importance of stop loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1216 Collapse

    forex trdng mein stop loss ki bahot hi ziada importance hoti hae kiunk my dear frend stop loss k sahi istemal se admi ko losses ko control karne mein bahot help mil jati hae.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1217 Collapse

      is company main kaam krny k liay kafi sari term use hot hain jis say hamara is main kaam krna asan b ho jata hia is main humy stop loss b ik good options hai jis ko hum apny zada loss say safe krty hain or apny accont ko safe krty hain
      • #1218 Collapse

        g hun jnab humre lie forex treding biznees min buhat hi zyda important hy us min humre lie stop loos kun kah is ke bina him ye buznees nahin kar sakte hyn us se him ko bahteri hoti hy
        • #1219 Collapse

          stop loss forex trading main bohat ziada matter karta hay agar hum esko use karty huway trading karen gay tabhi esmain kamyab ho sakty hay bs humay esmain pakky rehna chahiey tabhi kamyab hon gay
          • #1220 Collapse

            bhai jan stop loss ke zarye hamare barhte hue bare losses kam ho sakte hain or proper agar aap use karne ki adat bana lo ge to us se aap ko he bohat faida hasil ho sake ga trading me or aap ki trading successful ho sake gi .
            • #1221 Collapse

              stop loss is a very important tool in forex trading business. to reduce the risk of huge unexpected loss in forex trading business it is highly recommended to use stop loss in every trading.
              • #1222 Collapse

                stop lsot ko laga kay trade aik achi ho jani start ho jati hai stop lsot ko laga kay apko is bat ka hosla mil jata hai kay agar apko lsot ho ga bi tu itna hi ho ga kay jitna apki mnagement kay accoeding hai
                • #1223 Collapse

                  kiss b trader ko hamesha he stop loss ka pata hona zrori hota hai akhir stop loss kiya hai or is me kesay kam liya ja sakta hai is ko use kartay howe he hum sub kuch kar saka kartay hain isi ki badolat he her koi kuch na kuch kar panay ki chahat rakh sakta hota hai is me humara he kam hume sikha deta hai.
                  • #1224 Collapse

                    g bhai waqey he stop loss boht he ahmeat rakhta ha aur khas toor per new trader es ko zror use kry kyu kay unhy market kay bary ma zyada experience hota nhe ha aur wo es tool ki mdad se zyada loss honey se bcha lete hain to dear ma ap ko ye zror recomund kru ga kay esy zror use kiya kry. aur es se ap ki trade safe rhy gi yani ap ka acount ye wash hony se bchata ha
                    • #1225 Collapse

                      Stop loss waqye eee trade me important hota hy but isko smjhna boht muhskil, aap ko pta ni chlta k kahan tk aap ko stoploss lgana chahye, kbhi kbhar stop loss aisa hota k hmesha hit kr jata
                      • #1226 Collapse

                        G han app ne shai kaha ha hmen is business me stop loss ka use har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me kafi loss se bach skaty hain or ye aik asa tool ha jis se hm acha earn b asani se or loss se b asani se bach skaty hain
                        • #1227 Collapse

                          mery khyal sa stop loss sa to bethr ha k ap trealing sa kaam ln jo profit ko zyada oar stop loss ko km sa km kr dati ha
                          stop loss to maksos time k liye hota ha
                          • #1228 Collapse

                            Sir forex may stop loss ki bohat zeyada ahmiyyat hai is kay baghair ap log full trading nahi ker saktay hain ye zaroori hai ye us waqat kam ata hai jaba apko long loss ho rha ho is say profit kay chance zeyada ho jatay hain
                            • #1229 Collapse

                              ye bhi kh sakty hn likin stop loss or takeprofit big trade k leye laga jata ha taky agr ap computer k samny ni hn to ap ko zeya nuksan na likin jo short trade lagaty hn un k lye ye zarori ni
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1230 Collapse

                                stop loss ka is kam me yeh faida mila karta hai k jesay humara take profit laganay say profit lock ho jata hai isi tarh asay stop loss say agar humara target stop loss ko hit kar jata hai to hume utna he loss hota hai jitna k hum bardasht kar saktay hain is ko apnay mind me rakhtay howe use kiya kare.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X