importance of stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    dear stop loss and take profit dono forex ki boaht aham cheezain hai. q k aik admi her time computer per forex trading open kar k to nahe baith skta is lai lamzi hai k wo stop loss or take proift use karain q k market to her time move kar rahe hoty hai. is lai stop loss or take proift se wo apny order theak time per close kar sakta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      dtop loss ka tool buhut acha tool ha trader k liye kun k ic say trader ku aik set ya fix loss mil jatta ha ic say trader ka account secure rehta ha or mazid loss nae hota ha aik jaga ruk jatt ha
      • #1338 Collapse

        ayk achy trader k liya ya bhot zead zarori hota hy k who jab bhi trdading krta hy to phr us ko zeada losss ys bachana chiya kio k us ka accont b hi wash ho sagat hy zeada loss honyki waaj sy our kis k liya us ko stop loss zaror lgana chiya is sy trader agar kahi chaa jata hy ya market ko watch nai kr pata hy to agar loss my trade chali jay to phr who trade hamari us poin par khod band ho jati hy jaha patr ham ny stop loss lgaya hotahy
        • #1339 Collapse

          hamain stop loss lga k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi phar hi hum sucess ho sakty hain aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k earn ho
          • #1340 Collapse

            Blkl stoploss ik bohat zbrdst tarha kaa tools ha, tradings main kayon ky y humain bry nuqsaan sy bchaa sekta hae,or special tur pei light janey ke suraet main go nuqsaan hotaa ha, Us sy bi bchaa gaa sekta hae
            • #1341 Collapse

              Forex tradings aek bahot good karobar ha, aur main stoploss ky barey mein ni jaanta kayon ky main Forex tradings mia abhee post krta hon main nay abi tradings shuru ni ke ha, mia es mein more say more mehnet krta hon ta ky main aek successfull traders bn sakoon aur iss main ziyada sey ziyada earnings kr sakoon.
              • #1342 Collapse

                Gee hen brother apney bahot important baat kahee he her traders ko ye jannaa bohat hi important hotaa he otherwise woh to traders hi ni kehlataa kayon ky stoploss ko krana bahot hi aham hotaa he go hamin bra loss honay say bachatee he.
                • #1343 Collapse

                  dear forex trading mai stop loss k bahot sary faidy hai agar hum stop loss use karty hai to aus ka faida ye hai k humri trades agar loss mai jati hai to thory se loss mai close ho jati hai aor humra zayda loss ni hota aor agar profit mai ho to hum stop loss shift kar sakty hai.
                  • #1344 Collapse

                    Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wa barakatuh! respected members forex tradng k business main stoploss ko iak reerh ki haddi ki ahmiaet hasl ha q k stop loss k bger traging karna apni tamam money ko risk pe lgany ki mutradf hy magar sl raesonable hona chahiye
                    • #1345 Collapse

                      Bahi Jan forex trading mein stotp loss ko lazmi use krein is ki bahot zaida importance hai humein stop loss us waqt taq use krna chahiye jab taq humein loss nhi ho jata
                      • #1346 Collapse

                        bhae Forex tradings mein stoploss bohat hi powerful tools ha, jiss mein aap ko orders place kerty time apnaa loss fix kr date ha, jiss sy agar market aap sy reverse hao gai to app ko ik had tek lose hao gaa go aap na es per fix ker dia hotaa ha, jiss sy aap ko zidaa lose nahi hotaa ha
                        • #1347 Collapse

                          fx ma hamy apny belance ko save rakhny k lia hamy apni trade ma sl ko use krna ho ga tab ham fx ma kamyab ho sakty han ya ak real kam hai jis sy ham achi earning haseel kar sakty han
                          • #1348 Collapse

                            stop losse ki ahmiyat se koi bhi mukar nhi sakta kiyon k iss ki itni important hai jitni humary bodiy mien khon ki huti hai iss liye hum dil khol kr traing krnai chahiye uss k liye hume mehnat krna hu gi jo k buhat zarori hai
                            • #1349 Collapse

                              Yes 1 achay traders ky ley important ha, ky woh stoploss must istmal krtaa ha, kieun keh kiee dfa eisa hotaa ha, ky jab market mein khabarein ati ha, ha, to ous time buhut more movements hao jaati ha, agar market ap ky agaeins nikael jay aor app live tradings ky ley baithey nahe hao to ap kaa accounts khatam hao jaey gaa agar ap stoploss nahin lagayaa tuo that is why stoploss r takeprofit must istmal krain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                stop loss use karne se asal main risk management pai farqi parta hai agar ap stop loss trading main use karte ho to apki trading main risk factor kam ho jata hai aur app nedar ho k market k trend k mutabiq trade laga sakte ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X