Do you need a business education background

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    Well i do not think that it is a must to have the business background before you can trade forex successfully, there are so many people who do not have any sort of business background but are making good income from forex. the most important thing is your level of experience
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      Forex trading aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko ahmra kam akrna ka paisa dta ha
      • #903 Collapse

        Yes dear forex trading 1 complete online professional level ka trading hai lakin is business ko krnay k kisi thra ki high qualification degree required nhi hoti.Blkay forex market mai trading krnay k liye trading say related knowledge ki zroorat hoti hai jo k trader kisi trading E-Book ya phir kisi achay trading teacher say lay skta hai.Forex market mai trading krnay say phlay isay smjna zroor chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #904 Collapse

          ni g ye bat bilkul b thek ni ha k forex main trading k lie background b business se relate karta ho bul k koi b jo forex ko samajta ho aur is ka experience ho wo forex main trading kar sakta ha ...
          • #905 Collapse

            I think forex is international business in the world.so we need to academic education.Because we can not understand forex market without education.Forex is English based business.so we also need to capture English Language.Then we can easily success in forex business.
            • #906 Collapse

              Nahi es ke leye business back ground zarory nahi ha jo be achy mehnat se es ke bary knowledge or experience hasil kary ga wo es se faida hasil kar sakta ha
              • #907 Collapse

                off course hamay forex ka liya acha knowledge aur good education chye tb he ap easily forex ko learn kar sakty hai skill ko develop kar skty hai forex trading educated people ka liya hia
                • #908 Collapse

                  g han bhai jan aap theke keh rahy hen men ap ki is bat sy agree krta hn forex trading business ko krny ky liy ap ka back ground business wala hona chahiy wrna p is filed men boht loss kr sakty hen is liy business education back ground ki boht zarort hy
                  • #909 Collapse

                    Je han brotherr ap bilkul theek he keh rahe hain, forex main ager ham proper forex education ko hasil kar kay trading karen gy to hmhen loss kam he hoga aur hmhen profit ziada ho ga ic liyye forex main achy treeky se sikhna chaiye
                    • #910 Collapse

                      nai bhai mare khyal se to aisa kuch bhe nai hai and agar hamara background business man wala na bhe ho to koi masla nai hota and hum is main khud mehnat kar k bhe businessman ban sakty hain and yeh busienss kar sakty hain.
                      • #911 Collapse

                        g haan g apki baat bilkul teekh kahe hai iss forex business ke liyee kio beckground ke zaroorat nahe hoti oor na he iss business mein ziada education ke zaroorat hoti hai ,, oor kuch ye sab cheezein hallat bhe seekha deiti hein ..
                        • #912 Collapse

                          every business need its knowledge and basis and rules to run in positive way fore earning forex trading alos have it's own rules and regulation and will will learnt and make practice to reduce risk of loss and for make successful trader.
                          • #913 Collapse

                            no dear forex ko ap boht jaldii aur boht kam waqt mai seekh skte ho bas ap ko mehnat karnii hotii hy tab he ap enjoy karte ho es liye sahii kam karo...
                            • #914 Collapse

                              forex main trading kerne ke liye apko educational background ke zarorat isleye nahi hote agar app ko awarness hai forex ke bare main tou apko zayada mehnaat nahi kerne perte.forex ko seekha mushkil lekin na mumkin nahi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                main yahan new hoon aur merey khayal sey agar ham forex main ana chahtay hain to hamain koi degree ki zaroorat nahi hoti kiun kay yahan bus wohi insan kamyab hay jo hard work karta hay aur ziada knowledge sey kaam karta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X