameer nahi ho sakty
    Azadar Morai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      Forex py lack of knowledge sy kam nhi chalta balky loss ho jata hai or koi fida nhi hota so es ko sub sy phly learn kro or knowledge hasil krain about forex trading market then ap apny real trading account ko handle kr skty han without knowledge es ko hm kbi nhi kr skty.
      • #198 Collapse

        knowledge bht important part hai hmari life ka jb tk hmain knowledge nhe hoga tb tk hum koi bhe kam nhe kr skte or na he sekh skte hain is liye knowledge is very important in our life.
        • #199 Collapse

          sae bat hai. kisi bhi kam ko krne se pehle mukammal knowledge hona chahiye us k bare main. jb apke pas knowledge proper hoga to ap kbhi loss nhi uthao ge.
          • #200 Collapse

            ap ko forex trading may zada sy zada earning karny k liya app ko forex trading k bry may knowledge hasal karna ho ga koe b insan asa kamyab nahi ho sakta hay bigaar exprinc k or jo sochtey hay k mari qismat bhot achi hay may forex trading may loss nay karva sakta hon to ya galt hay forex trading may kamyab honey k liya app ko knowledge ki zarorat hoti hay
            • #201 Collapse

              jee app sahi keh rahay hain ager app kisi business main invest karna chahtay hain to app ko pehle uski knowledge gain parti hai us ko samajhna parta hai without knowledge app us business se benefits haasil nahin kar saktay.
              • #202 Collapse

                G han dear brother forex main lack of knoweldge walo ki zrourat nai wo sirf forex main los kar sakty han es k elawa unka kam nai ha
                • #203 Collapse

                  forex me loss ki 1 bare wajah hai he yahe hai k logo k pas knowledge ki kami hote hai aur wo trade k lia chal partay hain
                  • #204 Collapse

                    forex mein knowledge bhut ziada important hai kyun k agar humara pas forex k knowledge nahi ho ga tu hum forex mein kabi bhi success full trader nahi ban skta hain . forex mein jis k pas bhi knowledge hota hai tu wo bhut ziada success full ho jata hai aur iss business mein wo bhut ziada earning bhi karta hai iss liya knowledge k hona bhut zaroori hai.
                       
                    • #205 Collapse

                      i think so that loss ki main waja hi lake of knowledge hai forex mein kaam karney k lye bohat zaroori hai knowledge without knowledge you can't do any thing from any where ..
                         
                      • #206 Collapse

                        ywr forex trading me boht se log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya krty hen ,our wo bad me forex trading ko blame krty hen or trading ko chor dety hen in reality fprex trading ek asa business hai jis me
                         
                        • #207 Collapse

                          dear sir me to kehti hun k forex ko lack of knowledge walun ki koi zarurat nhe hai balke is me knowledge or experience walon ki zarurat hai q k hum experience or knowledge k baghair kuch bhi nhe kar sakte hain jis k pas experience or knowledge ho who kamiyab hai is business me...
                          • #208 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            forex trading me boht se log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya krty hen ,our wo bad me forex trading ko blame krty hen or trading ko chor dety hen in reality fprex trading ek asa business hai jis me ap raato rat ameer ni ho skty ,, ap ko effort krni perti hai ..
                            forex main wo hi trader successful hy jo lack of knowledge hy kyn k forex aik darya hy is main wo hi swim kr skta hy jis k inder achi ability hoge kyn k yei boht hard working kaam hy
                            • #209 Collapse

                              Knowledge ki kami ki waja se forex trading mein ham log real mein acha profit bana sakty hain agar hamary pass acha knowlege ho ga tu ham acha profit bhi earn ker sakty hain yeh sb knowlege per bhi depend kerta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                forex k business mei experience ka factor ziada matter karta hai.lack of knowlege or jald bazi se nuqsaan b ho sakta hai. is kaam ki soojh boojh k bina success namumkin hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X