Trader aur investor dono forex market ka hissa hain aur en dono kay naamo say he kafi zaida clearance mill jaati hai kay en dono main kiya buniyaadi difference hai. Kuch log forex main direct apna paisa laga kar trading karty hain aur kuch log apny paisy lagaty hain magar khud trading nahi karty hain. Lehaza apko main dono le definition bata deta hun:
Trader: Trader wo hota hai jo forex market main apney account say ya kise dosry kay account say trading karta hai. Yani k order lagata hai aur orders ko close karta hai. Trader khud ki investment bhe kar sakta hai aur kise dosry kay account ko bhe manage kar sakta hai.
Investor: Jo banda forex market ma a0na paisa lagata hai usko investor kehty hain. Kafi saary log khud trading nahikar sakty hain ya phir un k pass trading karny ka time nahi hota to wo sirf investment karty hain aur phir apna account ya kise trader ko manage karnay k ly dety hain ya phir koi robot apney account par laga dety hain Dear ap ne dekha ho ga k ais market mai jo log trading karty hai apna analyis kar k aus par trade karty hai aun ko trader kehty hai aor jo log traders hai wo ho sakta hai sath signals bhi dety ho ya account manage karty ho Dear ais market mai bahot sary log hai jin ko kaam karna ni aata aor wo ais market mai logo ko paisa dety hai k ais mai ap kaam karo aor profit loss share kar ley gay jo log sirf ais mai paisa lagaty hai aun ko investor kehty hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим