lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    forex trading agar aadmi ke pass knowledge hai to uske pass ek achcha experince ka bhi hona bahoot zaroori hai aur live trading ke time market ke news dekhkhe trade kare koi over confident me trade nahi kare aur nahi jada kamane ki lalch me koi trade kare warna loss ke bhi jada chance honge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      agar ap forex main kam kar rahe hain to ap ke pass forex kai bare main sahi knowledge honi chahie kun ke knowledge ke baghair ap forex mian trading nahi kar sakte
      • #813 Collapse

        G han mere bhai aap ne theek kaha hai mai aap ki baat se agree karta hun logo k paas forex k baare mein information kum hoti hai is ka knowledge bhi kum hota hai jis ki waha se un ko loss hota hai aur wo forex ko blame karte hai is mein forex kiya kar sakti hai is mein wo log hi kamyab ho sakte hai jo is k baare mien learning karte hai aur is ke practice karte hai.
        • #814 Collapse

          knowledge kim kami sy aap forex mn kuch ni kama sakty jitna zyada tajarba or ilm utnaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaa hi profit
          • #815 Collapse

            Yes I totally agree with that kay ap b tk profit nahe kma sakty jb tk apkay pas knowledge na ho apko trading ka fudamental and techniqal analysis ka na pta ho ap earn nahe kar sakty hain.I s kay proper training bht zaroori hay..
            • #816 Collapse

              trading me luck ka koe talq nahe he agr ap luck ko use kro gy to forex me earning nahe kr skte he es le koshash krna chaye ky luck ko chore kr agr ap experience ka mind me rak kr work kro gy to bahoot ziada earn kr skte ho forex se es le try kro ky work kya jy aor samja jy os ky bad trading ke jy
              • #817 Collapse

                Lack of knowledge can be causes of facing loss, if you are new in trading business so i will suggested to you that first enhance your knowledge and skills and than enter in live trading for earning money, it can be very good for you and you can earn profit as well.
                   
                • #818 Collapse

                  lack of knowledge loss any ka sab sy bara zarya hy is sy hame boht he loss a jata or hum pta nahin kya kya sochty rehty hain......
                  • #819 Collapse

                    raaton raat ameer honay ka khuwaab dekhna bhi nai chaiya sirf aur sirf mehnat aur lagan se kam karnay k bd hi aap ameer ho saktay hain lekin agar aap ki lalach itni ziada ho gai k aap k karobaar ko nusaan sdenay lagay tu samajh jai aap ameeri k khuwaaab dekhnay lagay hain aur yeh aap k liay bhuhut nuqsan deh ho sakta hai.
                    • #820 Collapse

                      lack of knowledge k sath hum ko kabhi b trading nahi karni chahey bus khud he kam karna chahye jiss say hum ko faida ho ga aur hum asani say he kuch hasil kar sake gay is ko hum ko samjhna hota hai aur kam karna hota hai.
                      • #821 Collapse

                        dear friends mein samajta hoon k agar kisi banday ko is forum k baray mein knowledge na ho aor wo is per kaam kar rha ho to may b k wo earning bhe karay but ye bhe ho sakta hai k oska account bhe block ho jaiy
                        • #822 Collapse

                          • #823 Collapse

                            bilkul ji ye totally aap ki knowledge pr depend krta hai k aap trading ki jitni hosake best se best knowledge hasil kren taake aap is business me success hasil krsken and be practical and positive hmesha negative sochna k hmein loss hojaega ye beqar hai time waste hai tou aesa krne se aap aik bht achi opportunity miss krjate hain.
                            • #824 Collapse

                              G ye bat to sahi hy yahn boht sy user bl ky me khud bhi apny ap ko is me shamil karun gi ky lack of knowledge ki wja sy mar kha jaty hn ku ky me new hn or mjhy abhi tk is business ky bary me zaida guid ni mil ski hy jo mjhy loss ki traf ly ja skti hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                Ziyada ilam honay k bawajood b mistakes nai honi chahiya mistakes us waqat hoti hain jb insan greed karta hai lalach karta then loss hota hai hm ko soch samaj k trading karni chahiya takay hm ko loss na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X