Lose hony pe dil chota na kray

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lose hony pe dil chota na kray

    Aslam.e.alaikum dear members ummed ha ky ap sab khairiyat sy hogy forex sy ziyda profit hasel karhy hogy or ik kamiyab mustaqbil bana rahy hogy forex online business sy mutasir hogy ji bilkul lose hony pe dill chota na kry q ky loss profit life ka ik hesa ha es main umeed nhi hrna chahy esliy hamy loss sy himmat na harna chahy or na hi tension nhi lina chahy aram sy or focus sy kam krna chahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lose hony pe dil chota na kray

      Forex business mein loss bhi business ka hisaa hota hai aur forex mein loss hota hai tu is loss ko bardshat karna sekhna cahaiye aur loss se dishart nahin hona cahaiye aur loss ho tu ziada se ziada mehnat aur hardwork karna cahaiye aur forex ki learning knowledge aur experience hasil karna cahaiye aur demo account par practice Karni cahaiye phr profit ho sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: Lose hony pe dil chota na kray

        Market Mein loss or profit Har business ka ek bahut hi important hi sar hote hain isliye aapko chahie ki aap in Tamam chijon ko acche tarike se understand karne ki koshish karen aur Agar aapko nuksan hota hai to aapko apna Dil Chhota nahin karna chahie aur na hi Apne nuksan Mein mayus Hona chahie ya FIR emotional hokar Apne kam ko chhodana chahie balki is time main aapko Sabar ke sath kam Lena chahie
        • #19 Collapse

          Re: Lose hony pe dil chota na kray

          G Han dear forex members aap jante Hain Ki business mein hamen loss or profit hota rahata hai agar aapko loss ho raha hai to ap Dil chhota Nahin Karen balky khud ke andar himmate paida karene Ham yah kam kar sakte hain aur agar hamen is bar loss ho raha hai to Ham next loss Nahin hone denge next time hum profit hi hasil karenge aur uske liye chahe hamen kitne hi struggle kyon Na Karni pade isliye members aap loss per kabhi bhi pareshan Na Ho balki apni struggle ko jari rakhen is Tarah aap kamyab Ho jaenge
          • #20 Collapse

            Re: Lose hony pe dil chota na kray

            assalamu alaikum dear members I hope you all are fine I am also find one thing keeping my agar aap log minut karenge to aap ko kamyabi milegi aur aap ek achcha profit hustle karenge hamesha jyada se jyada mehnat Karen Taki aapko kamyabi Mile thank you Allah Hafiz
            • #21 Collapse

              Re: Lose hony pe dil chota na kray

              Assalamualaikum.
              Dear Forex members.
              Forex mein loss hony par ghabrana nahi chahaye aur dill chota nahii Karna chahaye bal k aur ziyada mehnat karnii chahaye.
              Kuch loog loss ki wajah sy himmat haar jaaty hein aur trading chhod dete Hain unko aisa nahin karna chahie bal k agli dafa ziyada mehnat kar k apna loss recover kar y ki koshish karen
              Shukriya
              • #22 Collapse

                Re: Lose hony pe dil chota na kray

                Dear aap nay bahut he achi aur zabardast baat ki hy keh hamain kabhi bhi loss hony par dil chota nhe karna chahye balkeh aur ziada say ziada mehnat karny ki koshish karni chahye taa keh hum log ziada say ziada experience bhi hasil kar saken aur aagy bhi barh saken aur issi tarah he hum log kamyab bhi sakty hain q keh bagahir mehnat kiye hum log kabhi bhi forex trading business main kamyabi hasil nhe kar sakty aur hamari kamyabi sirf aur sirf issi baat oar depend karti hy keh hum log ziada say ziada experience bhi hasil karen aur aagy barhny ki bhi koshish karen
                • #23 Collapse

                  Re: Lose hony pe dil chota na kray

                  asslam.o.aliakum dosto ji han agr apko loss ho jaye to apko preshan nhi hona chahiye na apko ghabrana chahye balke apko apni mistakes py focus krna chahye jis galti ki waja se loss hua aur pehle se ziyada mehnat kr k sabar k sath work kro aur apne loss ko recover krne ki koshish kro lagan k sath man laga k tabhi apko kamyiabi mile gi qk hr kamyiabi k piche boht br nakami hoti hai but himmat ni harni himat k sath kam krte raho kamyiabi zaror mile gi.
                  • #24 Collapse

