Lose hony pe dil chota na kray
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose hony pe dil chota na kray
    Aslamulicum mein ap sab dosto se kehna chahta ke agr forex trading mein apko lose hota to dil chota na kray balky our mehnat kray our achi trading krny ke leya knowledge ohr experience mein izafa kray jaha pe apko lose hota wo galti apny mind mein rakhy our dobra aesi galti na kray acha trader humsha apni galtyo se sekhta hai
    Demo account pe practice kray our uske bad apna lose recover kr ke trading kry lose our profit yah business ka hisa hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lose hony pe dil chota na kray

    Assalam o alaikum dear frnds kaisa ho ap sab umeed h ap sab khariyat sa hon ga frnds forex trading ik aisa Islamic business ha jis ma profit r loss dono hota hain frnds trading ma Loss hona bht hi common c bat ha kun k jahan profit Hota ha wo loss bhi hota ha profit r loss dono ik sath chalta hain trading ma is lye apko jb bhi loss ho to bilkul bhi dil chota na Karen bulka us loss sa seekhen taka Jo ghaltiyan ho gaen hain wo ghaltiyan next trading ma dobara na ho saken r next trade achi profitable ho saka
    • #3 Collapse

      Re: Lose hony pe dil chota na kray

      Loss hone Ki Surat Mein forex forum Ke andra Apna Dil bilkul Chhota na Karen Kyunki loss and profit is the part of business so continue your hard working don't be disappointed Hamesha wahi log Apne maqsad Ko Hasil karne mein Kamyab Hote Hain Jo apni Galtiun ko improve Karke aage badhate hain isiliye Forex forum ke andar bhi Hamen loss se sikhana chahie balke mayus Nahin Hona chahie isliye Jab Bhi Koi mistake ho to usy knowledge gain karna chahie aur next time trading ke dauran usi mistake ko improve Karke apni mehnat ko apni trading ko continue karna chahie Kyunki Yahi successful hone Ka Tarika Hai apni mehnat ko jari rakhain mayos bilkull na ho ap Ek na Ek Din Forex forum Mein Kamyab hokar professional ban kar Accha profit gain kar Payenge
      • #4 Collapse

        Re: Lose hony pe dil chota na kray

        Trading karte hue Loss hone ki soorat mein bilkul bhi pareshan hone ki jarurat nahin hai hamen chahie ki hamen main aisa work karna chahie ki bilkul bhi loss now sirf aur sirf profit aana chahie uske liye main soch samajh ke sath work na chahie jaldbaji bilkul bhi nahin karni chahie sham ke mere se hota hai ki Ham bahut jyada jaldbaji Seva karte Hain to hamen logon se jata hai to ISI tarah trading ek aisa work hai jis mein hamen bilkul soch samajh ke sath work karna chahie aur hard work karna chahie jyada se jyada active rahana chahie sitaram trading mein kamyabi hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Lose hony pe dil chota na kray

          Assalam o Alikum dear frieds forex ak trading pltfrom ha is ma log trade kar ka profit gain karta ha.trade ma loss or profit sath sath hona ha is leya agr ap ko loss ho be jaya to ap ko chaheya ka ap is dil per na lan balka mehnat karan ka ap next time profit gain kar saka.
          • #6 Collapse

            Re: Lose hony pe dil chota na kray

            G bilkal humen loss hony py dill chota nhi krna chaea balke ziyada se ziyada mehnat krni chaea or achi knowledge or ziyada experience hasil kar k achi trade krni chaea loss or profit to business ka hisa hota hy es liye humen dill chota ni krna chaea or jis ghalti ki wjha se apko loss hua hy us ghalti ko apny mind me rakhna chaea ta k ap dobara ghalti na kr sko
            • #7 Collapse

              Re: Lose hony pe dil chota na kray

              Ji aapane bilkul sahi kaha agar hamen forex business mein loose ho jata hai to use per Dil chhota nahin karna chahie kyunki ham forex business main mehnat karke Hain loose ko khatm kar sakte hain loose ko khatm karne ke liye hamare pass knowledge gain karna hoga experience karna hoga apne skills can improve karna hoga aur acche quality ki posting karni hogi tab him achcha kaun hai sar sar karna mein kamyab Ho jaenge aur achha profit aashram karne mein bhi kamyab Ho jaenge
              • #8 Collapse

