Do you need a business education background

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    yes har business ke lie hamare pass achi education honi chahie kiu ke jab hamare pass knowledge hota he toh phr hi ham us business ko theek se kar skate hen or new bies ke lie yh boht hi zzrori he ke woh market ko pahle learn karen or yh zrori nahi he ke parents is business me the nahi isme hamko khud mahnat kr ke learn karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      forex k trade mien kesi b business education k background ki zarort ni h mager ap ko es mien mehnat ker k experince hasil kerna ho ga or dil laga ker earning kerny ki koshehs kerni ho gi
       
      • #888 Collapse

        jee hy sir ma apki baat pay agree krta ho sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay forex aek asa bussniess ha jaha say ham ziada say ziada earning bhi kar skaaty hy lakin uskay liye bs apko education lazmi hy
         
        • #889 Collapse

          g nahi is me bussiness education ki zaroorat nahi hai ballke aap ko bussiness mind ki zaroorat hai k kab aap ne kaha investment karni hai kaha se ap profit earn kar sakte hai or kase aap koss se bach sakte hai .aaap k pass achi skills honi chahiye
          • #890 Collapse

            Hi everyone. forex business is a international trending business of the world. forex trade and explore it, is it necessary for you to have a business, forex or trade related educational background or you can be a successful of the world.
             
            • #891 Collapse

              Hi everyone. forex business is a international trending business of the world. the real forex business sterting first doing background knowledge.
               
              • #892 Collapse

                Brother aap sahi key rahey hen but agar humarey pass general eduction bhi ho to hum achi tara trading seekh saktey hey ye to humarey apney upper depend karta hey key hamara mind kitna sharp hey or hum kitni jaldi is ko pick kertey hen.
                 
                • #893 Collapse

                  g hai agar ap is ko apnay eductopon kay base pe joiining kartay hai tu is ka apko is buisness mei aik bohat hi ach fadia hota hai aur apko is ka iak acha resposne bi mil jata hai aur apklo hosla bi hota hao
                  • #894 Collapse

                    Forex trading mein trade karnay kay liye kisi b qisam kay educational background ki zarurat nahi forex trading mein koi bhi trading kar sakta hai us kay liye trader ki koi bhi education ho ya wo koi bhi kam karta ho wo forex kay bary mein learn kar kay trade kar sakta hai
                    • #895 Collapse

                      Dear, forex trading aik acha buisness hy so hamen educated bhe hona chahye taa k forex ko smjh sken aur mehnat sy work ker sken tab he kamyaab ho skty hn hum..
                      • #896 Collapse

                        g nahi bhai g bilkul b nahi humain serf fundamental education ke zeroorat perti ha deep education ke information nahi chahya app serf iss information k sath he k forex trading kya he iss k he app forex trading start ker secta hain......
                        • #897 Collapse

                          forex trading bot easy bussiness hay hum isa min boht sa money earn kar sakty hain par is amin education ke zrort hoti hay ye zrori nai background be eaducated he ho, jisy job karni hay us ka educated hona zrori h
                          • #898 Collapse

                            fx ak real kam hajis yshama choi earning haseel kar sakty hnanism ahmy zeada mehant krna ho gi tab ham fx ma kamyab ho skaty han ya ak bohat achabusiness hai
                            • #899 Collapse

                              g forex seekhnay ke baad agar ki jay to iss se ham bahut ziada benefit hasil kar saktay hain aur yahan pey apna future built kr saktay hain agar ham seekh ke karen to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                agr apko forex trading p kam krny ka interest h tw usk lea business educational background hona zrori n ap kc s profession s belong krty hon ap forex p trading kr skty bus esk lea apko basics ka pta hona chae k forex p trading ki ksy jati

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X