lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    lack of knowledge lead u to the loss is the principle made by me which is very effective if we bother on it and put our efforts to learn more and more to trade well and earn much..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      ap ki bat kafi had tak theak hai bht sy lofg Forextrading main yeah sochty hain k bht jaldi ameer hojaye gy lkn Forex trading koi bucho ka kheal nai hai is main bht mehnat aur tawaja chiaye hoti hai tub ja k ap apny apko set kar paty ho k us kam ko karain gay to hamain loss ho sakta ha , chay wo forex trading ho ya koi ar business, islayia hamain chayia k ham us kam k matalik knowledge zuroor hasal kar lain jisko ham karna chaty hain.
      • #633 Collapse

        Brother may app ki tamam batoon say itifaq karta hoon kay information ko collect kar kay knowledge ko barhana script kay baray may study karna aur technical fundamentals kay saath market direction aur trande ko nazar may rakhna bohot zoroori hai.
        • #634 Collapse

          Forex trading ki is working main loss ki bary reason lack of knowledge ha logo ko yaha trading ki knowledge or experience nai hota lakin pher be wo is working main trading start kar daity ha so is liya uny starting main he big loss ho jata ha jis say wo dis heart ho jaty ha so trading chor daity ha.
           
          • #635 Collapse

            sara wo to aap ne suna hoga "little knowledge is dangerous thing" yeh kisi ne theek hi kaha ke kam maloomat ap ko mushkill mein dal deti hai aur forex mein aap ke pass ager full knowledge nahi hai to ap ke liye forex bekar hai.
            • #636 Collapse

              forex main knowledge main element hai es k begair ap kuch nai ker sakte ye success k liay bohat aham aur zarori ha jo different ways say hasil kia ja sakta ha like net searching,getting information from your seniors and also with other ways.lack of knwledge ki waja say sometimes aap ko difficulties bhi ho skti hain
              • #637 Collapse

                Bhai kisi bhi trade ko karney se pheley us ki knowledge hasil karni chiye us ke bd us mai experince gain karna chiye us ke baad us ki earning hasil karni chiye khas tur par forex mai .........
                • #638 Collapse

                  ham kisi bhi haal ma forex trading ko blame nai kar skta ku ka ye aiek sacha or acha kam ha jo haman sai profit data han kvh log huta han jnko knowledge nai huti kam ki or real pa start kardete han jo ka galar ha is sa bht sari galtiyan huna ka andesha huta ha or ham bilkul bardsht nai kar skta .or we can not blame forex trading .
                  • #639 Collapse

                    bilkul sahi kaha aap nay... forex trading eik risky business hai or is main kaam karnay kay liye kaafi knowledge chahiye hoti hai... tabhi aap trading achi tarah say kar saktay ho... or profit bhi kama saktay ho...
                    • #640 Collapse

                      Ya bhot se log hote ha jo sahi tareeqe se knowledge gain nahi karte ha aur loss kar dete han aur sara ilzam forex ko dete ha asa nahi karna chiye aur apni mistake ko bhi analiyse karna chiye
                       
                      • #641 Collapse

                        ji han apki bat sahe hay forex per agar koi bhee nakam hojata hay to woh forex ko scam ya fraoud he kehta hay lekin asal mein apni he mistake ki waja say loss hota hay.kiu k jo market or up down ap k pass chal raha hota hay wahe same aik kamyab trader k pass bhee chal raha hota hay.sirf fark yeh hay k woh apni knowlage ki waja say profit earn karta hay.or apko loss hojata hay.apki kam malumat ki waja say,
                        • #642 Collapse

                          bhai forex trading kay business main agar app kay pass knowledge kam hai tu pehlay ko learning karkay knowledge leni bauhat zarori hai knowledge agar app kay pass kam hogi tu app is business main kamyab kabhi bhi nahi ho saktay is liye knowledge hasil karnay kay liye bauhat learning karni parti hai jo kay is business kay liye bauhat zarori hai warna app ko bauhat ziada loss hoga
                          • #643 Collapse

                            Forex mein lack of knowledge buhat harmful hai koi bhi trader proper knowledge k bina Forex mein success hasil nahin kar sakta, Forex mein achi earning k liye achi knowledge ki buhat zarorat hoti hai agar ap ki achi knowledge ho gi to ap ki earning khud ba khud achi hogi.
                            • #644 Collapse

                              G han my dear brother. apny belkool theek kaha. log is business mai chahtain hain kai ratton raat bina mehnat kye amiir hojaye. na tn woo study kertay hain. na he practise kertay hai. or naa he knowledge theek sai hassill kertay hai or trading kerna seru ker dety hai jiss sai unhe loss hojata hai and then woo forex ko blame kertay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                In Forex Trading Field you can lose all of your investments just because of lake of knowledge so always gain full knowledge about forex then you can participate in real trading and then you can easily earn alot of benifits through forex trading business and will be a goodand expert trader
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X