Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

    Bilkul mery bhai ap ny thk kha kh hmy Hmy profit sy ziada khush or los mn ziada tension ni leni chahiay q kh agr ham tension ly gy to ziada mahnat nhi kr siky gy is liay ham ko chahiay kh ham himat sy kam kry or mahnat sy kam kry ta kh Forex per kamiyab ho siky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

      Ji han bilkul Forex members Hamen profit mein khush aur loss Mein tension Nahin leni chahie balki Hamen loss mein bhi Pareshan Nahin Hona chahie mehnat Karni chahie Agar Ham profit se Khush Hote Hain To Ham yakin rakhen ke last bhi Hamesha Nahin rahata isliye loss aur profit Har business Ka hissa Hota Hai To Hamen pareshani ke sath Nahin balki mehnat ke sath kam karna chahie tha ki Ham Kamyab Hoke Forex trading business se acchi earning Hasil kar sake
      • #48 Collapse

        Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

        assalamu Alaikum ummid hai ki aap se bilkul theek hun main jaisa ki aap ne kaha hai kya main profit mein jyada kuchh aur last mein pareshan nahin hona chahie agar Ham profit mein jyada kuchh nahin honge aur last mein bhi udaas nahin honge to hi hamare liye behtar hoga jyada Khushi insan ki Khushi ko najar laga deti hai Hamen chahie ke Ham profit hone par Allah ka shukr Ada Karen aur agar Hamen loss Ho jaaye to Ham Allah per hi ummid rakhe Allah Pak ki kamyabi dene wala hai agar hamare yahan per hoga aur humne mehnat jyada ki hogi to hi Hamen kamyabi milegi Allah par yaqeen rakhne se Hi Hamen kamyabi milati hai
        • #49 Collapse

          Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

          Aapki baat bilkul theek hai Hamen Forex Mein kam karte hue Jab Achcha profit Hasil Hota Hai To Ham bahut jyada Khush hote hain lekin Jaise hi Hamara loss hota hai Ham mayus Ho Jaate Hain Ham Pareshan Ho Jaate Hain Hamen Aisa nahin karna chahie Jab Ham profit mein khush Hote Hain To Hamen loss Mein kyon Pareshan hona hai Hamen loss hone Ki Surat mein bilkul bhi Pareshan Nahin Hona chahie tab Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain Jab Ham loss ki vajah se pareshan Hote Hain To Aisi situation Mein Ham kabhi bhi Forex Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte
          • #50 Collapse

            Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

            Forex trading aik risky business hai jismein profit hasil karne k liye hamein risk lena padta hai our forex trading main hamari aik mistake ki wajah se hamari pori mehnat bhi waste ho sakti hai our forex main hum nakam ho sakte hain our hamara bonus account bhi wash ho sakta hai our forex main profit k sath hamein loss bhi hota hai isliye forex trading main hamein loss ko dekh kar pareshan nahi hona chahiye balk loss ko dekh kar himmat our housale k sath work karna chahiye our forex main trading ache experience our knowledge k sath karni chahiye our forex main hamein trading ache confidnce k sath karni chahiye our forex main hamein trading fresh our active mind k sath karni chahiye our forex main hamein trading sabar k sath karni chahiye jisse forex main hum achi trading kar sakte hain our forex main hum acha profit bhi hasil kar sakte hain.
            • #51 Collapse

              Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

              ji bilkul profit mein jyada Khushi Nahin honi chahie Kyunki profit Hamare liye best Hai Ham Khush hote hain theek hai acchi baat ha I Jab Mein nuksan Hota Hai To Ham tension mein a Jaate Hain To isliye Hamen tension bhi nahin leni chahie Agar Ham tension Lenge To Ham aur Jyada Achcha work nahin kar Sakenge isliye Hamen chahie ki Jab Bhi Hamen Achcha profit Ho To Hamen Jyada Khush Nahin Hona chahie aur jab Hamen nuksan Ho To Hamesha tension Nahin leni chahie
              • #52 Collapse

                Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

                Ji han bhai aapke Baat bilkul theek hai Forex Mein kam karte hue Agar Hamen Achcha profit on sale Hota Hai To Ham khush ho Jaate hain lekin Jaise hi Hamen loss ka Samna karna padta hai Ham Pareshan Ho Jaate Hain Hamen Aisa nahin karna chahie Hamesha yah Ke Jab Hamara loss hota hai To Ham Pareshan Na Ho mayus Na Hona Apne loss ko recover karne ki koshish Kiya Karen agar aap apna loss recover kar sakte hain to aap kabhi bhi Forex Mein nakam Nahin ho sakte loss hone Ki Surat mein bilkul bhi Pareshan Na Ho Hamesha loss Ho recover karna sikhen Taki aapko Kabhi pareshani Ka Samna karna Hi Na Pade
                • #53 Collapse

                  Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

                  han g han ap ki baat bilkul bahout zabardast hai agr ap achay anadaz say kaam karty haen to ap bahout jald bahout bachii earnig hasil kar lein gay jo apko bahiot ziada earning day gi humein chayee lkh hum hjard working karty hoyee haneib is tarh kaam karna hai kh hum lagatar is pakistan forum par acha work karein jo hamein bahout iada profit day aur hum isii tarh kaam kartyu haen to hamein bahot sara acha aur better bouness mel jaye ga jis say hum sub ko is ka acha impasct mel jayee ga aur agr hamein isi tarh acxha boiuness melta hai to hameintarde achii aur sopch smjh ky kaam karna ho ga aur isii tarh hum acha aur good easrng kar skein jo hamein achii earning day ga agr hamein isii tarh acha aur quality bouns nahii melta to hamein ye karan cahyee kh hum dill chota mut karein aur mazeed hardworkimg kary hoyee kaam kar kay apni success ko yaqeenii bna sakty haen
                  • #54 Collapse

                    Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

                    ji han doston aap ko to pata hi hoga ki har shaks hamesha profit ke bare mein hi sochta hai lekin doston ambedkar ke bare mein bhi sochana chahie kyunki kailash bhi Zindagi ka hissa hai kar bar mein nahin hai to aapke liye nahin hai doston aap hamesha apne bare mein dhaatu rog ke bare mein bhi hona chahie aapki soch padegi vah si hogi aur aap ko pata chalega ki doston ke bare mein sochna bhi kitna jyada achcha lagta hai dosto agar aap is tarah sochenge to aapko jyada hoga aur aap acche trader Ban jaenge aalu logon ki lomotil ho gazal doston
                    • #55 Collapse

                      Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

                      Assalamu Alaikum dear forex member with Karti hun kya aap log bilkul khairiyat se Honge Apne kam kar imandari ke sath Ranjhan de rahe Honge their members bilkul sahi kaha aap Logon Nahin Ki Hamen bahut jyada profit milane Kismat Mein bahut khush Hona chahie aur lost Ki Surat Mein Hamen ghabrana bilkul Nahin chahie Nahin chahie Hamen Himmat Nahin honi chahie can I just wish Apna Kam karna chahie Hamen Shabd se kam Dena chahie Duniya Kayam hai aur Hamen English padhna chahie ke lostprophets to Jindagi Ka Ek Rishta hai isliye ghabrana Chhod De aur Jyada mehnat kar Inshallah Ka Main Bhi Mara Mukaddar Ban Jayegi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        Re: Hamen profit men ziyada khush aur loss men tension nhi leni chahiay

                        ji han pyara bhai jaan aapane bahut hi theek kahan hai ki hamen profit mein koshya aur loss mein jyada pareshan Nahin Hona chahie na hi tension leni chahie Agar ham tension lenge to hamen aur bhej diya tha log ho sakta hai isliye hamen itminan aur se kaun se kam karna chahie Agar ham itminan aur sukun Ke sath kam karenge to hi aam Apne kaam mein kamyabi hasil kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X