                    Re: Lose hony pe dil chota na kray

                    Agr hamein kabhi loss ho jata hai to hamein bilkul bhi dil chota nahi karna chahiye
                    Balky confidence k sath apna kaam karna chahiye, because loss and profit to business ka hissa hota hai
                    Loss sy kabhi bhi ni ghabrana kyun k agr aj loss aya hai to kal profit bhi zror aye ga

                    Hamesha profit k bary mein sochty rahain q k acha sochain gy to he acha hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: Lose hony pe dil chota na kray

                      Yes my dear friend aap ke bad bilkul Tarika for accelerating mein agar Mela so Jata Hai To Hamen ismein chahie kya bilkul Chhota Bheem Na Karenge Jab Ham Forex Businessman Din Chhota kar lete hai To fir main bahut digital ICS ka Samna karna pad sakta hai isliye Garam love Se Bachana chahte hain aur ek Achcha profit Hasil karna chahte hain aur ek acche trader Banna Chahte Hain To Hamen chahie ham log Se Dil Chhota bilkul Bhi Na Karen ya se FERA mein kamyabi
                      • #26 Collapse

                        Re: Lose hony pe dil chota na kray

                        Ji bilkul businessman profit and loss hamesha hota Hai jab bhi hamen nuksan ka samna karna padta hai aur kabhi kamar Ham profile Hasan kar lete hain lekin iska matlab har kis nahin ki Ham himmat hardey aur vah kam karna chhod den.
                        Forex forum baby hamen kabhi fayda aur pravin nuksan ka samna karna padega lekin use nuksan se hamen ghabrana ki jarurat nahin Hai aur apni mehnat jari rakhni chahie kyunki mehnat kabhi bhi kisi ki jaan nahin hoti.
                        • #27 Collapse

                          Re: Lose hony pe dil chota na kray

                          Assalam o alaikum forex ho ya koi aur business ho uss mien profit ke saath loss bhi hota rehta hai iss lie hamien loss mien mayoos ya pareshan nahien hona chahie hamien agar kamyab hona hai to hammien her situation ka samna sabar ke saath kerna hota hai hamien sabar ke saath apne kaam mien loss ki waja ko tilash kerna chahie aur uss ko better banana chahie takeh hamien dobara loss na ho aur hum kamyab ho jaien .
                          • #28 Collapse

                            Re: Lose hony pe dil chota na kray

                            Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto allah tala hamissha sabar ka phaal deta hai hamin iss mai mayoos nahinb hoona hai trade main agar loss ho bhe geyaa hai to iss main gabharana nahi chaheye balkeh iss main hum aur agye barhane ke kossih karin ge ho sakata uglye marhaley main allah tala hamin khuss kar de janab sabar ko app hamissha apne daman se lagaye rakheen thanks
                            • #29 Collapse

                              Re: Lose hony pe dil chota na kray

                              Assalam o alaikum G ha loss hone par Dil chota nhi karna chahiye sabar k sath himmat aur hosly k sath kam karna chahie aur hamesha soch samajhkar achi planning k sath kam karna chahie aur market k rules k mutabik kam Karna chahiye aur market ki movement ko dekhkar trading Karni chahie aur small lot size ka use karna chahie aur trading karte waqt jaldbazi aur lalach nhi Karni chahiye agar Ham loss hone par Dil chota nhi karenge aur preshan nahin honge Dil laga kar mehnat k sath hardworking k sath kam karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain agar ham loss hone par Dil chota karege aur mehnat k sath kam nhi karenge to Ham kabhi bhi trading main kamyabi hasil nahin kar sakte hain aur acha profit hasil nhi kar saktay Hain agar Ham forex trading main kamyabi hasil karna chahte hain to hamen hamesha soch samajhkar sabarke sath himmat aur hosly k sath kam karna chahie aur fresh mind hokar confidence k sath kam karna chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lose hony pe dil chota na kray

                                Assalamu alaikum kaise hain aap sab ummid karta hun bilkul theek hun gay ji bilkul agar hamen loss ho jata hai to hamen Dil chhota nahin karna chahie balki humne use lash ko over Kam Karne ki koshish Karna chahie hamen chahie ki ham Majid apni Google team ko mistakes ko improve Karke Apne use blouse ko cover Karen taki ham loss se profit ki taraf ja sake agar ham Dil chhota karenge himmat har jaenge to fir vah loss loss hi rahega profit mein convert Nahin hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X