                Re: Lose hony pe dil chota na kray

                hamy loss hony par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy market ko achy sy analyses kar ky trade lagane chahey hamy trade ko soch samj kar lagan ho ga agar hum aik time mai aik sy zeyada trade laga dy gy to hamy loss ho jaya ga hamy loss hony ke har waja ko sahe karna ho ga yai aam job ke nisbat bohatr ache job hain
                • #9 Collapse

                  Re: Lose hony pe dil chota na kray

                  forex ik online business k sath sath ik risky business b hain is main humhy loss or profit dono ka samna karna parta hain forex main humhy loss humhri apni wjha sy hota hain ku k hum jldbazi main a kar trade laga dekty hain forex main humhy jldbazi say loss hi hota hain or account b wash ho sakta hain is liye humhy chiye k humhy real account say phly demo account pay practice karni ho gai taki jab hum demo account pay kam kary gy tu real account sy acha profit hasil kar sake gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Lose hony pe dil chota na kray

                    Loss bear krna easy ni hta for average earning person but thk keh ry han ap loss sa learn kr k bnda next time mistake avoid kr skta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Lose hony pe dil chota na kray

                      Bhai ne bilkul sahi baat kahi hai nuksan hone per kabhi bhi Apna Dil chhota mang Rahe Hain kyon ke karobar mein hamesha nafa nuksan donon sath sath chalte Hain jab aap ko nuksan ke samay jayegi ke kyon vah tab hai Apna pass rakha sakenge Varna aap kaun wafa khamanon mushkil hoga to nuksan ki Surat mein Dil chhota na Karen aur usse sikhane ki koshish karen aur jyada se jyada mehnat Karen FIR aap achcha profit kamao Gy inshallah.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lose hony pe dil chota na kray

                        loss hone per Apna Dil Chhota nahin karna chahie lost bhi ho jata hai aur profit bhi ho jata hai bus is Baat Ko Samjho aapko loss kiss vajah se ho raha hai aur profit kis wajah se ho raha hai agar yah Baat aapki samajh mein a Jaaye to aapko loss Nahin Hoga aur aap apna Dil Bhi Chhota Nahin Karenge Jab Hamen apni Galti Ka Pata Ho To Kam Thik Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Lose hony pe dil chota na kray

                          Assalam u Alekum. Umeed hy mery forex k tamam dost kheriat sy hongy. Forex trading mein loss hony par hamain apna dil chota nhi krna chahy. Balaky apny kam par focus krna chahy. Or apny seniors ko follow krna chahy. Or dil laga kar din rat mehnat krni chahy is sy hum bhut jald ak kamyab trader ban saky gy or acha profit hasil kr sakty hein.
                          • #14 Collapse

                            Re: Lose hony pe dil chota na kray

                            Assalamu alaikum dear Forex friend me umed karta hu ap sab khairiyat se honge ji han aapane bahut hi acchi baat ki hai log aane per aap apne dil ko chhua tha mat kare pareshan no next time agar treading karenge aapko achcha profit milega jisse aap apni usko kam kar sakte hain ap jab himmat har jaate Hain vah Kabhi bhi kamyab Nahin hote trading mein loss aur profit hota rahata hai per aap itni koshish karen kya aapko loss Na ho aur aap ko jab loss hota hai to aap apni mistake note Karen next time hua trading mein mistake na Karen aur achcha profit Lene mein kamyab ho sakte hain 👍
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lose hony pe dil chota na kray

                              Asalam alaikum doston ummid karta hun aap log khairiyat se honge ji han bilkul aap ne sahi kaha hai ki forex forum Ke andra Apna Dil bilkul Chhota na Karen Kyunki loss and profit is the part of business so continue your hard working don't be disappointed Hamesha wahi log Apne maqsad Ko Hasil karne mein Kamyab Hote Hain Jo apni Galtiun ko improve Karke aage badhate hain isiliye Forex forum ke andar bhi Hamen loss se sikhana chahie balke mayus Nahin Hona chahie isliye Jab Bhi Koi mistake ho to usy knowledge gain karna chahie aur next time trading ke dauran usi mistake ko improve Karke apni mehnat ko apni trading ko continue karna chahie Kyunki Yahi successful hone Ka Tarika Hai apni mehnat ko jari rakhain mayos bilkull na ho ap Ek na Ek Din Forex forum Mein Kamyab hokar professional ban kar Accha profit gain kar Payenge shukriya forex members

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              avatar Usmaan
                              Working...
                              X