What is the effect of overconfidence in forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1141 Collapse

    overconfidence ka effect ye h k ap is ki wja sy nukasn utha skty han q k is min ap ko galti krny k chances ziada hoty han jis ki wja sy apko nuksan hota h is liy mehnat r lagan k sth kam krna chaiy r overconfidence sy avoid krna chiy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1142 Collapse

      Overconfidence aik bohat buri cheez hay jo kay ap ko loss ki taraf lay kay ja sakti hay kiun kay jab bhi ap esi condition main hon gay to ap jald bazi karen gay market ko analyze karnay main bhi aur trade open karnay main bhi jis ki waja say ap say koi bari mistake ho sakti hay aur ap ko loss ka samna karna par sakta hay
      • #1143 Collapse

        app ke baat sahi hi ke over confidence ke waja say forex trading kay doran traders ko kafi saray problems ka samna karna parh sakta hai . aksar traders Overconfidence ke wajha say traders trading kay doran market ka proper analysis nai karty hain aur trading kar k loss kar laite hain.
         
        • #1144 Collapse

          is main hamain over confidence say trade nai karni ho gi ta k loss kam ho saky aur knowldge hasil kar k hi hum sucess ho skay gay aur knowldge ho ga tab hi hum sucess ho saky gay aur market main run ho gi
          • #1145 Collapse

            maire kahyal say tu overconfidence ka forex trading pay bohot he negative asar hota hia . aur trader ko chiye ke woh apni trading ko overconfidence say mehfooz he rakhin . aur traders ko chaiye ke woh jab b trade karin tu har aik trade ko us kay merit per karin aur proper analysis zaroor kia karin .
               
            • #1146 Collapse

              forex trading main agar hum overconfidece ho kar trading karen gay to hum theak say trade nahi kar sakty so humay chahiey keh mehnat karen aur theak say trading analysis kar kay karen
              • #1147 Collapse

                over confidence say market main kaam ko krna hum nay is business say kafi zada teek say profit milta hai jub ye teek say is business ko learn kr laity hain or sath main isi tara say humy is business main kaam ko krna hota hai tabi ye moka milta hai
                • #1148 Collapse

                  overconfidenmce kay is business me ye effect hotay hai kay is say ap apna acha khasa margin bi kho saktay hai ap samjhtay hai kay pata nai mujhay say acha jkoi bi tarde aur yaha ep kar hi nai sakta hai tu is lalch me ap baray baray rsik letay hai aur nakam ho jatay hai
                  • #1149 Collapse

                    Overconfidence ap ke loss ka sabab ban sakte hai kun je ap ko money managment aur risk managment se bahir kabhe nahe jana chahye chahe kitna he payara setup kun na ho
                    • #1150 Collapse

                      Over confidence Bohat se problem ko invite krta hai apko greed main dal k apki sari earning aur capital amount wash ho jaega over confidence ki wajah se is liye over confidence se dur he rehna behter hai
                      • #1151 Collapse

                        dear ye bat app ki thek ha k over covfidence app ko dhoka daita hai but kisi time markeet mai app k pass over confidence ho tu app ko markeet ki wrong movement say app ko bacha laita hai iss leay iska galt use nahi krna chheay.
                        • #1152 Collapse

                          forex trading my ham ko zeada over confidace nai hona chiya kio k is my ham ko bhot zeada loss ho jat hy our ham ko forex my loss nai krna hota hy ham ko is my bhot zeada profit hasil krna hota hy is liya ham ko is my over confidace nai hona hy ham ko is forex my dyhan sy trading krni hy taky loss k bjay ham is my pasy kama sagy
                          • #1153 Collapse

                            jab ap over confidence ho ker trading kerien gay ty ap ko is ka ye nuksan ho skata hai k ap zada eanalyse kiey bagher hi trade ko open ker lein gay jis se ap ko pher loss hony ka zada chance ho jata hai
                             
                            • #1154 Collapse

                              dear over confidence kisy b jaga per ho nuqsan dah hai . q k over confidence se ham mahnat karna choor daity hai or ham yah samjhana start kar daity hai k ham perfect hai to us ka naqsan yah hota hai k ham main working ki jitny ability hoty hai wo end ho jaty hai. or ham finally loss ka shakar ho jaty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1155 Collapse

                                ji ha dunia ma ksi b kaam ma success hasil kerny k liay lazmi hy k app overconfidence na hoho kyn k jb ap overconfidence hogay to galt dedecision kero gy fir forex to worldwide business hy risky business hy is k leay to overconfidence hona khud sy dushmani k barabar hy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X