lack of knowledge
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    app bilkul sahi kah rhe ho kah lack of knowledge ki waja sa hum zada profit earn nhi kr pate hain and balke loss kr lete hain aur app ki baat yeh bhi sahi ha kah hum raat o raat ameer bhi ho skte hain aur gareeb bhi depend krta ha kah app kis mind ka bande ho zada greed ki waja sa gareeb ho bhi skte hain....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      bhai knowledge ki kami ki waja se hum ko forex me loss ka saamna karna par sakta hai or knowledge hasil kar ke hum is business ko join karen to is se pehly hun is ko learn kar len to hamare lye acha rahe ga or hum trading ko seekh kar karenb ge to loss se bhi bach payen ge ...
      • #153 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
        forex trading me boht se log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya krty hen ,our wo bad me forex trading ko blame krty hen or trading ko chor dety hen in reality fprex trading ek asa business hai jis me ap raato rat ameer ni ho skty ,, ap ko effort krni perti hai ..
        Bilkul aisi he baat hai forex trading main kamyaab hony kay liye humen bhut ziada effort karni parti hai aur koi bhi iss main raaton raat ameer nahi ban sakta so iss baat ko zehn say nikal den aur hard work shru kar dena chahiye.
        • #154 Collapse

          bro i agrree eith u forex main kafi log apna time wast krty han q kay unhen is ki knowlege nai hoti aur apni investment zaya kar bethty han
           
          • #155 Collapse

            ji han is baat par main yehi kehna chahta hun kay apko pehle chahiye kay apni knowledge ko itna improve akrlen kay forex main trading kay kaabil ban jaaen phir ap kaam start karen apna
            • #156 Collapse

              dear sir apki bat bilkul theak hai log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya karte hain,me to kehta hun forex me experience or knowedge wale trader ki zarurat hoti hai yehi waja hia k jab loss hota hai to forex bilkul bura bala na kahen balke dil laga k iska mukabla karen q k hum jo bhi kam karte hain humen usme nuqsan bhi hota hia or profit bhi hota hai...
              • #157 Collapse

                lack of knowledge ap kay liye acha nahe hay kyun kay zyada se zyada knowledge hoga tou he ap ki success hogi forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
                • #158 Collapse

                  dear forex trading business me knowledge ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani se knowledge ki bina par forex trading busines se unlimited profi tearn kar sakte hain aur forex trading aik asan online profitable business hay.
                   
                  • #159 Collapse

                    forex trading main app logo ko khabe be depend nahee karna chayee ho saktha hian app k luck si app ko koch time k ley is main app logo ko profit ho saktha hain . par har time nahee hogha tu app logo ko chayee app forex main expereince ko hasil karo forex main app khod ko improve kari thab he app is main ek acha bonus bana sakty ho
                       
                    • #160 Collapse

                      forex main jo koi bhi lack of knoweldge ke sath enter hota hey woh is main kabhi bhi achi trha se kamiyab sey kamiyab nahin ho sakat hey aur is main always woh fail hi hota hey.
                       
                      • #161 Collapse

                        there is no doubt that with knowledge of forex and experience you can really enjoy this business in very true way therefore we should give the time to learning than trading without any experience
                        • #162 Collapse

                          Salam Friends, :rolleyes: If you are new at forex trading, and not have that much experience, you should invest little and after gaining enough experience you should invest more, enough experience and proper knowledge is necessary for forex trading.
                           
                          • #163 Collapse

                            ji bat ye hai k hum es mein knowlge hona zarori hai bena know k kya hoga kucnh hoga es liye ye buaht zarori hai or han agar nh hoga to phr loss ho jaye ga........
                            • #164 Collapse

                              Knowledge is the most important in the forex trading and without getting the great knowledge and we cannot do anything also we cannot get the success in the forex so we have to get the great knowledge fist for doing the successful trading.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                yes you are right is kam ko shuro karney sey pheley bohat zaroori hai k appko is kam ki puri knowledge ho wrna app yeh kaam nahi kar saktey appko loss hi loss hoga aur phir app chordogay yeh kaam islye zaroori hai k app practice karen aur knowledge get karen
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X