importance of take profit in forex trading ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    precious ager aap ne koi fish trade available ki ' ore aap live look at nai ker rahay to aap zaroor market place craze ko notice kertay huay is actually application yehni acquire profit ka employ kerain ta e jab aap ki trade profit us aey to aap trade shut ho ore aap ka profit help save ho jaaey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      bilkul sahi kaha money managment ki madad say hum baray loss say bachay rehtay ha agar hum money managment nai karay gay to hum bara loss b kar saktay ha
      • #828 Collapse

        forex market me trading karne me take profit aur stop loss to use sahi rahta hai. Par mai trading me stop loss lagana thik nahi samajhte hai. Kyoki agar stop loss kagate hai aur trade dhere dhere close hota rahega aur apka capital kam hota jayega.
        • #829 Collapse

          daikho bhai ji is main ye hai k ap k pass 2 kism ki options hai forex main aik ye hai k stop loss jis ka maqsad hai k ap is main apny ap ko ziada loss hony se bacha skty hain aur dosra ye hai k ap is main aik limit set kr dety hain k itna hi profit mil jay to trade off ho jay is liye ap is main stoploss and take profit ki options ko use krtyhain
           
          • #830 Collapse

            hello dost pa ka sawal bhe kafi acha hai or theek bhe q k foprex main agar ap ko take profit or stop loss ka pta hai to ap k liya trading krna koi muskil nahi q k agar ap aik point choose kr lyty ho to ap ko is ka boht faida ho skta hai is liya yeh cheez achi hai....
            • #831 Collapse

              forex tarding me aap take profit ka use karte hai to aapko bahut hi security bhi milta hia islye aapko forex me har ek trade ke liye apana take profit set karna hoga aur sirf forex me aapko take profit se kam nahi hota hai aapko stop loss ka bhi sahi tarah use karna ohga to hi aapko puri security milti hai warna nahi milti hai
              • #832 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                money management forex trading me boht useful cheez hai ,, money management k beghair ap ek achty trader kbhi ni ban skty ,, ap ko apni har trade me money management krni chayay , ec trhan ap ka capital save rahta hai ..
                g bhai jan ap ne sahi kaha hai bhai jan is main koi shak nahi hai bhai jan is kam main agar ap ko earn karna hai to bhai jan ap ko knowledge ki zaroorat hoti hai agar ap ke passs hai to ap is par aram se kam kar sakte hai.
                • #833 Collapse

                  bhai jan forex trading ke andar take profit ke bhut zyada ahmiyat ha forex traind karte huwe apko kafi dyan rakhna parta ke apke profit kahen loss ho jaye to take profit wahan per istamal hota ha.
                  • #834 Collapse

                    jee bilkul sahi kaha hai kay hum money management kay bahgair aik achay trader ban he nahi saktay hain kyun kay agar money management nahi hogi humain nahi pata hoga kay kese planning karni hai.
                    • #835 Collapse

                      forex trading mein trader ko apna take profit laga kr kam krna hota he aur trading mein jb trader apne stops laga kr kam kre ga to woh trading mein kamayb ho ske ga aur woh loss ziada nhe kre ga aur kamayb ho ga
                      • #836 Collapse

                        USE OF take profit is very important for my trading system but i don't used stop loss for my trading system but when i have a floating minus on my trading account i using martingale system,..........
                        • #837 Collapse

                          take profit ki is trading mien bhot importance hai q k is se banda zyada ki lalch mien ni parta khodi hit hu jati hai jitney ka mind set huta hai utna banda profit gain kr lyta hai is lye is ki bhoot importance hai
                          • #838 Collapse

                            yes if you know the techniques of money management e.g take profit kind of techniques,then by applying them you may be a good trader earning well.
                            • #839 Collapse

                              take profit ka option optional hay yani is ko use karna lazmi nai hota but pakistan main is waqt light ka bara problem hay jis ki vaja say time per trade ko close na kia jaye to market opposite jaty hi loss hos akta hay is laye pakistanion ko chaye kay wo take profit ka use yaqeeni bnain takay prfoit hath say nikal na saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                taek profit aik acha tool hai aur forex aik real business hay yeh fraud nahi hay aap forex say bahot achi earning kar saktay hay just aap kay pass knowledge hona chayie agr aap kay pass knowledge nahi hoga tu aap forex say money made karnay mein nakaam ho jayn gayn log forex say daily good profit made krtay hay forex aik worldwide business hay aur lifetime isi liye mein forex ko ziyada say ziyada learn karta rehta hon .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X