lack of knowledge
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Forex is a good money making business.forex me lack of knowledge walon ki zaroort ni hy yhn experience walon ki aur knowledge walon ki zaroort hy mre bhai tbi ap yhn reh.good luck.............................................. ................
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      Jee bilkul koi bhi kaam start karney sey pehley humein uski achi tarha knowledge gain kar leni chahiye . Aisa karney sey hum apney kaam pey acha focus kar payen gey aur hopefully acha profit earn kar saken gey.
      • #663 Collapse

        yah u r right forex me trading ke lye hamare pas acha experience hona knowledge aue achi skills hona chaye jb hi hum ek achi trade kr saken ge aur agr hamare pas lack of knowledge hai to phr hum acha profit earn nae kr pae ge aur loos kr dete hai phr apni sari investment zaya kr ke trading chor kr forex ko blame krte hai tu ye buhut galat hai
        • #664 Collapse

          bhai knowledge ki kami ki wajah se he log mar kha jaty hain forex me mujhe lagta hai ke is forum ka faida hasil karte hue hum ko yahan se seekhna chahiye or is se jitna mumkin ho sake earn karne ki koshish karni chahiye
          • #665 Collapse

            bilkul shi k ye forex men lack of knowledge ki waja se log apni investment zaya karte han par iske kch faide bh han
            • #666 Collapse

              forex traing k leye knowledge ka hona lazmi hai es k bagair tu ap ko loss hai es ki markets bohat he pecheda hai jis ko samaj pana mushkal hai es k leye experience ki zarorat hai
              • #667 Collapse

                ap ki bat kafi had tak theak hai bht sy lofg Forextrading main yeah sochty hain k bht jaldi ameer hojaye gy lkn Forex trading koi bucho ka kheal nai hai is main bht mehnat aur tawaja chiaye hoti hai tub ja k ap apny apko set kar paty ho lazmi ha agr ham bagair ilm k us kam ko karain gay to hamain loss ho sakta ha , chay wo forex trading ho ya koi ar business, islayia hamain chayia k ham us kam k matalik knowledge zuroor hasal kar lain jisko ham karna chaty hain.
                • #668 Collapse

                  sahi kaha appne forex treding main log appni qeemti investment sifr appni lack of knowledge ki waja se zaya kerdete hain ager wo forex main kamyabi chahate hain to knowgele ko appni main power banay
                  • #669 Collapse

                    ap ki bat kafi had tak theak hai bht sy lofg Forextrading main yeah sochty hain k bht jaldi ameer hojaye gy lkn Forex trading koi bucho ka kheal nai hai is main bht mehnat aur tawaja chiaye hoti hai tub ja k ap apny apko set kar paty ho ziyada losses ho sakte hain . i think trading krne k liye trading ko understand karna bohat zaroori hai lack of knowledge se humein lost hota hai .
                    • #670 Collapse

                      knowledge or experience ya do boht important chezy han ager in ma sa app k pas aik chez bhi kam ho to app kisi business ma success ba asani hasil nahi kar saktay, forex trading ma bhi app ko kamyabi tabhi hasil ho sakti ha jub app k pas proper knowledge ho or expereince bhi.
                      • #671 Collapse

                        Lack of knowledge is very dangerous thing for a forex trader.. because ek trader ki mostly trading uske knowledge pe depend kerti hy.. so knowledge ke baghair trader kabhi successful nahi ho sakta
                         
                        Dont Spam The Forum.. ..

                        :(I hate Spammers..:(

                        ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                        • #672 Collapse

                          ji han ap ki baat 100% correct ha.aksar log forex koy bager jane start kar dete hain.or jab loss hota ha tu kahte hain k forex thek business thek nhi.but forex pe kam karne sy pahle is ki knowledge ka hona sab sy pahle rule ha.agr ap rule hi follaw karo ge tu ap profit ki kesy umeed rakh sakte ho
                          • #673 Collapse

                            Asslam O Alaikum han gee forex trading kay business may lack of knowledge ki zaroorat nahi ha balkay experiwnce walon or knowledge ki zyada zaroorat hoti ha....its my opinion
                             
                            • #674 Collapse

                              Forex trading me success k liye zaroori hay k ap k pass forex trading ka zaroori knowledge mojood ho, Forex knowledge k bagher trading krna apni investment zaya krna barabar hain , jis k pass lack of knowledge hota hay to iska matlab he is 99% loser in forex trading.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                g han aap ny bilkul sahee kaha ha aksar logon ka idea yeh hota ha k forex trading my wo kaam kar k roto raat ameer admi ban sakty han . yahee bad gumaan un logon ky ley nuksan ka sabab banta ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X