importance of take profit in forex trading ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    importance of take profit or stop losss mey mey yahi kahuu gaa key aisa hy ekey ap agar stop loss or take profit lagaye gey tho aap ko hee is kaa silla miley gaa yaani loss meykami ki soorat hii stop loss hota hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      ger aap ne koi trade open ki ha ore aap live view nai ker rahay to aap zaroor market trend ko observe kertay huay is tool yehni take profit ka use kerain ta k jab aap ki trade profit me aey to aap trade close ho ore aap ka profit save ho jaaey
      • #813 Collapse

        salam bhai jan ... janb har koi apni zarort ko0o pora karny k liy fire fox k join karty ha .. iss wo0o apni wo0ozarort pori karty ha jo0o apni life main dosri job kar k pora nai kar sakty Q k us k ,liy bjot time chay hota gha jo0o dosri job's main mushkil ha ...
        • #814 Collapse

          according to my view ma ye samjta ho k forex trading business ma take rofit money management k liya b zarori hai or wase b zarori hai kiun light ka masla ya koi b masla ban jye tu tension na ho.
          • #815 Collapse

            my dear trading karne me take profit aur stop loss to use sahi rahta hai. Par mai trading me stop loss lagana thik nahi samajhte hai. Kyoki agar stop loss kagate hai aur trade dhere dhere close hota rahega aur apka capital kam hota jayega.ye wo reason hy jis ma theek ni smjhta
            • #816 Collapse

              tools use karte ho to ya ap k liye sahi hai ap is tarah say is main kisi be ga ho ap k take profit ko hit ho to ap ko profit hasil ho jaye ga money mein bhi utni he zuri hai jitni k baqi kamo k loia so money mangement ka use krna its good.
              • #817 Collapse

                ap k thread topic me oor post me kafi faraq he yaar topic app ne take profit ka lika he oor nechay app money managment ko define kr rahay he ye dono different cheezay he oor apni apni jagha pr dono ki apni improtance he lekin jaha tak money managment ka sawal he tho perfect traders money managment ki khas parwa nahi rakthay ye newbies k laya bohot zaroori he
                • #818 Collapse

                  meray bhai hum Pakistan mein rehtay hain aru yahan per loadshading bohat ziada hoti hay is liay ager aap ki trade k doran light chali jaaiy to take profit bohat kaam aati hay kyoon k profit honay k baad aap ki trade khud hi cut ho jaaiy gi
                  • #819 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                    money management forex trading me boht useful cheez hai ,, money management k beghair ap ek achty trader kbhi ni ban skty ,, ap ko apni har trade me money management krni chayay , ec trhan ap ka capital save rahta hai ..
                    take profit kay bagair to kam kbi nahe karna chaheyey agar ap take profit kay bagair kam krayn gay to iss ka ap kay account ko nuqsan ho sakta hay yani agar market buhat down ja rahe hay aur ap nayn take profit nahe lagaya or ap ka mini account hay to ho sakta hay ap ka account zero ho jay
                    • #820 Collapse

                      dear dost her kam ma profit bhot zayda achi hota hai or per forex ma profit ho hota hai jo apna kamya hota hai or os ko withdraw kar sakta ho wo profit hota hai
                      • #821 Collapse

                        Asslam-o-Alakum yes my dear brother Forex trading main take profit ki bohat importance hai hum computer per bathne ki bjay take profit lga ker hi apna profit hasil ker late hain.
                        • #822 Collapse

                          ma to demo par practice karnay ko impontienc da ta ho ku ka is par kam kartnay sa ap ko kam ka pata chal jata ha demo is the best practice
                          • #823 Collapse

                            Forex trading main take profit ko bohat eham samjha jata hay agar hum market par avaible na ho aur market us level say wapas murr jaye jahan hum nay trade close karni the tab hum eski value pata chalti hay.
                            • #824 Collapse

                              g bhai jaan apne bhot he ache baat kahe hai and mai b ap say agree karta hu waisay forex mai humay profit ki ziyada importance hasil hoti hai issi ki waja say humay idia hojta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                yeh tu bht achi cheeez hai app is k beghair trade bhi na karen yehyeh use karna app ka profit lock kar deta hai or ap ko apne computer k pass bethna bhi nahi parta is k sath stop loss ko bhi lazmi use karen yeh bhi app ko kafi help karay ga
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X