What is the effect of overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    mere bhai jaan mein tou yeh samjhata hoon k humein apni forex tarding ko achi tara se kerne k liaye ziyada achi investment ko kerna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      Bahi overconfidence insan kay bhout say banay hue kaam b bigar deta hay jesay yeh dosray kamo mian involve hota hai bilkul asi tarah yeh Forex Trading main b involve hota hai aur overconfidence ki wajah say he trader nay jahan par trade nae karna hoti waha b kar deta hai aur result zero ho jata hai phir uska.
      • #453 Collapse

        bhai jan forex me over confidence ka matlab hai lalach aur jo b is kaam me lalach karta hai us k lye is business me koi kaam nahi hai.hame is business me condence wala hona zrori hai.agar hamara confidence loss hai tb b hame nuksan day hai.
        • #454 Collapse

          1. Overconfidence invites several problems in our life, in every profession as well as in forex trade. We do not think and plan a decision properly and go for it in a hurry. So in your kind opinion what are the negative effects of this on our trade.
          • #455 Collapse

            overconfidence forex trading me bohat nuqsan deta he. is se hum wrong decision kerte hen. business me jald baazi kerte hen. aur bohat jald apnee investment loss ker dete hen aur is business se out ho jate hen.
            • #456 Collapse

              over confidence to hum kah sktay hain k kisi chez main achaa nai jahan tak forex main over confidence ki bat ai to yahan par bhi over confidence hna sai hai hay bhaiyun have patience ..sabar se kaam len .
              • #457 Collapse

                over confidence insaan ko nuqsan deta hai q ke insaan aashista aahista barbaadi ki taraf le jaata hai isi liay over confidence khatam karain sab users aur sahe se apnay opar confidence karain matlab self confidence rakhain aur trading karain
                • #458 Collapse

                  Forex trading ke liye confidence to zaruri hai lekin over confidence utna hi zyada nuqsaan de hai aur aap is se bht bara nuqsaan bhugate hain is liye over confident na hun
                  • #459 Collapse

                    Confidence is really required in this profession but over confidence invite troubles for a trader.. We must keep and maintain our cool and should take our time and think on our decision over and over again..
                    • #460 Collapse

                      ji ajanb mere kahayl se kabhi bhi kisi bhi mamle main overconfidence nahi hona cahhye kiu ke is se hum boht si problem main a sakte hain aur forex main loss bhi ho sakta hai bahter yehi hai ke hum confidence main hi raahin over na hon
                      • #461 Collapse

                        Ap koi b kaam kar rahay hain us main ap ko overconfidence nai hona chahiya kiyon k ya ap ko loss karwa sakta hai so ap ko chahiya k ap jo kaam kar rahay hain ya jo b business kar rahay hain us ko poray atimad sy karain or soch samaj karain.
                        • #462 Collapse

                          G han friend yeh aik achi baat share ki hai ap ny humain forex trading mai apna confidence use karna chahye or humain proper planning sy trading karni chahye na k hum is mai over confidence ho jaen or loss ko apna muqadar bana len
                          • #463 Collapse

                            dear forex mein overconfidence ek both bari bemari hai jis ki waja say trader greed main phar jata hai or us ko both faida hota hai or phr wo apni startigi change kar laty hai then usko loos hota h.
                            • #464 Collapse

                              Brother main nay kuchh traders daikhaiy hain jo forex main knowldge hasil kr kay bohat zayad overconfidence ho gy.issi over confidence ki wja say wo stoploss ka bhi khial nahi krtay thay aisay traders nay apna bohat loss kia hay,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                trading karte hue overconfidence nahi hona chahie kun ke overconfidence ki waja se aksar ap wrong decision le lete hain or is ki waja se ap ko loss ho jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X