lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1906 Collapse

    lack of leraning say kam karna kafi risky sa hota hay kun kay jab humain is main agr success hasil karni hay to demo ki base say hi kam karna ho ga low risk main agr kam karty hain to loss ho skata hay knowledge ki base say market ko use karna ho ga demo ko use karty hain to trade main achi earning hasil ho sakay practice must hoti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1907 Collapse

      knowldge ho ga tab hi hum is forex main sucess hon gay aur hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi aur knowldge ho ga tab hi hum achi planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is main loss kam ho saky ga aur earning ho saky ig
      • #1908 Collapse

        Forex trading men loss or profit dono AK sath chalty hen agar hamen success Hona hy to iskilie hamen ziada ziada mehnat Karna hoge hamen is ke bary men knowledge hasil Karna books ki read Karna hoga demo men ache se prectic karna hoge tab ja ke ham good trader ban skty hen or Forex men Kabhi ham ko lalach nai Karni chaie
         
        • #1909 Collapse

          Bilkulbhai Jan men apki bat se agree karta hon ke lack of knowledge hamre lie bri mushkill paida Kar Sakta hy is se bachne kilie hamen ziada se ziada knowledge hasil Karna hoga or jitna ziada knowledge or experience hoga itna hamen hi faida hoga ziada tar log apna account wash Karwa bhetty hen or is ki waja ye hi hy lack of knowledge na to knowledge hota hy or na hi in ke pass experience
           
          • #1910 Collapse

            Lack of knowledge se Insan apna hai loss karta hai Jab aapke paas knowledge nahi hota tab aap sahi tarah se koi kaam nahi kar paate Jiski wajah se aap uska main kabhi kamyabi nahi hote aur Apna Hai nuksaan Karte Hain Forex trading maybe aap Agar lack of knowledge hai to aap apna nuksaan Karenge isliye Apne knowledge ko complete Kare aur uske baad Phir Forex trading Mein Kaam Karenge aap ke liye Jyada achha rahega
            • #1911 Collapse

              agar humary pass trading kay bary main knowledge kam hay to hum market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh apny knowledge ko enhance karen ta keh market main achi earning kar sakty tab he humari trading achi aur safe ho sakti hay esmain sahi say focus kanr achahiey
              • #1912 Collapse

                Aslam o alikoum dear brother main y khata hu kay phly aap forex trading kay bary main knowledge hona zarori hai es laiy ess ke taleem hasil krain aur luck ka faisla Allah per chor dain
                 
                • #1913 Collapse

                  yes dear aap ki baat sahi hay kay bohat say log knowledge kay baghair forex star ker daitay hay or phir loss kerwa laitay hay or phir wo blame keraty hain is business ko kay ye kharab hay ya phir ye sab fraud hay to is may ghalti sara sar unki hoti hay
                  • #1914 Collapse

                    Forex mai zayada tar loss hota be lack of knowledge ki waja say kiu k buhot say log forex ko join kar daite hai bena koi proper study k aor eske sath sath wo direct real trading be start kar daite hai jo taqreeban suicide ki tarha hote hai last mai jab wo kafe loss kar daite hai tu onko realise hojata hai k ye sab lack of knowledge ki waja say ho raha hai
                    Zuhaib9988 Trading journal
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                    • #1915 Collapse

                      bhai luck or knowledge man sy zuada important knowledge hota hai is luy hum ko luck pe depending nhi hona chaye hum ko knowledge hasil krna chaye tb he hum kamyab trader ban skty hain
                      • #1916 Collapse

                        agar hum knowledge ko enhance kar kay kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway he kam karnay main faida hota hay tab he hum esmain safe earning kar sakty hay humay khoob time daina chahiey es business main tab he safe earning kar sakty hay
                        • #1917 Collapse

                          market main knowldge hsail kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karny k kabil hon sakty hain so hamain learn kar k hi trade karna ho ga tab hi hum sucess hon gay
                          • #1918 Collapse

                            market main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur experiene hasil kar k hi hum real main treade karein gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur profit hasil karein gay
                            • #1919 Collapse

                              agar hum forex trading main knowledge ko enhance karty huway trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say es business main time daina chahiey tab he hum market main achi earning kar sakty hay es business main money management karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1920 Collapse

                                market main knowldge ho ga tab hi hum is forex main sucess hon gay aur hamain market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky gi aur market main loss say bach sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X