Do you need a business education background

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    g han ya education boht zarori ha q k agr mary pass ya education ho gi tu ma ziyada achy tariqy sa trading kr sakta hn or ziyada acha earn kr sakta hn.education ka koi nuqsan nahi hota is liya education zaroi ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      dear mere khyal se ap ko business back ground ki need nahi hai balke forex main ap ko forex ki learning ki zaroorat hai kun ke is se hi ap ne trading karini hoti hai or is se hi ap ko trading main profit ho sakta hai
      • #753 Collapse

        main yahan new hoon aur merey khayal sey agar ham forex main ana chahtay hain to hamain koi degree ki zaroorat nahi hoti kiun kay yahan bus wohi insan kamyab hay jo hard work karta hay aur ziada knowledge sey kaam karta hay
        • #754 Collapse

          nahi aesa kuch nahi chahiye hota hai bas aap ko forex me kam karne ki knowledge honi chahiye or aap ko jitni knowledge is business ki ho gi utna he is me profit hasil ho sake ga maximum knowledge forex ki he honi chahiye is me business background ki koi zarurat nahi hoti hai .
          • #755 Collapse

            yer marey khyal me her kam me hum ko educational background her time help karta ha but agher in forex humarey pass knowledge ki power ha tu ye thing aur bi best ha trading ky lihy
            • #756 Collapse

              g bilkul her biznis ko start kerny k lye ap ko us k muttuliq illam hona bht zarrori hy isi tarah forex main bi ager ap inter hona chahty hain to ap ko forex k bary main mukammal aboor hona chye pher ap kamyab trde banain gy
              • #757 Collapse

                ji ha bilkul agar aap kay pas taleem hay to aap aik achay trader ban saktay ho kyu kay aap kahi say bhi malomat par saktay ho our phir us per kaam kar saktay ho agar aap kay pas taleem nahi hay to aap ko kisi our ka mohtaj hona parayga.
                • #758 Collapse

                  forex mein ap ko education honi chyaie aur forex aik fear business hay ap is say bahtot ziyada earn kar saktay ho lekin yeh mushkil bhi hay is kay liye tu ap ky pass experience hona chayie aur woh experinece ap demo trading kar kay hasil kar saktay hay isi liye log bahot saray fail ho jatay hay kiyon kay woh experience hasil nahi kartay hay .
                  • #759 Collapse

                    No it is not necessary k hum bht accha khasa trade business ka knowledge rakain but fact is that k hamain yeh knowledge demo account pay practice say bh mil skta hai or forum pay post krny say bh
                    • #760 Collapse

                      forex trading mein kamyab hony k leye is mein hum ko mehnat sy kam karna hota hy ager is mein forex ki taleem nahi lety to is mein hum ko earning nahi hoti.
                      • #761 Collapse

                        G nai janab mera taaluk buissness backround sy nai hy belky goverment job krty han sab ap kis backround sy taaluk rakhty hu
                        • #762 Collapse

                          Forex trading run karny kay liey humay kisi bhi buiness background ki need nahi hoti so hum esy normaly bhi run kar sakty hy bus humay esko seekh kar run karna chahiye tab he es say kuch earn kar payen gay.
                          • #763 Collapse

                            is business amin apko zrori nhi ky apka background busness vala ho balky is business main he koi participate kr skta hai chahy wo aam ho ya rich tareennn
                             
                            • #764 Collapse
                              usafi سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                              forex mein education ki need hoti hy aur forex ko sab kar saktay hay female bh kar sakti hay lekin un ko chayie kay woh lalach na karay aur loss say avoid karay kiyon kay yeh aik risk business bhi hay aur is mein loss bahot ziyada ho sakta hy beshk yeh aik profitable busines bhi hay lekin is ko seekhna lazmi hoga .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #765 Collapse

                              mra kayal men forex men bahot zidah education ki zarorat nahe hoti bahlkah ap ko market par tawajo dani cahya jis sa ap ak acha porafit kamah saktah han or ap ko zidah sa zidah dimo acount par parictec karni cahya jis sa ap ak acha tarider ban saktah han jab ap kah pass knowledge ho ga tu par ap kah laya kamyab hona atnah muskil nahe ha forex men

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X