lack of knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1891 Collapse

    Mere khayal main knowledge ke saath saath experiene bhi utna hi important hai is lie ham ko chahie ke hamain donon pe tawujo dain aur har waqt market ke saath in touch rahain aur forex experts ke taziaat ki study karain takeh ham apnay business main up to date reh sakain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1892 Collapse

      Bilkul dear ap ny bilkul thik kaha r mn ap ki bat sy agree karta hn k bht sy log forex ko seekhty ni r na hi experience gain karty hn r bad mn loss hony pr forex trading ko blame karty hn k ye acha business ni.agr har banda jo forex mn ata ha wo proper seekhy to usy profit zaroor hoga.
      • #1893 Collapse

        lack of knowledge say kam karty hain to humain hard work kar kay achy say ana ho ga is main knowledge hasil karny kay liye humain kafi pracctice karna ho ga ta kay market main maloomat mil sakay knowledge ki base say hi kuch hasil hota hay market ko samjhny say hi humain trade ki learning or earning hasil ho sakti hay k profit ho sakay
        • #1894 Collapse

          agar hum forex trading main knowledge ko enhance kar kay trading karna humari bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain demo account par ziada say ziada practice kari chahiey kyun keh ziada practice kar kay humari trading achi ho sakti hay aur humay esmain seekhnay kay amal ko jari rakhna chahiey
          • #1895 Collapse

            bahi as kay laya ap kay pass bhut sa knowledge huna b zoarori hi ager ap kay pas as ka ni hu ga to ap ko kasy pata lagy ga kay yanh kam kasy karna hi as lay mary bahi as ki ap ko video ya yanh jo achy trading waly log hi an kay comment paher saktyhi awer yanh post kar kay b poch sakty hi
            • #1896 Collapse

              agar hum kam knowledge kay sath trading karen gayy to humari trading esmain theak nahi ho sakti so humay chahiey keh esmain knowledge ko ziada say ziada enhance karen kyun keh tab he humari trading behtreen ho sakti hay aur hum market main achi earning bhi tab he kar sakty hy humay sahi say time daina chahiey
              • #1897 Collapse

                trader ko knowledge markt ka ho ga to trader ko profit hota hay aor trader ko trading main blame ni krna hota hay trader ko forex trading business ki reality ko smjhna hay aor trader ko forex trading main raato raat ammer nhi ho sakta hay aor trader knowledge sy trading main profitable trade krta hay ar trader ko trading main earning hoti hay
                • #1898 Collapse

                  agar humara knowledge acha to he hum forex trading main achi earning kar sakty hay ye business humary liey bohat acha hay humay chahiey keh esmain khoob achy say time dai kar focus kar kay trading karen ta keh esmain achi earning kar saky ye business sab kay liey achy chance mahaya karta hay
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #1899 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                    forex trading me boht se log lack of knowledge ki waja se apni investment zaya krty hen ,our wo bad me forex trading ko blame krty hen or trading ko chor dety hen in reality fprex trading ek asa business hai jis me ap raato rat ameer ni ho skty ,, ap ko effort krni perti hai ..
                    Ji Bhai aapki baat bilkul theek hai Forex Mein taqreeban 90% traders Aise hote hain jinko loss hota hai aur is Ki Sabse Badi Bazar Yeh hoti hai ke woh traders trading ke baare mein knowledge kam rakhte Hain
                    • #1900 Collapse

                      G haan dear ap bil kul thek keh rahay ho aksar log trading start kr detay hain baghir knowledge k phir jb unko loss hota ha to wo forex pay blame krtay hain yeh sra sar ziyati ha. Jb tak apko forex k baray acha ilm nai a jata tb tak forex na he krain to behtar ha
                      • #1901 Collapse

                        main ap ki bat sy bilkul agree hon bro.. forex main loss is wja sy hota hai keh jb new traders forex ki basics learn kiye baghair trading start kar dety hain.. aur lot size account ki worth sy ziyada use karty hain. ziyada sy ziyada profit earn karny k liye..is wja sy un ka account wash ho jata hai aur phir forex trading ko blame karty hain
                        • #1902 Collapse

                          is main knowledge ki base say kam karna hota hay kun kay market main kam karty hain to hi kuch hasil kar sakty hain is mani dmeo ko use karty hain to aysa hota hay kay market ko use kay liye humain kafi practice karna hota hay is main hard work ki base say ana ho ga kun kay hard work karny say hi humain kuch knwoledge mil sakti hay
                          • #1903 Collapse

                            agar hum knowledge ko enhance kar kay kam karen gay to he hum forex trading main kamyab kar sakty hay humay chahiey keh forex trading main theak say focus karen kyun keh theak say focus karnay main he hum kamyab earning kar sakty hay esmain knowledge ko enhance kar kay kam karnay main he faida hota hay
                            • #1904 Collapse

                              Lack of knowledge se Insaan Forex trading me success Hasi nahi kar sakta success Hassan karne ke liye aapko apna knowledge complete karna hoga aur maximum Apna experience ko increase karna hoga Yeh Sab aapki practice se possible hai otherwise of Forex trading Mein Kabhi success Hasi nahi kar sakte
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1905 Collapse

                                lack of leraning say kam karna kafi risky sa hota hay kun kay jab humain is main agr success hasil karni hay to demo ki base say hi kam karna ho ga low risk main agr kam karty hain to loss ho skata hay knowledge ki base say market ko use karna ho ga demo ko use karty hain to trade main achi earning hasil ho sakay practice must hoti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X